Dosto, may ap ko aik simple strategy bata raha ho, jis may sirf 2 indicators use hotay hain, un indicators ki madad say ap trading kar saktay ho, mostly scalping aur us k elawa short term bhi, lakin jab bhi karna sideways market may karna ya phir range bound market may.
In do indicators k name stochastic oscillator aur MACD hain. dono ka kaam taqreeban same hi hay, lakin in dono ki divergence ko dekhna zaroori hota hay, isi ki madad say achi positions ati hain. jaisa keh is picture may dikh rha hay. Yeh 30M picture hay, lakin ap yeh kaam M15 aur M5 may karain gay, ta keh behtar results mil sakain.
Is may agar ap MACD ko dekho gay to us may market k neechay janay ka ishara hay lakin after 1 hour, kyo keh mazeed 2 lines banay gi to wazeh hoga, yeh picture to sirf samjhanay k lye hay, aur agar stochastic ki sorat-e-haal dekhain to wo bhi down fall ya sell ka signal day raha hay, lakin agar dono k divergence same ho to phir ziada confirm sell ka option hoga, isi tarha say is ka bilkul ulat buy par lagu hoga. Yeh sirf scalping aur short term ki strategy hay, is ko long term par na karain. Aur agar market uncertain ho tab bhi na karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим