Hedging ki strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    App ko main tu yeh hi kaho ga ke is tarha se kam mat kare ke app ko kuch iska jab tak elam nahi ho ga aur app ko is min proper money management ke sath trading ko karna ho ga aur app ko open market ke sath hi forex trading ko karna ho ga .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      jnab App ko main tu yeh hi kaho ga ke is tarha se kam mat kare ke app ko kuch iska jab tak elam nahi ho ga aur app ko is min proper money management ke sath trading ko karna ho ga aur app ko open market ke sath hi forex trading ko karna ho ga .
         
      • #183 Collapse

        thanx bhai ap nay boht hi achi thred di hay ap nay bilkul thek kaha hay agar ham aysa kary7 gay to mazid loo ssay bech skaty hay ku k ham boht baar aysa hot haay k ham jo trde open karay markit u sk barakas chalna shuru ho jati hay ji say ap ko nuksan hota hay
        • #184 Collapse

          Dear mai hedging ki option use nhn karta es liye muje es k bare mai itna maaloom nhn hy forex mai har koi acha kam karta hy ap ko b chahiye k acha kam karo...
          • #185 Collapse

            friend Hedging is a good forex strategy. I am agree with your information. I think every strategy is so important for every trader in trading. Thanks for the nice information.
               
            • #186 Collapse

              mary bhai App ko main tu yeh hi kaho ga ke is tarha se kam mat kare ke app ko kuch iska jab tak elam nahi ho ga aur app ko is min proper money management ke sath trading ko karna ho ga aur app ko open market ke sath hi forex trading ko karna ho ga .
               
              • #187 Collapse

                Hedging is a good forex strategy. I am agree with your information. I think every strategy is so important for every trader in trading. Thanks for the nice information.
                 
                • #188 Collapse

                  je ha risk ko hedge karna or us ka strategy bnana hbi ha .sab sa bari kamybi ha ager ap ko risk ko hedge karna ajay kh kon time per ap na kia karna ha to ap successful trader bun suky han lakin is k lia ap ko thora time ziada dena perta ha experience or knowdge lana k lia
                  • #189 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                    Mujhay umeed hay keh shayed is forum k kuch members ko is strategy ka pata ho, hedging ki strategy aik bohat tough strategy hay aur is ko karna aur is say nikalna bohat hi dushwar hay, lakin may ap ko simple aur easy urdu may batata ho keh hedging hay kia aur is ki madad say ap kis tarha say loss say bach saktay hain. waisay to bohat sari conditions hain hedging may, mai ap logo ko agah karta raho ga.

                    Hedging may hota yeh hay keh ap nay trade kholi aur market ap k khilaf chalnay lagi, ap nay aik khas faslay tak wait kia, phir ap nay opposite trade laga li, yani agar buy ki trade lagai aur market neechay girnay lagi, to ap nay aik sell ki trade bhi laga li, ab agar market mazeed neechay bhi jaye gi to bhi ap ko mazeed loss nahi hoga, bal keh ap ki trades neutral ho jaye gi, ab is say hoga yeh keh ap ko mazeed loss nahi hoga, lakin jo spread hay dono trades ka, wo minus may hoga, aur jo beech may pips guzray hain unka loss hoga, yani buy aur sell k darmyan ki pips, is k elawa ap ka margin bhi use hoga, kuch broker aisay hain jo margin nahi laytay agar ap hedge karo gay to, lakin instaforex margin layta hay. Is tarha say ap hedging kar k apna capital bacha laytay ho, lakin museebat yeh hay keh ap apni position ko lock to kar laytay ho, lakin phir is ko unlock kis tarha say kia jaye? yeh aik problem hota hay. Is ko dosri thread may discuss karo ga ap logo say.

                    what is this?my dear brother i also want to know about bull and bear what are these actually i am new here and do not have enough knowledge about Forex trading i want to know that are these use in Forex trading and what is function of these in Forex trading.
                    • #190 Collapse

                      I believe keeping dates with forums such as this will hook you unto expanding your knowledge about forex trade. Also one may also speak to experts in the trade to learn more and more. I am new here so i take a lot of tutoring yet.
                      • #191 Collapse

                        thanks you dear brother ap nay bahot ziyda hi best strategy di hai our may umeed karta ho k ap ki yeh strategy kisi na kisi trader ko kam a gi dear brother trading us time ki jati hai jo ap learning complete kar lo dear brother our complete honay k bad ap ko sub information mil sakti hai
                        • #192 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                          Mujhay umeed hay keh shayed is forum k kuch members ko is strategy ka pata ho, hedging ki strategy aik bohat tough strategy hay aur is ko karna aur is say nikalna bohat hi dushwar hay, lakin may ap ko simple aur easy urdu may batata ho keh hedging hay kia aur is ki madad say ap kis tarha say loss say bach saktay hain. waisay to bohat sari conditions hain hedging may, mai ap logo ko agah karta raho ga.

                          Hedging may hota yeh hay keh ap nay trade kholi aur market ap k khilaf chalnay lagi, ap nay aik khas faslay tak wait kia, phir ap nay opposite trade laga li, yani agar buy ki trade lagai aur market neechay girnay lagi, to ap nay aik sell ki trade bhi laga li, ab agar market mazeed neechay bhi jaye gi to bhi ap ko mazeed loss nahi hoga, bal keh ap ki trades neutral ho jaye gi, ab is say hoga yeh keh ap ko mazeed loss nahi hoga, lakin jo spread hay dono trades ka, wo minus may hoga, aur jo beech may pips guzray hain unka loss hoga, yani buy aur sell k darmyan ki pips, is k elawa ap ka margin bhi use hoga, kuch broker aisay hain jo margin nahi laytay agar ap hedge karo gay to, lakin instaforex margin layta hay. Is tarha say ap hedging kar k apna capital bacha laytay ho, lakin museebat yeh hay keh ap apni position ko lock to kar laytay ho, lakin phir is ko unlock kis tarha say kia jaye? yeh aik problem hota hay. Is ko dosri thread may discuss karo ga ap logo say.
                          Assalam-o-alaikum my seniour and jouniour members in forex!!!!!!
                          How are you???I hope you are fine and in good health....
                          dear brother i haave no idea about this so plz kindly tell me what is this and what is its basic purpose to use in forex...
                          • #193 Collapse

                            Hedging ke ek dosre way es terha hy k jub tum ek point [par dono buy and sell use krty ho oor dono ko long term par le jaty ho so upto support ya resistance level tak jaty hoto ek profit waal close krdo and per again watch and news sub read kro aagr us direction me jati hy jis me loss ho to per usko open krhy rako and profit waal close hon taky usky hialf jaky wahe order profit me he lock hua hon..
                            • #194 Collapse

                              ap nay bhot he achi information humaray sath share ki hai jissay hume zror use karna chahye aur s pay dil laga kar he amal karna chahye jb tak hum is pay amal nahi kare gay hume kuch b yaha pay seekhnay ko nahi mile ga aur hum kuch nahi kar pae gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Hedging strategy per bohat acha post kera hai or hedging strategy per bohat achi hai or mein b hedging strategy se trading kerta hun or jab humara account nazuk situation mein ho to hedging se bohat help milti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X