Aik asaan lakin bohat risky strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AzaharBhai پيغام ديکھيے
    G dear ya bt sahi hai forwx ak asan bhe hai or baoth risky bhe hai us ma hma agr profit kama sakhta hai tu huma lose bhe kr sakhta hai us leay huma soch smjh ka work karn cheya jeaa huma acha profit bhe huma kam sakha
    Jab kisi or ki strategy ka souchain gy tu ap ko idea nahi ho ga kay us ko treat kaisy karna hai jo be ho ap dosro ki strategy zaror daikhain lekin experience kar kay demo pay apni strategy ko jab bana lain gy tu ap ko acha result mily ga or ap achi tarha se us ko use karna jab seekh jain gy tu ap ko har time har situation main us ko handle karny ka tareeqa be a jaye ga.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

      Bhai jan strategy to ap ke bohat achi hy and agar ham is ma expert ho jaen to profit earn kiya ja sakta hy ma is ma add karna chaon ga ka agar market aik direction ma nikal parti hy to hamen opposite trades ko close kar dena chaye and profit wali trade ko continue kar k thori der bad trade close kar leni chaye
      • #438 Collapse

        Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

        Yeh strategy bhi achi hai lakin ranging market k hisab se bilkul bhi thk nahi hai kyun k jb market range main move jrti hai to aap apni lot size barhaty jaty hain aur itni over trading ho jati hai k margin call a jati hai aur account wash ho jata hai
        • #439 Collapse

          Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

          Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar jo b lalach kerta h us ka unjam bura hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kern hota h aur ham ko as mien jab lalach kerte hien tu ham ko sirf aur sirf as mien nuqsan hota h as lyee ham ko as mien her bar sada trade kerna hota h aur ham ko her cheez ko dakh ker chalna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
          as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mien hamain her bar kaam kerna hota h aur ham ko behter sy behtreen kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h aur agar hamplan kerte hien tu her plan kamyab nahi hota h as lyee hamain her bar himmat karna hota h aur hamain as mien earning b karna hota h aur hamain earning ker k apni life ko asan karna hota h q k jo log strategy bana ker kam kerte hien tu ham as mien earning ker sakte hien.
          • #440 Collapse

            Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fxdani پيغام ديکھيے
            Yeh strategy bhi achi hai lakin ranging market k hisab se bilkul bhi thk nahi hai kyun k jb market range main move jrti hai to aap apni lot size barhaty jaty hain aur itni over trading ho jati hai k margin call a jati hai aur account wash ho jata hai
            Strategy ap ki jab apni hogi tu ap ko pata ho ga kay ap kiya kar rahy hain trading main. ap apni skills ko use karain, apny analysis karain apni mistakes ko learn karain yeh sub cheezay ap ki strategy main jab tim e to time add hogi tu ap ik achhi strategy hogi tu ap ka experience be gain ho ga or ap apni trading main mazeed acha earn be kar lain gay. esleye strategy kisi or ki depend karain gay tu ap ko faida nahi hoga.
               
            • #441 Collapse

              Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex1 پيغام ديکھيے
              Nice information. I think this strategy is risky but helpful in trading. But we need to be advance to use this strategy. Thanks for the nice information. Regards.
              Ap jab kisi dosry ki strategy use karain gay tu ap ko faida nahi ho ga. ap ko nahi pata chaly ga kay kaisy use karna hai.esleye koshish karain kay ap kudh learning karain or apni strategy banain. es s e ap ko sahi use karna be aye ga or ap ki learning be achi hogi or sath sath ap acha experience be gain karain gay.
               
              • #442 Collapse

                Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                Dosto, kuch log is ko martingale kehtay hain, aur kuch log kuch aur, may history may nahi parna chahta, lakin may ap logo ko yeh batana chahta ho keh jo strategy may ap ko bata raha ho wo asaan to hay lakin risky bohat hay, may ap ko is ki details batata ho.

                Is strategy may ap kartay kuch is tarha hain keh koi bhi aik pair lay laytay hain, jis par ap ko lagta hay keh fluctuation bohat ziada hoti hay, ap us pair par thora sa dekhtay hain aur phir aik choti volume ki lot open kartay hain, agar market favor may chali jaye to profits collect kartay hain aur trade close, lakin agar market against chalnay lagay to ap apni lot k size ko double kar daytay hain, aur market k sath chal partay hain, Misal k tor par, ap Eur/usd lay lain, market may ap nay dekha k market oper ja rahi hay, ap nay 0.01 ki buy ki trade laga li, ab market thora bohat fluctuate hui aur neechay janay lagi, ab ap nay kia karna hay, ap nay 0.02 ki sell ki trade laga li, ab agar market neechay he jati rahi to ap ki 0.01 ka loss bhi cover ho jaye ga aur 0.01 ki sell ka profit bhi ajaye ga, lakin agar market nay yaha par bhi dhoka day diya aur again fluctuate kar k oper janay lagi to phir ap nay 0.03 ki buy ki trade lagani hay, aur market ka wait karna hay, isi tarha say yeh kaam chalta rahay ga, jab tak keh market koi aik trend lambay faslay k lye pakar nahi layti, lakin risky is tarha say hay keh jo bhi trade ap kholo gay to broker margin to lay ga he, aur spread ka loss bhe hoga, aur sath may dono trades k darmyan ka minus bhe to calculate hoga, is may risky pehlu yeh hay keh agar market sideways he rahi aur ap ko trend ka pata na chal saka to ap ka account blow up bhe ho sakta hay equity k na honay ki waja say.

                Yeh strategy ap us waqt use karna jab market ki volatility uncertain na ho, aur apna mind bana layna k ap loss ko afford kar saktay ho.
                Mujhe aapki bevkuf hone wali baat ki samajh Kaise Aaegi Ek aapka Rahe Ho ke simple trading strategy aur dusra kya rahe ho risky bhi jismein Risk Hai vah simple kahan se ho gaya aapko is bevkuf Mein Forex trading Mein kam karne ke liye allow Kiya Hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #443 Collapse

                  Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

                  Mere Khyal Mein Do Forex trading ke Karobar Mein kam karna ka koi bhi Tarika Aasan Nahin Hai ham jo bhi Tarika istemal kar len vah Kafi Mushkil Hai Lekin Agar Ham Mushkil kam karna Sikh Jaate Hain To Ham usmein hi jyada Se Jyada munafa Hasil kar sakte hain isliye Hamesha Jyada hard work Se Kam Karen
                  • #444 Collapse

                    Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

                    bhai jaan is Karobar mein aap Kisi bhi tarike se kam kar len risk Ko khatm Nahin kar sakte thoda kam kar sakte hain isliye Hamen koi aisa tarika Hamen dhundhna chahie Jis Se Hamen main acche tarike share market ki samajh ja rahi ho aur yah bhi Jaruri nahin hai ki Ham Kisi Se Puche Agar Ham Apne aapse kam Karenge tab he is Karobar Mein Kamyab ho sakte hain our future mein bhi Hamen yah kam De sakta hai
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #445 Collapse

                      Re: Aik asaan lakin bohat risky strategy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshanasir
                      Bro ye ap ne ek bht achi strategy btai ha or really ye thori si risky ha kion k ismein account wash hone ka khatra bht ha agar ap ke pass knowledge nhi ha tw. Is strategy mein sirf wahi log kamiyab ho skte han jo knowledge ke sath sath experience bhi rakhte hon.
                      Dear har trader apni strategy ko use kar raha hai. or jo trader kush hai woh esleye kay woh apni kudh ki banai howi strategy ko istamal kar rahy hain or un ko pat hai humary strategy mai kiya weak points hai tu woh ability rahkty hian us ko khatam kar kay apni strategy ko mazeed strong kar lain jab kay news trader aisa possible nahi kar sakta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X