Forex main Strategy ka role

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Strategy ka role
    Dear Friends
    ager hum forex main kamyabi ki bat karain tu bat ati hai sub strategy pay. ab strategy kaisi hoti hai or kaisy work karti hai new members ko humesha he masla raha hai. ager new member forex factory strategies ko demo pay test karain tu un ko kam asa kam ye tu idea ho jaey ga kay stratgy kaisi hoti hai or kaisy work kary gi tu new trader ho ya old woh forex factory strategies ko zaror try karain


    Shukriya
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main Strategy ka role

    Actually is market mein millions traders hein to har traders ki apni strategy hoti hey jis ki wajah sey aisey millions strategies aisy bhi hein jo market mein ati hein aur bohot sarey new trader jab different strategies dekhtey hein to woh confuse ho jatey hein aur aik ke baad aik ko use kartey hein jis ki wjha se woh acha work nahin kar patey hein aur fail ho jatey hein isliye hamen aik hi achi c strategy pakar kar us mein work karna chahiye aur kabhi bhi different strategies use nahin karney chahiye.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Forex main Strategy ka role

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
      Actually is market mein millions traders hein to har traders ki apni strategy hoti hey jis ki wajah sey aisey millions strategies aisy bhi hein jo market mein ati hein aur bohot sarey new trader jab different strategies dekhtey hein to woh confuse ho jatey hein aur aik ke baad aik ko use kartey hein jis ki wjha se woh acha work nahin kar patey hein aur fail ho jatey hein isliye hamen aik hi achi c strategy pakar kar us mein work karna chahiye aur kabhi bhi different strategies use nahin karney chahiye.
      Dear ap ko market se kafi zaida strategy mil jain gy lekin yakin kejey strategy market mai kis kadar achi be q na ho ap kay kisi kam ki nahi ap kisi dosry ki strategy follow karty hain tu ap ko kafi difficulties ka samna karna hota hai ap ko nahi pata hota hai kay market kaisy behave kary gi tu ap ko kiya karna hoga phir jab ap kisi dosry ki strategy ko use karain gy tu ap theek follow nahi kar saky gay apny experience ki base pay banai howi strategy ap ko acha result day gi.
         
      • #4 Collapse

        Re: Forex main Strategy ka role

        Assalam o alikumm
        forex mn strategy intahae ehmiyt rkhti h... Koi b kam ho stratogy k bghr mumkin ni h... agr hm internet py search kren.. jesy new user krtty hn.. to hmrn bht c stratogys milti hn... pr un mn sy best ko ap apply kre.... or br br is ko chng krny ki zarurt ni hai...
        • #5 Collapse

          Re: Forex main Strategy ka role

          Forex main strategy ka bahut jyada roll hai aapki status jitni Jyada acchi Hogi aap utna hi jyada ismein Kama sakte hain Jyada Se Jyada acchi sehat banane ke liye aapko bahut jyada knowledge bhi Hasil karna padega Forex trading Mein knowledge he basically learning
          • #6 Collapse

            Re: Forex main Strategy ka role

            G dear forex ma stragery ka rule tu baoth ahum hota hai us leay huma rules ko follow kar ka work akrna cheya jesa huma acha profit bhe hum mil sakhta hai forex ma
            • #7 Collapse

              Re: Forex main Strategy ka role

              اصل پيغام ارسال کردہ از: AzaharBhai پيغام ديکھيے
              G dear forex ma stragery ka rule tu baoth ahum hota hai us leay huma rules ko follow kar ka work akrna cheya jesa huma acha profit bhe hum mil sakhta hai forex ma
              Jab tak trader strategy ki taraf nahi jata hai woh kabi be nahi samaj satka hai kay woh kon c mistake karta hai or kon c kamzori hai us main kay woh kamyab nahi ho pata hai. strategy ap ko asan sa rasta bata rahi hoti hai trading ko sahi tarha se karny ka. apny rules, apni knowledge or experience ko sahi utilize karny k leye ap ko apni ik strategy banana hogi or jab tak ap us ko follow karian gy tu ap kay trading kay concept strong ho jain gy or ap kamyab hogay.
               
              • #8 Collapse

                Re: Forex main Strategy ka role

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zeeshanmayo
                Forex Man satraglty Ka rule bahut achcha hota hai aur ismein work karna hota hai aur yah iska topic hai jo iske liye ek jaroori kaam karta hai
                Meray kiyal se ap ko forex strategy ka nahi pata tu main ap ko bata daita ho strategy woh hoti hai jis main ap kay forex kay rules, apkay experience ki base pay ap ki planing hoti hai or us mai yeh dikha jata hai kay ap nay kis pair ki teyari karni hai kaisy trade karni hai or kaisy loss se bachna hai yeh sub ap ki planing hoti ha or kaisy learning karni hai kis source se or kaisy experience gain karna hai yeh sub ap ki strategy main shamil hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main Strategy ka role

                  Dear mere kheal main hamen nae strategy us waqt hi try karni chahy jab phele se faida na ho raha ho. Bar bar strategy change karny se bhi bahut confusion peda hoti hy.agr new members ko bar bar loss ho raha hy ho to unhen apny kisi experience waly dost se rabta karna chahy na k apny tor py strategy badal badal k apna loss karta rahy. Forex main 100% to kuch ni hota hy. Bas apny experience se hi aur achy se seekh k hi profit earn kar skty hen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main Strategy ka role

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AzaharBhai پيغام ديکھيے
                    G dear forex ma stragery ka rule tu baoth ahum hota hai us leay huma rules ko follow kar ka work akrna cheya jesa huma acha profit bhe hum mil sakhta hai forex ma
                    Dear strategy ka role tu hai lekin ap ko pata hona cheye kay strategy kaisy banti hai or kis tarha ap us ko use kar kay acha experience hasil kr sakty hain. yad rahkain humesha apni strategy ko use karain or usi se ap ko pta chaly ga kay ap main kon sy weak point hai kin cheezo mai learning zarori hai or kin cheezo se ap ko loss ho sakty hai
                       
                    • #11 Collapse

                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main Strategy ka role

                        jab ap kay pas strategy nahi hogi ap ko nah pata hog a ap ko kiya karna hai or kaisy ap ny es main se out hona hai. esleye koshish karain apni trading mai strategy apni usekarain. ap ko pata ho ga ap ki strategy main kiya weak point hain us ko kaisy update karna hai or kaisy ap ny us mai new cheezay add karni hai. es sub kay leye Forex main mehnat ki zarorat hai.
                           
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main Strategy ka role

                          Dear friend ap ny bahhut AChi baat kahi hy jis pr hamy Lazmi nazir Sami krni chahy.dear Forex ak international business hy jis me na Sirf Pakistan sy balky million people different countries sy isy use kr rahi hy to phr her apny apny method ko use kr ki successful ho raha hy .
                          Dear asl baat jo me ap ko btana chahta hm ki un ki success ka raaz Sirf ak he strategy use krna hy woh study sari kerty hen aor use wohi old kerty jo uno ny select ki hoti Hy.
                          Otherwise confused ho jao gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main Strategy ka role

                            Forex trading market mein apni apni strategy pyar karta hai use per work karta hai aur har strategy ke alag alag rule hote Hain aur jo strategy ayi jisne banai ho vah hi uske rul bhi banata hai aur ek professional trader kabhi bhi apni banai Hui strategy ke rul ko nahin daudta chahe use loss ho ja profit Ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main Strategy ka role

                              Bhai jan forex trading bohat sari strategies hoti hen and har strategy har pair ma kam nai karti mera khayal hy k ham jis strategy ko b istamal karrn to pehly us ko demo ma try karen jab ham us ma expert ho jaen to us ka bad real account ma us pa kam karen laikin is bat ka khayal rakhna zaroori hy ka har pair ka behaviour different hota hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X