lack of informatin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    assalamualaoikum umeed krta hun ap kheriyat sy hun gy!!
    dear Trading man information ka hona booht zrori hy ap tab hi achy trader ban sakty hain jab apky pas trading ky bary main complete information ho gi ya ap ko gaid krny wala ho ga lack of information apky liye nuqsan day bhi sabit ho sakti hai isi lye apko information increase karty rehna chaea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      no dear mare khyal main humain asa ni kerna chahie ager ap ko Forex trading k is business main achi earning ni ho rhi to is ka metleb ye ni hay k ap is ko chor do belk ap ko Forex ka mazeed knowledge hasil kerne ki zroorat hay aur ap is k bad is business se profit b earn ker sektay ho Forex trading aik acha profit dane wala business hay.
      • #48 Collapse

        Forex trading business mein sab se pehly Jo hy wo forex trading business ka basic knewledge aur information hy js ko hasil karna cahaiye aur agr hum basic knewledge aur information hasil kar k trading kartay han tu kaamyaab trader ban saktay han
        • #49 Collapse

          Mostly jo newbies hootay hain wo mostly loss karty hain aur uski main reason hi yehi hooti hay k un mai lack of knowledge aur lack of learning ki waja se trading ko follow up nahi kar sakty isi waja se bht se loogoon ko trading karnay nahi ati aur wo isko acha business nahi samjhty
           
          • #50 Collapse

            Mostly jo newbies hootay hain wo mostly loss karty hain aur uski main reason hi yehi hooti hay k un mai lack of knowledge aur lack of learning ki waja se trading ko follow up nahi kar sakty isi waja se bht se loogoon ko trading karnay nahi ati aur wo isko acha business nahi samjhty
             
            • #51 Collapse

              Re: lack of informatin

              agr ap bagair knowledge ke trading kren ge to apko zahir se bat hai ke trading me loss hone ke jo hai wo chances zyada honge apko chaiye ke ap jo hai forex ke bare me information len phr forex pr work kren
              • #52 Collapse

                Re: lack of informatin

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehzada44 پيغام ديکھيے
                agr ap bagair knowledge ke trading kren ge to apko zahir se bat hai ke trading me loss hone ke jo hai wo chances zyada honge apko chaiye ke ap jo hai forex ke bare me information len phr forex pr work kren
                ap jab apni trading main aghy barhty haintu ap ko cheye kay information kay sath apny information ko practically use karain. apni trading mai jab tak ap lose nahi karain gy tu ap ko pata chaly ga kay ap ki kon kon c mistakes hai jis ki waja se ap fail ho jatahy hai ap apni mistakes ko theek karain gay tu ap ka experience be zaida hota jaye ga or ap achy se trading karna be seekh jain gay.
                • #53 Collapse

                  Re: lack of informatin

                  Forex mein jab Ham posting ka kam karte Hain to yah sirf aur sirf informative honi chahie aur jo post Ham their information ke karte Hain jis post ke andar information nahin hoti to uska bilkul Bhi fayda nahin hai hamen sirf aur sirf quality wali post Karni chahie aur sirf aur sirf informative Karni chahie jiske andar Forex ke bare mein information jitne jyada post equality Yogi utna yaad aau hamen bonus Hasil hoga uske andar benefit hamare work ke upar depend karta hai ki hamare work ki quality kitni achhi hai..
                  • #54 Collapse

                    Re: lack of informatin

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehzada44 پيغام ديکھيے
                    agr ap bagair knowledge ke trading kren ge to apko zahir se bat hai ke trading me loss hone ke jo hai wo chances zyada honge apko chaiye ke ap jo hai forex ke bare me information len phr forex pr work kren

                    bhai apki information jo trading se hai woh ap nay kitni test ki hai woh ap pay depend karta hai ap jab apni information ko sahi se use karian gy demo pay practice karain gay tu ap ki information jis kadar strong hogi practical karian gay tu ap ko phir acha result mily ga or ap apni trading mai loss nahi hoga. or ap asani se apny trade ko profit mai close kar sakaingay.
                     
                    • #55 Collapse

                      Re: lack of informatin

                      Dost apki bat tik hai liken agar ham trade itna na kare sab se pehle ham posting kare aur sat mai information b khasil kare demo se ya pir utube se to ham apna trading k bare mai jankari b payenge aur sath mai bonas b ziada hoga hamare sath to tab ham agar trade kare to hame faida hi faida ho
                      • #56 Collapse

                        Re: lack of informatin

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamidrabi پيغام ديکھيے
                        Dost apki bat tik hai liken agar ham trade itna na kare sab se pehle ham posting kare aur sat mai information b khasil kare demo se ya pir utube se to ham apna trading k bare mai jankari b payenge aur sath mai bonas b ziada hoga hamare sath to tab ham agar trade kare to hame faida hi faida ho

                        ap ki information mai practice nahi ap nay us information ko test nahi kiya hai tu phir ap ko sahi nahi pata chala hai. es waja se ap ki trading main loss ho sakta hai. information koi be ho us ko test karain check karain phir ap kamyab ho gay. ap ko pata ho ga kay kon sa source ap kay leye acha hai jis se ap earning kar sakty hian or ik achy trader ban sakty hain.esleye apny information or practice ko continue rahkain.
                           
                        • #57 Collapse

                          Re: lack of informatin

                          bilkul info ma honay
                          ki waja sy buhut loss
                          hojata hai
                          • #58 Collapse

                            Re: lack of informatin

                            G bilkul sai kaha aap n trading m loss ki sb s bri aur main reason hi yi h k trader k pas apny trading work ka enough knowledge hi nai huta.wo lalach m aa kr bger sochy smjhy aur bgher knowledge gain kiay ziada s ziada kaam krne ki try krta h uce ye bhi knowledge ni huta k ucki kin mistakes ki wja s uc person ka account block bhi huskta h.jo insan bgher knowledge rkhy trading m aajae ucka yi result huta h k uce loss m Jana prta h icliay trading m ane s pehly zrori yi h k hme maximum knowledge rkhna chahye apny work ka.trading work m interest aur knowledge huna ye 2 factors bht important hen
                            • #59 Collapse

                              Re: lack of informatin

                              ap jitni marzi information ko collect kar lain jab tak us ko utilize nahi karian gay tu woh information ka faida nahi hasil hoga.esleye jab be information ko hasil karian koshish karain us ko demo pay test karain us se ap ka experience be gain ho ga or ap ko pata ho ga kay kab kiya or kaisy decision laina hai or sath main ap ki trading mai kafi behtari aye gi or ap future mai mazeed information se apny issue es se solve kar sakty hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: lack of informatin

                                information Hasil karna Sabke Liye bahut hi Jaruri Hota Hai jo log pura patrike ke sath analysis karte hain aur proper knowledge or experience Aasan Karte Hain vah Log Jarur kamyabi answer karte hain aur jo log property ke sath learning Nahin Karte unke liye rahti HainHam Forex Kendra Jitna Jyada work karte hain aur Jitna property kesavar karte hain Hamare Kamyab hone ke apne Jyada chances ho sakte hain aur Agar Ham Se Kam Nahin karte kya business hai jo suicide per kar deta hai isliye main koshish karne chahie kya Mujhko ignore property kaise karenVarna Hamen Hamesha mushkilon ka Samna karna padega Forex ke bare mein information bahut hi jaruri hai jo log pura patrike ke sath information han Karte Hain vah Log Jarur kamyabi Karte Hain Jo log Nahin karte

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X