Dosto ap ko aik asaan si strategy batata ho, umeed hay keh ap ko pasand aye gi, ksi bhi low volatile pair ko choose kar lain, aur search kar k us ka pivot point, us ka daily ka resistance aur support maloom kar lain, thora reviews parhain aur thora analysis, usi pair ka, ksi aur pair ka na parhna. ;)
Us k baad ap apnay meta trader may us pair k chart ko kholo aur horizontal line ki madad say us price par line banao jo resistance ki ho aur jo support ki ho, Ap ko teen support ki prices milay gi aur teen resistance ki, ap nay agar short term karna hay to first nearest price ko layna, ab ap k pass range agai hay, aik support aur dosri resistance ki, current market ko dekho keh resistance say kitna kareeb hay ya support say kitna kareeb hay, agar market mid may ho yani support aur resistance k mid may, to phir short term karo, ksi bhi taraf, aur agar ksi aik k kareeb ho to us sorat may scalping. Lakin scalping bhi kam say kam 5 pips ki karna.
Misal k tor par, agar support k kareeb hay to sell ki scalping karna, aur agar resistance k kareeb hay to buy ki. Yeh aik simple strategy hay, in dono boundaries k darmyan trade karnay ki.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим