Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.
    Dear Friends

    Jaisa ky thread ka maqsad un old traders ko mention karna hai. jo success main reh kar fail ho jaty hain woh apny pairs jin pay trade karty hain kamyab rehty hain or jaisy he woh new pair trading ko chose karty hain tu woh apny pair jin pay pehlay trade karty hain tu usi hisab se new pair pay kam practice or learning pay trade karty hain tu samaj nahi patay hain or fail ho jaty hain. esleye new pair ko awal pay add karne ki zarorat nahi jis pay aboor hasil hai usi ko mazeed samjany mai kamyabi hai


    Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

    main apki bat se agri hun keh agar koi traderskisi bhi currency pair main kafi waqt guzar chuka hy aor usey us pair par grift hasil hy to woh trader jub kiosi new pair par trade open karta hy to usey loss hota hy iski waja yeh hy k har pair ki apni market timing aor uski movement hy isleay old trader apni us straetgy ko use kar k is pair trade open kar lety hain jis main woh mahir hoty hain lakin new pai par new strategy hi kamyab rehti hy is waja se old traders fail rehty hain
    • #3 Collapse

      Re: Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
      Dear Friends

      Jaisa ky thread ka maqsad un old traders ko mention karna hai. jo success main reh kar fail ho jaty hain woh apny pairs jin pay trade karty hain kamyab rehty hain or jaisy he woh new pair trading ko chose karty hain tu woh apny pair jin pay pehlay trade karty hain tu usi hisab se new pair pay kam practice or learning pay trade karty hain tu samaj nahi patay hain or fail ho jaty hain. esleye new pair ko awal pay add karne ki zarorat nahi jis pay aboor hasil hai usi ko mazeed samjany mai kamyabi hai


      Shukriya
      Mere Khyal Mein is Karobar Mein Na Kamyab hone Ki Sabse Badi vajah Hamare tajerba aur is Karobar ki acchi Jankari ka naam hona hai hi aur aur koi bhi Badi vajah Nahin Hai Kyunki Duniya Ke bahut Sare Log Ishq Barse bahut hi acchi kamai Hasil kar rahe hain isliye Agar Ham pahle is bar ki acche taleem ko Hasil kar lete hain to kamai Khud BA Khud Hi Hasil ho jayegi
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
      • #4 Collapse

        Re: Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
        Dear Friends

        Jaisa ky thread ka maqsad un old traders ko mention karna hai. jo success main reh kar fail ho jaty hain woh apny pairs jin pay trade karty hain kamyab rehty hain or jaisy he woh new pair trading ko chose karty hain tu woh apny pair jin pay pehlay trade karty hain tu usi hisab se new pair pay kam practice or learning pay trade karty hain tu samaj nahi patay hain or fail ho jaty hain. esleye new pair ko awal pay add karne ki zarorat nahi jis pay aboor hasil hai usi ko mazeed samjany mai kamyabi hai


        Shukriya
        Mujhe aapke yah baat samajh mein hi nahin I kya aap kya kah rahe ho old traders ke Alwar ki reason new currency pairs Hai is baat ki koi samajh Nahin Aap Jo baat karna chahte ho usko Zara acchi Tarah Se clear kar diya Karen
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
          Dear Friends

          Jaisa ky thread ka maqsad un old traders ko mention karna hai. jo success main reh kar fail ho jaty hain woh apny pairs jin pay trade karty hain kamyab rehty hain or jaisy he woh new pair trading ko chose karty hain tu woh apny pair jin pay pehlay trade karty hain tu usi hisab se new pair pay kam practice or learning pay trade karty hain tu samaj nahi patay hain or fail ho jaty hain. esleye new pair ko awal pay add karne ki zarorat nahi jis pay aboor hasil hai usi ko mazeed samjany mai kamyabi hai


          Shukriya
          Ji bhaiya bilkul theek kah rahe hain Forex trading business Mein Ek reason Hamen nuksan hone ki yah bhi hai ki Ham Jin per ki acche tarike se Jankari Nahin rakhte aur UN per kam Karte Hain ISI vajah se Hamen usmein nuksan ka Samna karna padta hai isliye Jab Bhi trade Karen pahle pair ki acchi Jankari ko Hasil kar len FIR tradeco open Gaye
          • #6 Collapse

            Re: Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

            je ap ne bilkul sahi baat ki ha k older traders ziadah tar apna loss isi wajah se kartay hain k woh jab bhi kisi new currency pair pe trading kartay hain to woh osi hisab se hi trade kartay hain jis wajah se un ko loss hota ha is lye woh is ma bhi loss kartay hain, lakain ma is ma thoda sa izafa karna chahon ga jaisay
            a) har currency pair ki psychology seperate ha hamain chaye k ham os currency pair ki complete learning karain
            b) news se touch ni rehna bhi loss ki aik bohat badi wajah ho sakti ha
            c) apni trading strategy ko follow na karni bhi loss ki wajah h
            • #7 Collapse

              Re: Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
              Dear Friends

              Jaisa ky thread ka maqsad un old traders ko mention karna hai. jo success main reh kar fail ho jaty hain woh apny pairs jin pay trade karty hain kamyab rehty hain or jaisy he woh new pair trading ko chose karty hain tu woh apny pair jin pay pehlay trade karty hain tu usi hisab se new pair pay kam practice or learning pay trade karty hain tu samaj nahi patay hain or fail ho jaty hain. esleye new pair ko awal pay add karne ki zarorat nahi jis pay aboor hasil hai usi ko mazeed samjany mai kamyabi hai


              Shukriya
              Trading karte hue old traders bimstec to karte hain bahut Sare traders Aise Bhi hote hain jinko trading karte hue Kafi time ho gaya hota hai lekin vah professionals Nahin Ban Sakte Kyunki vah mistakes se sikhate nahi hai vah sometime se profit banaa lete hain lekin continuous profit Nahin banaa Sakte
              • #8 Collapse

                Re: Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

                Jb bhi hm kisi new pairs ko select krty hain to hmy chahye k us pair ko pehly daikh lein us pe thora ananlysis kr lein keun k is mai risk hota hai aur lalach bhi hai k na socha na samjha baghair lot lagai to nuksan ho sakta hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Old Trader Ki Failure ki waja New Currency Pair ka choice mai jald bazi hai.

                  Old trader kudh idea laga sakty hian kay jab tak woh apny strategy or learning or experience ki base pay trade katy hain or apny weak points ko control mai rahkty hain tu woh kamyab rehty hain lekin woh jab es se hath jaty hain tu phir woh na kaam ho jaty hain. esleye es ki nakami ko khatam karny kay leye humain cheye kay hum apni trades ko daily basis pay karian or phir usi ki base pay hum aghy apni trade ko continue karain. aisi trade na karian jis se bad main humain loss ho.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X