Is thread may ap ko kuch charts ki madad say show karna chahta ho keh ap ko kia karna chahiyay jab ap ko aisa chart milay, yeh yaad rakhnay ki cheez hay. jaisa keh abhi 2 din pahlay hua Gbp/usd may, to is k pechay jo technical analysis hay wo mulahiza karain.

Yeh aik tarha ka "U" ya "W" shape ban gaya hay, lakin yeh na head and shoulder hay aur na double bottom, kyo keh aik buy ki candle hay aur aik sell ki. aisi sorat may ap fibo ka use karain gay ta keh ap ko expected height ka pata chal sakay jaisa ke nechay wali picture may dikhaya hay.

is may ap fibonacci expension ka use karain gay, kyo keh idhar retracement ka kaam nahi hay. Yeh meri experience hay, agar ap ki nazar may bhi mazeed kuch ho to comment karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим