Lot Size Ka Sahi Istamal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabi0 پيغام ديکھيے
    good question I am angry with you dear friends aapane bilkul sahi kaha hai ki jab bhi ham updated lagaye to apni load sale apni kaun palace ke mutabik ghar ke chitra hamari load chahie acchi hogi smal hogi to market mein Diya tha der tak maujud rah sakte hain
    Lot size ap jis kadar zaida bara use karian gy tu ap ko loss ho sakt hai even kay ap ka account wash ho jaye ga. Lot size ap jis kadar bara use karain gy tu ap ko money management karna nahi ati hai or na he ap ko risk level ko maintain karna ata hai. esleye proper money management karain or es sy ap achi lot size jo ap kay capital kay mutabiq ho gi woh use karain gy tu ap ko acha earning karny ko mily gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

      Sab dostun KO salam ,g bilkul forex market main lot size KO janana bahut zarori hai, kiun Kay AGR human lot size Kay bare main jankari nahi hai tu humain bahut bare nuqsan ka samna krna par skta hai. forex market main lot size ka istmal hum us wqt darost kr skte hen jab humain apne account ki leverage Kay mutaliq achi malomat ho, kiunk AGR humain leverage Kay mutaliq malomat nahi hn tu phr hum lot size ka sahi istmal nahi kr paen gay. Forex market main AGR humare 1.100 ki leverage hai aur humara capital account balance $500 hai tu humain zeyada say zeyada 0.20 ki lot size ka istmal krna chae. Lekin AGR hum money management Kay hisab say lot size ka istaml krn tu phr 0.10 ki lot size aik behtreen lot size ho gi.. Forex market main kisi bhi marjan call say bachne kelye humesha lot size ka istamal soch samjh kr krna chae. Kiunk Kay chotii lot size humesha humre account KO mehfoz bnati hai. Lekin agr hum lalach m a kar Bari lot size use krte hn tu ye humre account kelye khatrnak sabat ho skta hai. Is leye humesha trade open krte waqt chotii lot size ka istaml kren. Kiunk market main hum nay jald ameer nahi bona hai. Balk apne sarmae KO bachna hai.kiunk jab humare pas humara sarmaya mehfuz ho ga tu hum, market main zeyda arsa tak zenda rahe skte hen. kiunk aik bar account wash ho jae tu phr market say dil uth jata hai is leye apne account ko wash hone say bachne keye humain pahle say hi achi planing kay sath market main trading krni chae aur humesh bari lot size say dor rahe kar trading krni chae. kiunk choti lot say munfa zaror kam hota hai. lekin hum mehfuz rahe kr trading krte hen.
      Last edited by ; 11-12-2021, 05:04 PM.

      اب آن لائن

      Working...
      X