Ignoring the News

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear mayra to ya khayal hay kay agar high impact ki news atai hay to iss say pahlay apni tread ko close kar lay laykin agar aap ko malom ho kay iss say market par kitna faraq paray gaa to ya aik achi stratage ho jati hay iss lihaz say news ka bi khayal rakhna chahiya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex main kamyab honay k lie hmen sab se pehly forex main learning krni chahye or forex k rules ko samjna chahye or trading main ap ko news ko dekh k trading krni chahye kyo k news se hmen boht ziada faida hota hy,
      • #18 Collapse

        han dear bilkul hmy chahiyeh mehnst kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hein or forex world ka best kaam hai hmy zaida sy zaida mehnat krna perti tub e kamyab ho skty or yahi best hai hmy chahiyeh mehnat kry tub e kamyabi milti
        • #19 Collapse

          G bilkul aik acha trader bannay k lye aapko her cheez py nzr rakhna hoti ha or news perhnay say zyda knowledge bhi hasil hoti ha or kam krnay main madad bhi milti ha so its good point
          • #20 Collapse

            agar ham forex main news ko dikh a jay and is ko samjhna a jay tu ham is say bhi kafi faidah utha saktay hain,and earn kar saktay hain
            • #21 Collapse

              yes brother i agree with you totally kyuke hame nahi pata hota abhi aik news ae hai or next sec wo kia ho or kese price less se high or high se low ho jae or hame loss ho jae hamare liye zarori hai ke ache se sb kuch dekhna or samaj ke plaanning ke sath koi action lena or us se earn karna aik achakhasa profit
               
              • #22 Collapse

                forex ki trading main kabi kabar aisa b hota hai k news ko paray baghair ap trading ker saktay hain yeh sirf expert traders he ker saktay hain.
                • #23 Collapse

                  yar nae expertraders bhi tu trade karne ke liye news parte heen na uske bagair tu nae ho sakta sabse pehlki ceez apke pass aik proper planning honi chaiye ke ap ne ab kiya karna ha uske baad ap is decision pe ponchte heen ke g news readout karni and uske baad ap socht3e heen trade ka tu sb news parte
                   
                  • #24 Collapse

                    yes news se pehle apni open trades close kar dena chaye aor news k mutabiq new orders open karna chaye kiu news k effect ka kuch pata nahee hota
                    • #25 Collapse

                      Forex market mai kisi b currency say related ignore honay wali news ko read krna acha hota hai or mere khyal say sirf news hi nhi blkay us news ki speech ko b learn krna chahiye or analyse krna chahiye k speech ka news pay or news ka forex market mai kis pair pat impact pr skta hai.Starting mai kafi difficulties ko face krna pr skta hai lakin jitna trader trading ko deeply learn krta hai utna hi acha or positive result trader ko trading say dekhnay ko b milta hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #26 Collapse

                        kisi bhe soraat main hum trading k doraan fundamental analysis ko ignore nahe ker sagty hain high impact news app k account ko wash ker sagti hain humean news pay trading nahe krni chahy half hour k bad situation clear ho jati hy pher app technical pay trade ker sagty hain
                        • #27 Collapse

                          ji bilkul humein kabhi bhi ignore nhi krna chayein news ko kyun ky humein nhi pata hota k wo news humarey kb kam ajaye is liye humein chayein k hum chalo ek daga tou zaroor parh ley news ko aur is se kuch new sekh ley :)
                          • #28 Collapse

                            news ko to ignore kia hi nahee jaa sakta hai kiu k technical analysis to news k aage bekaar ho jaati hai is liye news ka har haal main khiyal rakhna zaroori hota jab news time ho to us waqt trading naa kare balk news k result ka wait kare phir us k mutabiq trade kare
                            • #29 Collapse

                              hamen cahya kah ham forex par kaam karnah sa pahla achi tahra news ko satudy karan or satudy karnah kah baad hamen kaam karna cahya or jaab hamen market kah bara men ilam ho jay ga tu par kamyab hona hamara laya muskil baat nahe hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G bilkul news ko ignore krne hamein loss he uthana parta hai qbk news basic thing hai trading mein r agar samjha jaye to news b aik kism ka indicator hai jo k humein market trend k bary mein batata hai k merkat next kis taraf ja rai hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X