Economic Reports or News

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ye basicall kise currency ko ka bare me survey ya date or banlance sheet le jate ha so trade me bht asar rakhte ha so fundamental ka bane trade nhe karna forex me apko trade me involve karna chaheya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      economic report aur new bauhut helpful hain trading kai lia ...mai tu econimic news kai lia financial time news paper parta hn aur business sai related program zaror daikhta hn
      • #78 Collapse

        Fundamental analysis jo base karty hain news pay economical news ap ki currency ki jis kadar achi hogi es kadar ap ka currency mai zaida strong ho janay k chances hai es leye news ko zaror read karain or news pay he ap apni trade karain gay tu long term mai ap ko es ka bhout bara faida honay wala hai
         
        • #79 Collapse

          Dear Mujhe economics news ki sahi tarah se samajh nahi aati hai ke in ko Kis Tarah Se read Kiya jata hai aur aap Kis Tarah Se in se Sahi result Hasil kar sakte hain aur phir Apne order ko kaha par aur kaise Humne open karna hai in economic news ko dekh kar
          • #80 Collapse

            Economic Reports or News k bary min bs atna kaho ga k har country ki economic hoti ha or uski news hoti ha chahy wo chota sa country ho ya phir bara sa ho is se koi farq nh parta or is k ilawa Economic Reports or News uski country ki currency pr kafi impect krti ha
             
            • #81 Collapse

              economic news and report forex trading pr kafi asar rakhti ha is se market min bht farq ata ha jb koi new ati ha to market ki move zaida ho jati ha wo phely se taiz move krny lag jati ha or ache khasi move krti ha
               
              • #82 Collapse

                Re: Economic Reports or News

                mai market mai fluctuation ho or expect karta ke is mai market mai ajj fluctution hogi USD ke sub pairs ke sath so be carefull for market today shukriya apka.
                • #83 Collapse

                  Re: Economic Reports or News

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq663 پيغام ديکھيے
                  mai market mai fluctuation ho or expect karta ke is mai market mai ajj fluctution hogi USD ke sub pairs ke sath so be carefull for market today shukriya apka.
                  dear jab ap pelay news ko follow karo gy us sy koi result final karty hin tu woh apko economic report ka jab result ana hota hi tu ap ko pata chal jata hai kay result kaisa aye ga phir us ki base pay Forex ki market nay move karna hota hai esleye ap news ko pehlay follow kar kay us ka result nikal liya karian es tarha ap achy analysis kar skaty hain.
                     
                  • #84 Collapse

                    Re: Economic Reports or News

                    asaalam o alikun my dear freinds ecomicaly event market par bahut zeyada asar karty han asal main ham in ko he fundamental.kehty han Hori he is market mein bahut jyada video able hote hain Inko samajhna bahut Jaruri Hota Hai news ki taraf Aate Hain To news Mein yahi sab hota hai yahi fundamental Rote Hain Yahi Itna meekly Halat Hote Hain Jo ki market per Asar Das ho rahe hote hain inse Hota kya hai ki Jab Bhi market Mein Koi news aati hai to economic Ne Koi Deta Aata Hai market bahut jyada volatile karti hai aur Iske separate Bhi Jyada kar diya Jata Hai is Waqt bahut heavy race hota hai market mein agar aap in Halat ko analyse kar sakte hain FIR to Aadesh Mein trading kar sakte hain otherwise main aapko Yahi kahun gi ya Jab Aisa Koi seen Ho Jani ke Koi news market per Asar kar rahi ho to aapko chahie ki aap is ko Nahin Hai samajh sakte hain To Ham Aakhir Se Dur Rahe
                    • #85 Collapse

                      Re: Economic Reports or News

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: usmantariq330 پيغام ديکھيے
                      economic news and report forex trading pr kafi asar rakhti ha is se market min bht farq ata ha jb koi new ati ha to market ki move zaida ho jati ha wo phely se taiz move krny lag jati ha or ache khasi move krti ha
                      Janab ap ager time Forex ko zaida nahi dy sakty hain. tu ap ko cheye kay ap apni trade ko behtar karny kay leye zarori hai ap just fundamental news ko he follow karain gy tu ap ko bhout kam time mai acha profit ho sakta hai. Scalping ap karain news ki base pay. us ka faida ap ko yeh hoga kay ap apni trade ko behtar kar sakty hain or news kay source sy ap us ki scalping just 5 min mai kar kay aik acha profit bana sakty hain. bus woh ap pay depend karta hai kay ap kon c high impact news ko chose karty hain. ap news ko jis kadar acha analysis karty hain tu ap us ko faida hasil kar skaty hain.
                       
                      • #86 Collapse

                        Forex trading ya foreign exchange market dunya bhar mein mukhtalif currencies ke beech exchange rates ka marketplace hai. Forex market kaafi bada aur active hota hai aur uska har ek event report aur khabar market mein bade asar paida kar sakta hai. Forex market per asar daalne wali reports aur news ki kafi ahamiyat hoti hai. Traders investors aur financial institutions ye reports aur news closely monitor karte hain, kyunki ye unhe market conditions, economic trends aur policy changes ke bare mein maaloomat deti hain. Ye information traders ko decisions lene mein madad karti hai, jaise ki positions lena, existing positions ko maintain karna ya phir positions ko close karna. Ek badi aur aham report economic calendar hoti hai. Economic calendar mein upcoming economic events, releases aur announcements ke dates aur times diye hote hain. Ye calendar, traders ko pata lagane mein madad karta hai ki kis event ya report ka asar kab aur kis currency pair par hone wala hai.Kuch common economic reports jin ka forex market per asar hota hai inme se kuch ye hain: GDP (Gross Domestic Product): GDP ek country ki overall economic performance ko measure karta hai. Jab GDP report release hoti hai to iska forex market per kafi bada asar hota hai. Agar GDP expectations se kam hai, to ye currency weaken kar sakti hai. Jabki, agar GDP expectations se zyada hai, to currency strengthen kar sakti hai. Unemployment Rate: Har desh ki unemployment rate report forex market per asar dal sakti hai. Agar unemployment rate expectations se zyada hai to currency negative sentiment mein aasakti hai. Jabki, agar unemployment rate expectations se kam hai, to currency positive sentiment mein aasakti hai. Central Bank Meetings: Central banks monetary policy aur interest rates ko control karte hain. Jab bhi kisi central bank ka meeting hota hai jismein interest rate decisions liye jate hain, to ye forex market per asar dalta hai. Agar interest rates expectations se zyada badhaye jate hain, to currency strengthen kar sakti hai. Jabki, agar interest rates expectations se kam hote hain, to currency weaken kar sakti hai. Inflation Rate: Inflation rate report ek desh ki price levels aur purchasing power ko measure karta hai. High inflation ki reports, forex market per asar dal sakti hain. Agar inflation rate expectations se zyada hai, to currency weaken kar sakti hai. Jabki agar inflation rate expectations se kam hai to currency strengthen kar sakti hai. Trade Balance: Trade balance report, ek desh ke imports aur exports ke beech ka balance measure karta hai. Agar trade balance expectations se zyada positive hai to currency positive sentiment mein aasakti hai. Jabki agar trade balance expectations se zyada negative hai to currency negative sentiment mein aasakti hai. Ye sirf kuch examples hain lekin forex market per economic reports aur news ki asar bahut si factors par depend karti hai jaise ke report ki expectations, actual data, previous data, market sentiment, geopolitical events, aur bahut kuch. Forex traders aur investors ko economic reports aur news ke bare mein updated rehna bahut zaroori hai. Ye reports aur news ki analysis, market trends ko samajhne, volatility ke predictions aur trading strategies banane mein madad karta hai. Lekin, traders ko hamesha ek cautious approach rakhna chahiye, kyunki market unpredictable hoti hai aur sudden price movements bhi ho sakte hain.
                        Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
                        • #87 Collapse

                          ina kisi mistake say kam nai ha agar ham kisi big time frame k sath market chart pay trading kar rahay ha to tab aik trend line significent ha otherwise small time frame k sath aik trend line k signal ko follow karna bahut barri mistake hoty ha jiska result traders kabhi bhi positive arket chart pay trendline trading strategy k sath trading karnay k liye yeh requirement zaruri ha k trendline ka price ko 2 bar test karnay zaruri ha laikin us say bhi zarur yeh hota ha k jab tak price trendline ko 3rd bar test nai karty ha market main kisi surat main bhi entry la nai kar saktay ha agar price trend line ko sell ya buy breakout main success hoty ha to usk baad traders k liye yeh bhi zaruri hota ha k price k rejectiona ka wait karain jab tak price again same place say test k baad declined nai hoty ha tab tak market main entry laina bay bunyaad ha.\ orexTrendline Trading Strategy. Forex market main trading karnay k liye beginner traders experts traders say is baat ka perfect knowledge hasil kartay ha k kab market main kitna risk laitay huway entry lainay main sahi faida hasil kiya ja sakta ha market ki sahi entry aur exit k liye agar trend ki confirmationa ka andaza perfect ho jaye to traders ka market ko samjhna aur is main risk laina asaan ho jata ha trends ko smajhnay k liye kuch aisay rules ko follow karna hota hai jin say is mushkil ko asaan banaya ja sakta hai. trneds ko fined karnay aur isay follow karnay k sath sath agar traders fundamentally news ko bhi sath follow kartay hain to tab bhi unki is mushkil ka solution asaani say nikal sakta ha aj ki is post main ham kuch trendline trading starategy k baray main discuss karty ha jisko follow karnay say market chart ko samjhnay main asaani bhi hoge aur hope ki ja sakty ha k traders market say acha benefit hasil karnay main bhi successfull hongay.
                          • #88 Collapse

                            y ne rsi isharay ki buland tareen satah ko chhoo liya tha, isi liye pichlle haftay mein paiir se jumaraat tak qeemat mein kami waqay hui. jumaraat ko, usdjpy ne 138. 49 ki support level ko chhoo liya, to jummay ko, kharidaron ki mazboot raftaar ke sath qeemat mein izafah sun-hwa, aur usdjpy ne taizi se lapaitnay wali mom batii peda ki. usdjpy tijarti jore par qeemat ki durustagi pehlay hi mukammal ho gayi hai, jaisa ke pichlle haftay mein qeemat mein kami aayi thi, aur ab support level par yeh taizi se lipti hui mom batii is baat ki nishandahi karti hai ke qeemat barhay gi. taweel muddat ke liye rozana time frame chart par, usdjpy 146 aur 151. 59 ki muzahmati sthon ko chhoo le ga, aur isi liye mein is tijarti jore ko kharidne ki tajweez karta hon .art par, usdjpy ka rujhan taweel muddat se taizi ka shikaar hai. taham, agar hum guzashta muddat ke chart par nazar dalain, to is ne 127. 09 ki support level ko chutay waqt apni qeemat ki islaah mukammal ki. usdjpy ne is support level se taizi ki sargarmia shuru kee. chand hafton tak moving average linon se neechay rehne ke baad, is ki qeemat pichlle chand hafton se 26 aur 50 EMA lines se oopar chal rahi hai. yahan tak ke is ki qeemat 139. 45 ki mazboot support level se oopar hai, aur pichlle haftay usdjpy ne pan baar candle banai, jo is baat ki nishandahi karti hai ke khredar is tijarti jore mein ba asar thay. usdjpy anay walay hafton mein qeemat ki konsi s
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #89 Collapse

                              Forex trading mein economic reports aur news ki ahmiyat kya hai? Forex trading, yaani foreign exchange trading, duniya bhar ke mukhtalif mulkon ki mukhtalif currencies (currency) ko khareedne aur bechne ka amal hai. Forex trading aik bohat hi rangin aur taraqqi pasand cheez hai, jo mukhtalif factors, jaise siasat, hukumat ke qarar, aur tabdeeliyan, ki wajah se roz baroz tabdeel hoti rehti hai. Is tarah ki tabdeeliyon ka asar mulk ki currency ke qeemat par hota hai, jisay forex traders dekh kar investment karte hain. In tabdeeliyon ko samajhna aur un par tawajja dena forex trading mein kamiyabi ki aik ahem surat-e-hal hai.Forex trading ke douran, economic reports aur news, jinhe forex traders regularly monitor karte hain, ek ahem source of information hotay hain. Ye reports aur news financial institutions aur government bodies dwara jaari kiye jate hain, aur ye traders ko market trends, economic conditions, monetary policy aur fiscal policy ke bare mein maloomat dete hain. Ye reports aur news, forex traders ko currency ke qeemat mein hone wali tabdeeliyon ke baray mein sahi samajhne mein madad dete hain.Forex trading mein economic reports aur news ke bahut se aspects hote hain. Jaisa ke interest rates, GDP growth, inflation, employment data, aur trade balances. In reports aur news se traders ko samajhne mein madad milti hai ke kisi currency ki value kis had tak upar ya neechay jasakti hai. Interest rates ki announcement forex market mein aik bohat ahem event hai. Agar kisi mulk ne interest rates ko barha diya hai toh uski currency ki qeemat mein izaafi izafa hone ki umeed hoti hai. Isi tarah, GDP growth ka rate bhi currency ke qeemat par asar dalta hai. Agar kisi mulk ke GDP growth rate ne expectation se zyada increase kiya hai toh uski currency ko traders aksar strong samajhte hain. Forex trading mein economic reports aur news ke kaun-kaun se aspects hote hain? In economic reports aur news ke ilawa, forex traders central bank meetings aur press conferences ka bhi tawajjo dete hain. Central bank ki monetary policy ke faislay, jaise ke interest rate changes, currency ke qeemat par direct asar dalte hain. Central bank ke governor ya spokesperson ki press conference, jahan wo current economic conditions, future outlook, aur monetary policy ke bare mein batate hain, traders ke liye ahem hoti hai. In press conferences mein di gayi tafseelat traders ko currency ke qeemat ke baray mein mazeed samajhne mein madad deti hain.Forex trading mein economic reports aur news ki tawajjo dene ka maqsad hai ke traders apni strategies aur positions ko adjust kar sakein. Ye reports aur news traders ko market ke sentiment ko samajhne mein madad deti hain, aur unhe economic conditions ke hisab se apni trading decisions leni chahiye.In conclusion, forex trading mein economic reports aur news ek ahem role ada karte hain. Ye traders ko market trends, economic conditions, aur monetary policy ke baray mein maloomat dete hain. Traders ko in reports aur news ko regularly monitor karna chahiye, taake wo sahi samay par apni trading strategies aur positions ko adjust kar sakein. Economic reports aur news forex trading mein kamiyabi ki aik zaroori hissa hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X