Economic Reports That Affect THE Euro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic Reports That Affect THE Euro
    there are hundreds of reports affecting the FX market. find out which ones are the most relevant for traders...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    economy report ka euro par boht asar parta ha.jab economy kam hoti ha to euro ki demad our value kam ho jati ha.es lia euro ka economy par bht effect parta ha.
    • #3 Collapse

      gee bhai forex trading mein hmein jo bhe effect fx market ke related hote hien un ko smjhna hota he aur apne trading mein jb hm economic reports ko smjhte hein aur un ke effect ke sahih smjh hmein mile ge to hm apne trading ache krein ge
       
      • #4 Collapse

        Yah forex ko effect kernay wali kafi news ************ k oper ati hain EURO ki aik news hy jo k ECB conference hy wo us main kafi move us ko kerwati hy our us say hum kafi earn ker lety hain
        • #5 Collapse

          ge haan bhai hemin apne trading mein jo economic reports hote hein un ko ache trah se smjhna he aur euro usd pr is ke jo asr hote hien un ko smjhna he aur apne trading mein market ke news ko dekh kr apne trading krne he aur apne trading mein acha experience se success hasil krne he
             
          • #6 Collapse

            Ap k pass different sites jo k forum k oper discuss ki jati hain jin main investing hy our ************ hy un k oper any wali sb news forex ko effect kerti hain jen main kafi economic reports ki bhe news hoti hain
            • #7 Collapse

              gee haan bhai economic report hr currency pr asr krte hien aur is trah euro pr bhe economic report ka asr hota he hm ko apne trading mein in economic report ko lazme dekna hota he aur apne trading mein sahih analyiss kr ke apne trading mein trade krne hote he
               
              • #8 Collapse

                dear forex men jitni bhi economic reports hein wo sab important hoti hain. mager f.e.d ki or e.c.b ki economic report boht zada important hoti hai her currency k liey. jab bhi in ki interest rate report ati hai tu market men boht zada teezi dekhny ko milti hai.
                • #9 Collapse

                  yes brother there are no of ways which affect the forex trading, comments me 2 bhaiyun nay bht achay indicator bataye hain, k aik to economy news say bht faraq parta hay aor doosri bat yeh k president ki speech ki waja say is ki buy strong ho jati hay.
                  • #10 Collapse

                    currency depend he economic pr krti ha jesa is ki econimic achi hoti hai phr is ka rate up hona lgta hn kuch days phla instaforex ki mail ayi thi us ma economic report di gyi thi mera analysis ma ya kafi achi cheez hai trader ka lya agr hum mil kr is ko sahi analysis krna
                    • #11 Collapse

                      yes jo news red alert box k saath hoti hain wo highly effected hoti hain un pe trade karne se profit hota hai agar right side main trade open ki jaae aor is k liye zaroori hai k trading ko samjha jaae aor practice ki jaae
                      • #12 Collapse

                        forex market mai news zaroor effect krati hai likan news ko bhe hum tab follow kr sakty hai jab humry pass forex market ka knowledge ho gy tou hum forex market mai news ky mutabiq trade kr sakty hai.
                        • #13 Collapse

                          Ji Han economic reports k any se Euro per buhat difference parts hai iss liye jub bhi economic reports aay tu Hume ehtiyaat krna chahiye trading mein its important
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Economic Reports That Affect THE Euro

                            Ap ager Euro mai nahi be trade kar rahy hain tu phir be economic calendar bhout kaam ata hai. jab tak ap economical news pay focus nahi karain gy tu ap ko aik tu fundamental analysis karna be nahi aye ga or ap ager scalping ka souch rahy hain tu woh be ap ko samaj nahi aye gi or 3rd ap ko nahi pata chaly ga kay es time kon c currency ap ki pair ki strong hai tu ap ko apny pair kay hisab sy high impact news ko trading mai karna zarori samjain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X