trading strategy for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Boht achay dear pane boht achi baat sub ke sath share ki he ur ye hum subhi new trader ke liye ak boht achi strategy he. ager hum is ko bharay gor se follow krien ur is per kaam krien to thori boht profit earn ker skte hien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      well brother boht easy and profitable strategy he, men zeyda tar alligator and moving average ki strategy ko follow karta hon aur mujhe kafi acha profit bhi earn howa he in dono strategy ko follow karne se.
      • #123 Collapse

        je aap ney new traders k liye aik achi strategy di hay as a new trader main ise strategy ko apney demo account par apply karta hon aur kuch learn karney ki koshis karta hon hope you will share more strategy for new traders.
        • #124 Collapse

          sir ap ny jo plan btya hy main is se agree krta hon because ap ny jo buy recomend ki hy wo sirf aik indicator ki base pe nahi hy ya achi baat hy maira khyal hy aik hi time par 2 se 3 indicator use krny chahiya, main ya strategy zarur apply karn ga.
          • #125 Collapse

            تم ٹھیک کہتے ہو. میں مکمل طور پر آپ کی حکمت عملی کے ساتھ اتفاق کرتا ہوں. نئے تاجروں نے اس کا استعمال کرتے ہوئے کی طرف سے منافع کما سکتے ہیں. لیکن میں نے انہیں ڈیمو اکاؤنٹ میں سب سے پہلے اس پر لاگو کرنے کی اور مکمل طور پر اس پر عمل کرنے اور اس کے بعد منافع کے لئے براہ راست اکاؤنٹ میں اس کا استعمال بنانے کا مشورہ.
            • #126 Collapse

              hmm brother sach much ap sahi ho main is startegy ko use kar chuka hoon pahlay bhi aur zay strategy sach much kamal ki hay main is ko dubara use karoon ga aur agar ap mazeed asi achi achi strategies post karain to kaya hi bat hay sukria bhai jan ap ka bohat bohat
              • #127 Collapse

                Dear koi bi strategy us wakat best kam karti hay jab kay market may flow na ho ya flow ho to kam say kam ho quen kay flow anay kay baad market kis had tak ja sakti hay iss ka andaza kis ko nahi hota baaz okat market sirf 1000 pips may rahti hay jab kay baaz okat 5000 pips ko bi cross kar jati hay.
                • #128 Collapse

                  Baht achay dear aap nay bht acha describe kia umeed ha is say bht say logo ko faida ho skta ha khas kr Jo new hain un ko smjhnay main bht madad milay gi keep it up
                  • #129 Collapse

                    Han g is main boht time ye question meray samny aya he or ye realy main jo new users hain unko to start bilkul bhi easi nahi lena chaye kinyo kay wo log bhi phir kam thek nahi kartay hain to unko yehi mashwara hota he kay wo demo account use karain
                    • #130 Collapse

                      dosto main bhi forex main new hon or main forex main trading ki learning kar raha hon. pakistan forex forum se mujhe trading ke bare main bohat help mil rahi ha. ic post ne mujhe ic strategy ko smajhne main bohat help ki ha.
                      • #131 Collapse

                        than yar ap ne bohat hi achi strategy new trades ko bate hai ma moving averages ko bhat dar se apni trading ma use kar raha ho our ya bohat acha kam karti hoi
                        • #132 Collapse

                          Me abhi new hn es field me abhi just posting pr focus he mera. aapko senios se help leni chahiye or aesi websites visit krni chahiyen jinse aapki knowledge me izafa ho. Aapne jo knowledge share ki he wo un ke lye behter he jo trade laga rahe hain.
                          • #133 Collapse

                            new traders ko chaheay keh woh apni trading ki strategy apnay capital yani account balance kay hissab say bannain takeh pehli bar he loss na kar bethain aap trading volume utna rakhaain keh aap ka account wash ho janay say bach jay
                            • #134 Collapse

                              dear ye statigy be achi hai, manin is statgy par work kar choka hon but ye statgy har pair suitable nahi ha. i think maon statgy ko eurjpy main par work chicka hin. is liye ye startgy is par xada suite karti hai. ager ap is statgy ko eurjpy par apply karin agy zada best ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                dear main ko ap ki is mehnat per appriciate kerta hon k jis tera say ap nain is mehnat say kaam liya hai jo new traders ko faid day gi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X