Long term trading ko to sabhi jantay hain, phir bhi bata dayta ho ap ko, long term say murad yeh hay keh ap ki trade kam say kam 100 pips ko cover karti ho, ab is may strategy kia hay?
Strategy yeh hay keh ap sirf aik hi trade kholo, lakin wo ho teen trades k barabar, misal k tor par agar ap nay 0.01 ki trade kholna ho to us ki 3 trade kholain, aur apnay profit ko teen hisso may taqseem kar lain, yani misal k tor par hum target banatay hain 120 pips ka, to aisi sorat may ap sirf 40 pips par apni aik trade close kar dain, phir dosri aur stop loss ko trade ki starting rate par laga dain, yani agar market return bhi ho to loss na ho, aik to ap ki already band hogi dosri near profit hogi, aur teesri agar stop loss ko hit bhi karay tab bhi loss na ho. Lakin teeno trades k stop loss start may aik hi rakhna.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим