Asaan si strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    thanks for sharing your strategy .... kafi hudh tek samaj tu i but ager ap isko pictures k through explain kerain tu zyada achi tara samaj a jaye gi abhi b agaer aap is thread main kuch pictures add kerdain apni strategy ki tu zyada clear hojye,... by the way thanks
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      asan si strategy wohi hoti ha jo ap khod hi banata ho and khod hi es sa profit earn karta ho jo strategy ap na mention ki ha muja to lagta ha ya kafi tough ha muja to ya easy nhi lagj but it may bi possible ap ka lia ya asan ho.
       
      • #168 Collapse

        thanks for sharing your strategy .... kafi hudh tek samaj tu i but ager ap isko pictures k through explain kerain tu zyada achi tara samaj a jaye gi abhi b agaer aap is thread main kuch pictures add kerdain apni strategy ki tu zyada clear hojye,... by the way thanks
           
        • #169 Collapse

          ji bhai app ne bhut achi bat batae apny kay kis tarhan say kam ko anjam dainaha . filhal mujhy in ma say kisi bhi chez ka idea nhi ha but ma ya information ko daikhty huay ak bar try zaroor krunga ga abhi tak main ne trading nahi ki hai jab forex per point bana raha hoon bohat mahanat ka kam hai or time bhi dana perta hai
             
          • #170 Collapse

            The best and easy strategy for beginners is retractile strategy ... when the up retractile is break the market will goes up at least 5 pips and if the down retractile is broken the market is goes down.
             
            • #171 Collapse

              the most effective and also simple strategy for novices will be fractile technique. when the way up fractile will be split the marketplace can increases at least 5 pips and when the actual down fractile will be damaged the marketplace will be decreases.
              • #172 Collapse

                jee brother ap bht achi strategy uplaod kr rahe hain in se logo ki bht help ho skti ha, ap bht acha kam kr rahe hian, or ma ap ki sb post apne frnd me share kr raha hu
                 
                • #173 Collapse

                  agar market mid may ho yani support aur resistance k mid may, to phir short term karo, ksi bhi taraf, aur agar ksi aik k kareeb ho to us sorat may scalping. Lakin scalping bhi kam say kam 5 pips ki karna.
                  • #174 Collapse

                    http://www.topasianent.com/product_d...tid=73&pid=388
                     
                    • #175 Collapse

                      Click image for larger version

Name:	$t2ec16h,!zue9s39!flebr8duicltw~~60_35_l253.JPG
Views:	1
Size:	83.6 کلوبائٹ
ID:	12317088 helo check this is s very good please use
                       
                      • #176 Collapse

                        Asaan si strategy
                        Dosto ap ko aik asaan si strategy batata ho, umeed hay keh ap ko pasand aye gi, ksi bhi low volatile pair ko choose kar lain, aur search kar k us ka pivot point, us ka daily ka resistance aur support maloom kar lain, thora reviews parhain aur thora analysis, usi pair ka, ksi aur pair ka na parhna.

                        Us k baad ap apnay meta trader may us pair k chart ko kholo aur horizontal line ki madad say us price par line banao jo resistance ki ho aur jo support ki ho, Ap ko teen support ki prices milay gi aur teen resistance ki, ap nay agar short term karna hay to first nearest price ko layna, ab ap k pass range agai hay, aik support aur dosri resistance ki, current market ko dekho keh resistance say kitna kareeb hay ya support say kitna kareeb hay, agar market mid may ho yani support aur resistance k mid may, to phir short term karo, ksi bhi taraf, aur agar ksi aik k kareeb ho to us sorat may scalping. Lakin scalping bhi kam say kam 5 pips ki karna.

                        Misal k tor par, agar support k kareeb hay to sell ki scalping karna, aur agar resistance k kareeb hay to buy ki. Yeh aik simple strategy hay, in dono boundaries k darmyan trade karnay ki.
                           
                        • #177 Collapse

                          What is the purpose of these post, these are just general post like "taraqi ko dekh ker khushi ho rhi hay"
                          Asking queries to get the info resulting into making money this is hilarious. Mr. Toxic would you mind telling me the sole purpose of these posts.
                             
                          • #178 Collapse

                            bohat achi baat ki hai admin sab ne.
                            ALLAH ap ko khush rakhe.
                            Aameen.
                               
                            • #179 Collapse

                              ye bht he achi bat he is main apne jo chart share kia he is se apki bat ko shamhajne main bht asani ho gai he is bat ko share kr k apne na sirf hamara mind clear kr dia balke hamare or doston ko beh bht achi knowledge mili he
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                ye to aap nay boohat he useful information share ki hai.or mery khyaal say agar hum ik he account ko proper use karty hain to hum us main zyaada earn kar sakty hain.zyaada accounts ka faida bhi nahin hai or ye rules main bhi nahin hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X