Aik asaan lakin bohat risky strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    (Augmented Dicky Fuller) DF-GLS (Dicky Fuller Generalized Least Square) tests. The results show a negative and significant effect of electricity shortfall.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      yes sir me ap ki bat se agre krti hon ke bhot risky business ha jis pe ap trade kr ke acha profit hasil kr skte hain is business me risk hona tu lazmi ha risk lena prta ha jis se hamen zyada knowledge hoti ha aur risk lete hain tu sabar se bhi kam lena chiye
      • #228 Collapse

        dekhen forex ko ager hum join kerne sey pehle kam az kam ek month pehle bhe es ke practice start kar len to yeah humare liye kafi acha hai lakin esmein expirence hadil kerne ke liye aapko market mein kaam kerna hoga aur eske sath sath aap demp per kaam ker key bhe knowledge hadil ker sakte hain.
           
        • #229 Collapse

          dekhen forex ko ager hum join kerne sey pehle kam az kam ek month pehle bhe es ke practice start kar len to yeah humare liye kafi acha hai lakin esmein expirence hadil kerne ke liye aapko market mein kaam kerna hoga aur eske sath sath aap demp per kaam ker key bhe knowledge hadil ker sakte hain aur ese eekhne ke liye koi khas time require nahee hota
             
          • #230 Collapse

            Dosto, kuch log is ko martingale kehtay hain, aur kuch log kuch aur, may history may nahi parna chahta, lakin may ap logo ko yeh batana chahta ho keh jo strategy may ap ko bata raha ho wo asaan to hay lakin risky bohat hay, may ap ko is ki details batata ho.

            Is strategy may ap kartay kuch is tarha hain keh koi bhi aik pair lay laytay hain, jis par ap ko lagta hay keh fluctuation bohat ziada hoti hay, ap us pair par thora sa dekhtay hain aur phir aik choti volume ki lot open kartay hain, agar market favor may chali jaye to profits collect kartay hain aur trade close, lakin agar market against chalnay lagay to ap apni lot k size ko double kar daytay hain, aur market k sath chal partay hain, Misal k tor par, ap Eur/usd lay lain, market may ap nay dekha k market oper ja rahi hay, ap nay 0.01 ki buy ki trade laga li, ab market thora bohat fluctuate hui aur neechay janay lagi, ab ap nay kia karna hay, ap nay 0.02 ki sell ki trade laga li, ab agar market neechay he jati rahi to ap ki 0.01 ka loss bhi cover ho jaye ga aur 0.01 ki sell ka profit bhi ajaye ga, lakin agar market nay yaha par bhi dhoka day diya aur again fluctuate kar k oper janay lagi to phir ap nay 0.03 ki buy ki trade lagani hay, aur market ka wait karna hay, isi tarha say yeh kaam chalta rahay ga, jab tak keh market koi aik trend lambay faslay k lye pakar nahi layti, lakin risky is tarha say hay keh jo bhi trade ap kholo gay to broker margin to lay ga he, aur spread ka loss bhe hoga, aur sath may dono trades k darmyan ka minus bhe to calculate hoga, is may risky pehlu yeh hay keh agar market sideways he rahi aur ap ko trend ka pata na chal saka to ap ka account blow up bhe ho sakta hay equity k na honay ki waja say.

            Yeh strategy ap us waqt use karna jab market ki volatility uncertain na ho, aur apna mind bana layna k ap loss ko afford kar saktay ho.
               
            • #231 Collapse

              ap nay sahi tarha say first post ko parha nahi hay, jab ap 0.01 ki loss par ja rahay hotay hain to ap 0.02 ki trade kholtay hain, lakin hedging may, matlb yeh hay keh agar ap nay buy ki 0.01 ki trade lagai hay to 0.02 ki sell ki trade lagao gay, agar market chalti rahi to ap ka 0.01 ka loss cover ho jaye ga aur profit may ajao gay, lakin agar market wha say bhe return ho jati hay to phir ap 0.03 ki trade kholo gay, us say ap ka 0.02 ka trade cover hoga aur 0.02 ki bachat hogi agar market chalti rahi to, matlab return na hui to.
                 
              • #232 Collapse

                Dear brothers ap nay bohut hi achi strategy share ki hain yeah waqia main bohut hi asaan sabit ho sakti hain ager market trend hamray against nahin jaye mager forex trading main high risks high returns wala scene hain.
                   
                • #233 Collapse

                  dear app ny achi strategy share ki hy, ap ny ess strategy m ek aheem baat ka zikar nh kiya ky ess strategy ky liye acccount kitna bara hoo or agar hum 0.01 ki lot sy start lyty nh tu app ky tajriby sy kitni ziyada lot open ho sakty hn ek waqt m? m ess ko zaror demo account py try karin ga baki sab members sy b meri guzarish ky ky ess strategy ko first m app demo py try karo ess ky baad real account m use karin.
                     
                  • #234 Collapse

                    ek aheem baat ka zikar nh kiya ky ess strategy ky liye acccount kitna bara hoo or agar hum 0.01 ki lot sy start lyty nh tu app ky tajriby sy kitni ziyada lot open ho sakty hn ek waqt m? m ess ko zaror demo account py try karin ga baki sab members sy b meri guzarish ky ky ess strategy ko first m app demo py try karo ess ky baad real account m use karin.
                       
                    • #235 Collapse

                      Main nay bhi ye strategy pehly say he use ki hai.main is strategy ko khud to use nahin karta.mery pass is strategy ka robot hai jo main nay buy kia hai.main us say kaam karta hun.us ka rule thoora different hai or but wo robot kaam karta hai.main robot ki help say ye strategy use karta hun
                         
                      • #236 Collapse

                        I have adopted the stretgy two weeks it is highly profitable work. May you post more stretgy in furture this type but little confusion that you ask this is reski stretgy but why
                           
                        • #237 Collapse

                          bhaioo ye strategy bohat achii he orr riski bi hee aggar humm forex trade kee matalaq knowldge rkhtee hee too yee hamaree laee koe riski naee he humme pta honna chahee ke iss me fiadda bii bohatt ziadda he but thora mushkil hay
                             
                          • #238 Collapse

                            Dear frends risk tu her kam ma hota hy or ap ko forex ma kaam kernay kay liya risk to lena perta hy to ap forex ma kaam he ni ker sakty hy 1 mahenay ky baad he forex me work kerna ashan legta hy.
                               
                            • #239 Collapse

                              maray dostoo appne bohat achi startgey batai hai main es ko follow kar raha hoon aur muje us waqat se bohat kam loss ho raha haia aur main es say use kar kay bohat happy hoon. i like it.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Dear brothers strategy to achi hai lakin risky bohat zayada hai. aik new trader to iss strategy ke through apnay profit ki gajah loss kar bethay ga. iss liye new trader ke liye ye itni successful nahi rahay gi.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X