technical

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical
    forex trading mai technical analysis yah hain k ap trading krty huay jo chart ke madad se forex market ko smjhty hain oos ko technical analysis kehty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes apne theek samjhaya jab bhi hum koi pair par trade lagate hai tou humein pehle usey analyse karna hota hai or jab hum is k chart ki madad lete hai or is par indicator ki madad lete hai tou is sare process ko forex me technical process kehte hai jis me hum currencies ko analyise karte hai
    • #3 Collapse

      Haan g easa he hh forex main technical analysis wo hain jo k hum market ki move ka andaza chart say lagaty hain usay technical analysis khety hain
      • #4 Collapse

        technical analysis history ki madad se hoti hai ye chart history k base pe hi banae jaate hain in ko follow karne k liye different indicator bhi mojood hain
        • #5 Collapse

          jee haan bhaii app nyy bilkul theek kaha hai forex trading business main technical analysis per gor kerna chahiya kun k iss terha syy hum asani syy market ko movement ko smjh sektyn hyn :)
          • #6 Collapse

            forex aik risky kam hia or yahan per hamain loss ko chance baky business ki nasabt zyda hoty hia islai lazmi hai k ham different indicator ko use karain such as fundamental or techincal yah do boaht aham cheezain hai
            • #7 Collapse

              gee bhai forex mein technical anaylys ka mtlb hota ha market ko smjhna makre tkay bary mein information rkhna keh market kis tarf rukh krti ha to in chezoin ko technical kehtye hian
              • #8 Collapse

                Hmm gud achi info ha daer main abhi new hun is main or abhi is ky bary main info ko collect kar rahi hun sab ko aysi info dyni chaey taky achi earning hsil ho saky
                • #9 Collapse

                  G bilkul esa hi hai.Mt4 mai available Indicator or tools ko use krtay huway market chart ko analyse kiya jata hai jis say market ka Trend,Support and Resistance,Pivot Points,ko dekha jata hai or money management ko dekhtay huway 1 achi si trade place ki jati hai jis say trader profit or loss earn krta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: technical

                    dear memebrs analysis ki two type hoti hain hamary pas ek analysis fundamental analysis hota hy aur ek technical analysis hota hy agar ap fundamental analysis pay achy tareky se focus karty hain to apko market se bi achi learning ho sakti hy aur technical analysis ko analyze karny klye apke pas bht ziada knowledge aur experience hona bht zarori hay , aur market ki study karny klye apko bht ziada kam karna parta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: technical

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: annas74 پيغام ديکھيے
                      forex trading mai technical analysis yah hain k ap trading krty huay jo chart ke madad se forex market ko smjhty hain oos ko technical analysis kehty hain

                      Dear ap trade koi be karain tu ap ko technical analysis apny karny ho gy ap koshish karian apny analysis kudh karain. us se ap resistance or support find kar sakty hian or apny trade mai laga sakty hain or phir us ki madad se ap sahi se apni trade ko stop loss or take profit day sakty hain. ap apni trading skills mai jab tak technical analysis ko use nahi karo gy ap ko faida nahi hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: technical

                        Assalamu alaikum dear friends agar ham trading mein kamyab Hona chahte Hain to hamen market ko acchi Tarah se nahin karna hoga uski movement ko samajhna Hoga jitna diya tha market ki movement ko samjhe hai to ham kamyab honge ham sab market ki movement ko chitra se samajh raha hoga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: technical

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabi0 پيغام ديکھيے
                          Assalamu alaikum dear friends agar ham trading mein kamyab Hona chahte Hain to hamen market ko acchi Tarah se nahin karna hoga uski movement ko samajhna Hoga jitna diya tha market ki movement ko samjhe hai to ham kamyab honge ham sab market ki movement ko chitra se samajh raha hoga
                          Dear ap jab be movement ko daikhain gy ya trend ko tu ap ko pata hona cheye kay sahi trend ko find karna kay leye ap ko technical trade kay leye analysis karna hogy. technically analysis ap ko bhout faida daity hian ap ko pata chalta hai kay market kaha tak move kary gi.market ki movement jis kadar ap kay take profit or stop loss sy match kary gi.ap apni trade ko technically check karny kay leye apny use keye howay indicators ki madad sy karain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X