ADX and MACD
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      aur bears sellers hotay hain, ab thora mushkil alfaz may batata ho, jab bhe aik trader apna mind yeh banata hay keh market jab oper jati hay to phir lazmi neechay ati hay, to wo phir market k peak par janay ka wait karta hay aur aik khas jagha par ja kar sell ki trade lagata hay,
      • #168 Collapse

        ADX اوسط دشاتمک تحریک انڈیکس فوریکس مارکیٹ میں بہت ہی مفید آلہ ہے. ADX مارکیٹ یا تو رجحان سازی ہے یا نہیں ہے پتہ چلتا ہے کہ، یا تو مضبوط رجحان یا مارکیٹ جاتا ہے یا نیچے کے طور پر کوئی رجحان available.ADX بڑھاتا ہے.
        • #169 Collapse

          ya aik best strategy hay lakin us sorat may jab market may bhochal na ho or market ahista achi hai lekin abhi tak aap nay poori strategy share nahin ki hai.is liey thora confusion hai.
          • #170 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
            Dosto strategies to bohat mil jati hain, lakin may ap ko asaan lafzo may indicators k zariyay strategies banana sikha raha ho, umeed hay k bohat saray meray traders bhai is say faida uthaye gay, is strategy may ADX ka bohat aham role hay, lakin hum MACD ko bhi under consideration laye gay.

            [ATTACH=CONFIG]142[/ATTACH]

            Is picture ko ghor say dekhain, is may jo ap ko ADX nazar a raha hay us may teen lines hain, do dash wali aur aik single line. May nay apni sahulat k lye lines k colors change kiay hain, ap chaho to ap bhi kar saktay ho. is picture may jo red color ki dash line hay wo -DI ki hay aur jo lime (green) color ki hay wo +DI ki hay, Aur jo blue color ki hay wo Average direction k lye hay, ab hum in teeno ki madad say koshish karain gay keh kis tarha say entry point talash kia jaye, agar hum chotay time frame may karain gay to short term hogi aur agar big time frame may karain gay to long term trade hogi, is picture may M15 use kia hay to short term trade banay gi.

            [ATTACH=CONFIG]143[/ATTACH]

            Is may jo average wali line hay wo stochastic ka kaam bhi karti hay, aur is may sell k signals ap dekh saktay ho, k kis tarha say Average ki blue aur +DI ki green neechay ja rahi thi aur -DI ki red oper a rahi thi, ab isi tarha say isi may ap ko buy ki bhi opportunity dikhata ho.

            [ATTACH=CONFIG]144[/ATTACH]

            is picture may bhi wazeh kar diya hay may nay aur yaha par bhi wazeh kar do keh yeh dosri picture may nay M30 ki li hay, kyo keh live chart say pic banai hay, aur us may ap ko buy ki opportunity bhi wazeh karna thi. Agar mazeed koi sawal ho to zaroor pochain, inshaallah jawab daynay ki koshish karo ga apnay experience k hisab say.
            thanks my dear friend, brother i want to know more about the Forex trading techniques and also want to know lot of point making techniques because i am new here and want to be perfect in this field it is request to you kindly help me to make perfect me in this field it will be a great favor for me.
            • #171 Collapse

              ye hikmat amli bohat achi hy or sy zyada loss sy bcha ja skta hy or profit ki ratio b theak ki ja skti hy jb k markrt slow slow moving kr ri ho
              • #172 Collapse

                ji bhai ye beshak ek achi strategy hogi but mere liye itni best nahe rahegi kiun k traders ki alag alag types hoti hen mere type ki strategy mere pas hai jo acha khasa profit dedeti hai market se isliye mein kisi or system ko use hi nahe karta.
                • #173 Collapse

                  adx aur mcad ki help sa ap na ek achi strategy hum sa share ki hain main is ko like kayea hain main dono indicator ko abi tak used nahi kayea hain but ab muje is indicator ka idea ho gaya hain main is ko ued karo ga aur is ki help sa trade karo ga
                  • #174 Collapse

                    dearf ridns g hain gforeexaik bhut achs ksm shsins siamhum ko eraninghahgsal hotuahsisn siamhum ko lso sbehotuasisn aur rpfoiteb hotuahsisn simain hum ko bhut amhnuta krnu hotuahsisn
                     
                    • #175 Collapse

                      g hain gfore xaik bhut cahs ksmshisn simahum ko bhutexepricn ehjhsal hotuahsisn ismain hu8m ko bhut rpactce behoituahsoisn isamhum ko bhut exepricn ewhahsal hotauhsisn
                       
                      • #176 Collapse

                        Thanks dear brother ap nay achi strategy information di hai our agar esay information kuch more best trader denay lagay tu umeed jano brother you must success brother trading may success who log hotay hai jo learning kartay hai our learning ap ko Pakistan forum say milay gi brother thanks you
                         
                        • #177 Collapse

                          • #178 Collapse

                            Achi information hai brother agar is may sahi say learning karo our sahi say powerful information k sath market may enter howa karo tu insallah umeed jano brother you must success brother agar koi b business ho umeed jano kesay is nay information share ki hai esay information newbies k sath na ho tu may be who success ho saky
                             
                            • #179 Collapse

                              dear may tu ADX or MACD kabi kabi use karta hoon kyun kay aksar asa hota hay kay sub kuch apni favour may nazar aata hay lakin hota nahi hay or kabi kabi sub kuch favour ho jata hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                mere bahi yeh stregry bhohat achi hai main es ko dekh chuka hon or waqai main eno dono indicator adx mac hum bhoohat asan se tread ker saktain hain or acha khasa earn ker saktain hain app ka es steregry batanaey ka bhohat bhohat shukriya .........
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X