Strategy hoti kia hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    yes ap na achi post ki hain strategy forex market ko samjyne ka laye hoti hain forex market ka kuch pata nahi hota hain kaha jaye gai but agar hum kisi strategy ki help sa market ko samjyte hai to humare laye market ko samjyna easy ho jayta hain is ka bina hum market ko samaj nahi payte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Strategy asal mein aik trading plan hota hai jis ka zaria ham apne trade say profit earn kar sakta hai wo bi aik plan ka tahat, is mein aap ko nakami kam hoti hai aur aap ka loss bi kam hota hai.
      • #258 Collapse

        forex trade main jab app learn or practice karte ho k app ko kab trade karni hai or kb app ko market main inter hona hai app planning karte ho es ko strategy kahte hain
        • #259 Collapse

          sir baat ya ha klay muijay bhi is ches ka pata nai hy lakin ma apko yahi kaho ga kay ma apko apnay dost say poch kr almzi btao ga usay is ches ka pta hy lakin sir ma apko nai bta sakta ho qk mujay bhi is ches ka nai pta hy
          • #260 Collapse

            g dar mary khyal me to aik achy planing ko he startage khatay hay or as tara say agar hum as me aik achy sartage say kam kary gay to as me asani say kamyab ho sakytay hay
             
            • #261 Collapse

              Bilkul kisi watts kaam ko karne se phele hikmat in the amli teh karna lazmi hai aur agar hikmat in the amli nai hogi to be able to kaam kese pura ho ga... Jaha tak exchanging ka sawal hai seem hmesha decreased amount se shru karna chaiye. Mein watts decreased amount se hi shru karta hun kio e main aik small buyer hun as well as janta hun e agr mene greater amount pe exchanging start kar n to be able to mumkin hai e industry easy change continue kare as well as mene jitne paise dedicate kiye hai wo watts doob jain... to be able to is really lia sb report pehle hikmat in the almi teh karen e kia karna hai kia lene kia nai phr exchanging start karen.
              • #262 Collapse

                Thanks man the Measure} terribly informative post we have a tendency to take pride within the affect let me fill in one thing strategy are actually your current selections according towards amendment with market facet|in conjunction with|beside|at the side of|together with} so as to protected your own side from losing.
                • #263 Collapse

                  brother ap ny bahot most powerful strategy use ki hai our is say hum logo ko achi profit kar saktay hai dear brother achay strategy hai yeh agar is jesay kuch trader more strategy share karay dear brother tu successful trader ho saktay hai
                     
                  • #264 Collapse

                    Many thanks guy it was really educational publish we value your own affert allow me to include some thing stretegy is actually actully your own choices based on the alter within markit and to secure your own aspect through lossing.
                    Pleased buying and selling.
                    • #265 Collapse

                      G bhai apnay kafi helpfull thread diya hai or yakeenan bohat say traders is say benefit b hasil kr skay gay.ye bat b apnay theek khi hai k strategies hmesha theek nhi rhti kbi,kbi apki strategy apka sath nhi deti.Hedging b 1 achi strategy hai market k trend ko smjnay k liye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #266 Collapse

                        assalamu aylakum dear friend Bilkul kisi b kaam ko karne se phele hikmat e amli teh karna lazmi hai aur agar hikmat e amli nai hogi to kaam kese pura ho ga is leya easyly kam kare aur sakun se bhe .
                        • #267 Collapse

                          Bilkul kisi watts kaam ko karne se phele hikmat in the amli teh karna lazmi hai aur agar hikmat in the amli nai hogi to be able to kaam kese pura ho ga... Jaha tak exchanging ka sawal hai seem hmesha decreased amount se shru karna chaiye. Mein watts decreased amount se hi shru karta hun kio e main aik small buyer hun as well as janta hun e agr mene greater amount pe exchanging start kar n to be able to mumkin hai e industry easy change continue kare as well as mene jitne paise dedicate kiye hai wo watts doob jain... to be able to is really lia sb report pehle hikmat in the almi teh karen e kia karna hai kia lene kia nai phr exchanging start karen.
                          • #268 Collapse

                            bilkul theek kaha bhai ap ny k kisi cheez ko plane k sat ly k chalna stratigy hy.. agr hm well planned ho k chalty hain tau hmary loss k chances km or profit k chances bharty jaty hain.. or forex trading me woe successful hota hy jo phly sy halaat sy nimtny k liy stratigy bna k well planned ho k chalta hy.
                            • #269 Collapse

                              Good dear brother strategy jo hai who most important hai dear brother agar ap nay apnay strategy most powerful learning hoti hai agar learning karo gay tu ap apnay hekmat amli par trading kar sako gay brother
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                                Dosto may aj ap logo ko yeh batana chahta ho keh strategy asal may hoti kia hay? aksar members ko yeh he pata nahi hota keh strategy akhir hay kia? aur wo log pochtay bhe nahi hain, jab k sawal karna chahiyay.

                                Strategy ka urdu may matlab to hikmat-e-amli hay, banda hikmat-e-amli say kaam us waqt layta hay jab har cheez hisab kitab say ho, strategy bhe hisab kitab ka name hay forex trading may, misal k tor par agar hum ksi chart ko analyze kartay hain to wo to analysis kehlti hay, lakin agay kia karain? Agay say he hikmat-e-amli start hoti hay, yani ap nay kaha say entry layna hay, kaha say exit karna hay, market may agar kuch changing ati hay to kia karna hay, market bear jatay jatay agar bull ho jaye to kia karna hay, yeh sab strategy ka hissa hota hay, is section may jab may apni koi strategy share karta ho to is ka matlab yeh hota hay keh market ko kis tarha say handle karna hay, kis tarha say samajhna hay, misal k tor par agar may 2 indicator ki strategy ap logo say share kar raha ho to is may sirf 2 indicators ki madad say market analysis shamil nahi hay, bal keh market ko analysis karnay k baad trading ki opportunity ko dhondna, trade lagana, profits kamana wagaira us may shamil hota hay, isi lye kaha jata hay keh strategy ki bohat ahmiat hoti hay, lakin yeh bhe yaad rahay keh koi aik strategy hamesha kargar nahi rehti, ap k pass lazmi multiple strategies hona chahiyay, jaisa keh agar ap fibonacci tool ko use kar k analysis kar rahay ho, aur trade bhe laga di, ab market against janay lagi to hedging ki strategy use kar lo, agar wo nahi kar rahay to phir indicators ko use kar k dekho keh market ka trend kaha ja raha hay, support / resistance ki madad say check kar lo keh break out false hay ya true.

                                Apni raye say agah karain. Shukria.
                                bhai strategy ek guide hoti hein. misaal k tor per mein paidverts per kaam ker raha hu or mujhey ye nahi pta k iss mein step by step kesey kaam kerna hein ya kesey top level per jana hein to in halaat mein kisi feild ki strategy hum ko guide kerti hein ke kesay successful hona hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X