Aaj me apko Price Action Forex Trading kay baary me batana chahta hoon ye 80% bilkul simple hai or me personally 3 years se isi ko use kar raha hoon. In short me apko is kay bary me bata doon kay ye strategy use karny kay liay apko karna kia hai.
1. You have to keep your Charts Simple and Plain Vanila Chart
2. Aap kay chart me Candles kay ilawa koi fancy indicator nahi hona chahiay.
3. Make sure kay aap nay apny MT4 Trader me kisi EA ya Robot ko Install nahi kia hoa.
4. Aap H4 or D1 kay chart kay ilawa kisi pe bhi trading nahi Karen gay.
5. Bullish Candle ka color white or uska border black hoga.
6. Bearish Candle ka color black or uska border black hoga.
7. Aap End of the day ya phir after each H4 candle closing kay baad trading Karen gay.
8. Ye strategy Technical Analysis se related hai
9. Chart ko Apny name se template me save Karen.
10. PIN Bar, Inside Bar or Fakey Setup ki base pe ye strategy chalti hai in 3 setups kay ilawa market or kuch nahi karti

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим