Hedging ki strategy2

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    bahot hi achi strategy share ki bhai jaan aap ne mere khiyal me agar traders is ko fallow karen to achi trading kar sakte hen mere khiyal me is ke liay kam az kam 300$ balance hona chahoay or phir .01 kitrads lagai jaen tab theek hoga or agar aik trade aap ka tp hit karti he or kuch time back movement nahee bhi banati to aap thora wait kar sakte ho aap ke pass backup hoga
    External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      sorry mjhy hedging ki strategy ky bary mei kuch pata nhi ye forex mei kis liye use hoti hy is sy kia kam kia jata hy agr kisi ko pata hy to is ky bary meo to mjhy zror btay
      • #423 Collapse

        yah bohat achi bat hai k ap na mazeed knowledge share kia . lakin aik bandy ka lai yah bat na mumkan hai k wo all strategy ko use karain. to main is cheeze ko use nahe karta main just moving average or macad , or rsi ko use krta ho
        • #424 Collapse

          Asslam o alikum mere bhai men aap ko bata deta hun k forex men men abi new hun so muj abi taak is k bary men koi information nhi hai pips ki movement aik din taak ki karty hain
          • #425 Collapse

            bht he achi strategy hy mn isko apply ker chuka hu isko sirf day candle k start py apply kren sirf to best ho ga
            • #426 Collapse

              aap ki ye strategy news time main use kare to ziada behter ho gi aor quick profit hasil ho ga main is ko news time main use karoo gi Inshallah
              • #427 Collapse

                hedging aik ese strategy hy jis sy ap loss ko kam kar sakty ho ziada profit earn kar sakty ho es startegy ko istamal kar k ap profit earn kar skaty ho or trading me loss k chances ko kam kar sakty ho ye aik ache strategy hy
                • #428 Collapse

                  Re: Hedging ki strategy2

                  Hedging Strategy itne profitable nahin hai main khud iska use kar chuka hun is strategy main aapko ek hi time mein bahut se traits open karni hoti hain per short term trading yani ke scalping de isko ke sakte hain kyunki aap naye chhut chhut Lene hote hain aur 1 minut ke time frame per unko implement karna hota hai aur kyon tips ****l karne hote Hain yah bahut risky strategy is mein likhna nahin hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #429 Collapse

                    Re: Hedging ki strategy2

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqeel Abbasi پيغام ديکھيے
                    hedging aik ese strategy hy jis sy ap loss ko kam kar sakty ho ziada profit earn kar sakty ho es startegy ko istamal kar k ap profit earn kar skaty ho or trading me loss k chances ko kam kar sakty ho ye aik ache strategy hy
                    Dear hedging jab ap karain gy tu ap apni strategy ko kudh banain. ap ko daikhna hoga kay kon c news ko ap acha follow kar sakty hian or ap jab hedging karty hin tu us ka stop loss zaror chose karian or zaida ap depend apny fundamental analysis pay karain es se ap ko faida yeh ho ga kay ap M5 mai achi trade kar sakain gy or sahi se apni trade kar sakty hian.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X