stochastic and macd strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    MACD aur Stochastic indicators ko aik jaga per use kia jaey to behter results milte hain agar H4 ya daily chart ho to aur bhi behter trade open ki ja sakti hai. Aur market main positive decision easily ho sakta hai ta keh behter profit ho sakey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      thank you brother k ap nay itni achi startegy hamare sath share ki ummed hai k is say bohat say logo ko faida hasil ho ga .. sub seniors member plz apni ideas and experience share kiya karen so that new traders b ap ki tarha aik ache aur successful trader ban jaye aur achi earning karne lage.. well thanks again is thread k liye
      • #48 Collapse

        han ji ap ne bht achi baat kahi aur is picture main hum dekh sakte hain ke blue color ki line red color ki line per char rahi hai tu ap market buy ki trand main a jaye ga but is main aik problem bhi hoti hai is main roll back hota hai aur market ka trend change ho jata hai
        • #49 Collapse

          Very nice stratgey abdullah bahi next time ya bi try kar ky daik laity hain aur ap ko is ka result bi bata dian gay waisy achi information daity hain ap
          • #50 Collapse

            good dear ap na aik acha question poch ha hum sub sa yeh to ham sab ko nazar araha he k merkit aupar se niche aa rahi he aur ab wo nahi to aupar ja rahi he aur na hi niche ja rahi he ab yeh up hoghi ya don kisi ko khuch nahi pata he
             
            • #51 Collapse

              Nice information. Indicators are our helpful friends in trading. MACD is the most helpful of them. Thank you very much for the sharing and discussion. Regards.
              • #52 Collapse

                Thank you very much sir you have provided us such a wonderful strategy i will try it and i hope i will get profit kindly members say apna experience share karty raha karyn i request to all Senior members!
                • #53 Collapse

                  i am going to use it in my demo account at first. If the result come positive then i will use it in my real account Hope it will be profitable.In indicators mai kab kabi trading karni chaiye? jab rates barh rhy hote hain to sell kar deni chaiy? mje kuch log kehtay hain ke jab rates high ho rha ho to cheez ko buy krlo.
                   
                  • #54 Collapse

                    Aap ne strategy bohat achi define ki hai. Lakin mere khayal main aik new trader ko issay understand karna thora mushkil hai. jab trading ka thora experinece zayada ho gaya to main issay use karon ga.
                    • #55 Collapse

                      Brother ye to show kar raha he ky kbi up nd kbi down or ruki howi b show kr raha hai is ki information to na u ko pata hia na me ko ap ko news pe nazar rakhni chaiye q ke wo ap ko sai information de gi..
                      • #56 Collapse

                        i think loss chances are less and more chances to earning and i will 100 % use this strategy and i will earn if the loss chances are less and more to win.forex me trade krne ka andaz bhi apna ha g sb indicator k bary me janta hun g but use ak b nahi krta trend k hisab se trade krta hun.
                         
                        • #57 Collapse

                          according to my experience i think that, iss may to saaf nazar aaraha hay kay aap ki market up say down hoi or phir rukh gai hay ab ya kis taraf jay gi iss ka pata na to aap ko hota hay or naa hi ham ko hota hay. iss kay liya aap ko news par nazar rakhni hoti hy.
                          • #58 Collapse

                            Nice information. Indicators are our helpful friends in trading. MACD is the most helpful of them. Thank you very much for the sharing and discussion. Regards.
                             
                            • #59 Collapse

                              to become a successful trader you must have a good experience a good skill in forex trading , hard working capacity and patience is very important to become a successful trader in forex .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Indicaters hamre liye bht ziada fiady ka sabab hain, aur bhai appreciate it apne yeh information humse b share ki, aur bhai january is primary apne jo eliptical laga kr wazeh kiya hai usse b kaafi kuch samjh agya hai.. aur deal ok bary primary mazeed kaafi kuch pta chala hai ap assi cheze humse share krty rha kary sab ok liye fiadamand hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X