China, Kenya main nasal parasti samait kayi cheezon ki export kar raha hai .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    China, Kenya main nasal parasti samait kayi cheezon ki export kar raha hai .
    Click image for larger version

Name:	a.jpeg
Views:	1
Size:	32.8 کلوبائٹ
ID:	12462721Wokers apne Chinese employers aur bosses aur apne colleagues se bhi imtiazi sulooq ke mamlaat ki ittila day rahay hain. Yahan taq ke toilets bhi race ke mutabiq banaye jatay hain, aik chinese people kay liye aur dosra Kenya ke logo kay liye. soorat e haal bohat kharab hai internet par bohat se mamlaat samne aae hai. Aaj kal Kenya mein takreban 40, 000 Chinese workers her level pe kam kar rahe hain aur anay walay saloon mein mazed bharhane ka imkaan hai. Kenya mein hukoomat china ke qareeb honay ki koshish kar rahi hai lehaza is se halaat kharab ho saktay hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: China, Kenya main nasal parasti samait kayi cheezon ki export kar raha hai .

    Kenya ya china nasal parsti k lehaz cy famlus ho rhy whn kenya ki poti koshish ha k wo china k level ki producta sale kary. Lakin china ka marketing level bhut zeada ha kenya ki sb cy bari products coffe hen or baki fish and cemnt ki exports b zeada hen
    • #3 Collapse

      Re: China, Kenya main nasal parasti samait kayi cheezon ki export kar raha hai .

      China every country mein every cheese provide kar raha hai aur every country mein de raha hai channel pal Pakistan India every country mein main apni har chij sale kar raha hai aur isliye hua bahut jyada strong ho raha hai khud ki investment hoti hai hi aur hua apne aap ko strong kar rahe hain Chinese yen bahut jyada strong hai
      • #4 Collapse

        Re: China, Kenya main nasal parasti samait kayi cheezon ki export kar raha hai .

        dear forex forum members jaisa keh hum sb janty hain keh forex market mukhtalif mumalik sy mul kar bni hay to isi waja sy jb bhi koi almi masla hota hay yeh in mumalik main koi msla hota hay to iska asar direct market par parta hay to dosto agar hum hay forex ko karna hay to hamen news kay mutabiq kam karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: China, Kenya main nasal parasti samait kayi cheezon ki export kar raha hai .

          jio se kaise jante Hain ki khara straight mukhya mukhya kaun se mila karte nahin hai to isliye hamen yad rakhna chahie dekhne chahie hamen ke har ki currency ka mein batao aur mulk news ka pata ho aur mulk mein Mahesh at ka bhi pata hona chahie aur dollar kabhi pata hona chahie hamen ke kitna aap ho raha hai kitna down ho raha hai aur use ke bad mein soch samajh Kar aamantrit karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: China, Kenya main nasal parasti samait kayi cheezon ki export kar raha hai .

            China is Waqt bahut hi jyada rich ki Shakal Pyar Karta ja raha hai vah isliye ke China sirf aur sirf America Ko Dikha Dena chahta hai aur vah sirf aur sirf us Dekho down karna chahta hai isliye vah Aisi takriban Tamam harkatein kar raha hai aur vah Har chij ki export kar raha hai Tak usse uski acchi earning kar sake Yahan Tak ke China Ek Aisa Mulk hai jo ki nasl prasti Ke Bhi export kar raha hai aur Aise Bhi vah takriban salana 4000 Arab Dala rupaye ke Samay Karya kar rahe hain yah bhi Unki ki sport per Ek bahut hi positive impact de raha hai Iske alava China Puri Duniya Ke Andar Chhaya hua hai aur China ke product Puri Duniya Ke Andar export ho rahe hain Ham bhi China ki products use karte hain mobile phone se lekar shoes Tamam China export Karta Hai Jahan Tak ke Ek nirdal Tak bhej China export karta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: China, Kenya main nasal parasti samait kayi cheezon ki export kar raha hai .

              China abadi kay lehez se na sirf ik bara mulk hai balkay us ki economy be achi hai or waha pay technology ka use be kafi zaida hota hai. es waja se es ki news ager fundamental achi ati hai tu kafi asar market pay parta hai. es leye es ki news pay zaror nazar rahkain. abhi kuch din pehlay jab china nay minner jo bitcoin kay hain un pay breakdown start kiya tu kafi zaida market ko girty howy daikha hai. esleye aisi news pay zaror focus karna cheye kay ap ko fundamentally pata ho apny pairs ya commodities ka.

              اب آن لائن

              Working...
              X