New Year Aur Pakisyan Ecnomic:jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Year Aur Pakisyan Ecnomic:jaiza
    AoA dear members umeed pe sari dunia qaim hy dear members mere khayal men 2021 Pakistan k liye khush haali ka saal hoga ap logon ki kya raye hy is bary men???
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New Year Aur Pakisyan Ecnomic:jaiza

    Dar aapane bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai can you hear ismein Pakistan ki economy ke liye Halat kaisi hai To vah Mein Yahi kahun ki ke Pakistan jo hai na Ek pair tak ki after Mulk hai tu dusre Mein Malik Ki Tarah Itna Jyada Paisa Nahin Hai Pakistan mein Halat kuch jyada hi kharab hai lekin pahle ki nice Bata Karen 2021 ki baat ki Jaaye to Pakistan Ki Itna Makwana Pahle Se Kafi data hui hai aur Yahan slowly slowly group kar raha hai to Dekhen yah chij Hai Kisi bhi country ki bahut Ham hoti hai aur uski Taki Mein Aham kirdar Dar Jaati Hai
    • #3 Collapse

      Re: New Year Aur Pakisyan Ecnomic:jaiza

      Assalamu alaikum dosto ummid hai sab khairiyat se honge ham chaty Hain hamare mulk ki maeshat bhtr ho aur uske liye bahut Sary mansoby banae ja rahe hain aur umed hai jald se jald hamara mulk tarki ki rah pr gaom zana Hoga.
      Pakistan ki economi ko strong krana hy to hum sb ko apne mulk ki hefazt krni hogi (Croption)krny walow sy ,.....
      • #4 Collapse

        Re: New Year Aur Pakisyan Ecnomic:jaiza

        Naye Sal Mein Pakistan ki Kami bahut jyada joint Ho Jaati Hai Naye Sal Mein different ke point ko samajhte Hain aur Naye Sal Mein kam karna bahut achha hota hai kam ki quality ko acche se kam ko Samay Saken profit ke upar trade bhi Lagate Hain market ka kam Bhi Karte rahte hain naya Sal Mein kam ko acche se samajhna chahie ka market Mein kam bhi Karen market Mein kam karne ke liye mehnat bhi Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: New Year Aur Pakisyan Ecnomic:jaiza

          Mary khayal main pakistan ki economy new year main b stable nhi ho saky gi. Is ki sab say bari waja political crices b he. Government economy ko theak karny ki bjay political opponents k sath zayada ulji hoi he. Inflation bhot zayda bar gai he. New currency note zayada chapnay ki waja say rupees ki value kam say kam ter ho rhi he. Jis ki waja say mangai bhot zayada ho rhi he. Imports bhot zayada bar gai hain jab k exports na hony k braber hain. Taxes ka nizaam maflooj ho kar reh gia he. Ameer tabka tax nhi data jab k sara burden ghareeb logon per dala ja rha he
          • #6 Collapse

            Re: New Year Aur Pakisyan Ecnomic:jaiza

            IC markt main M1 pe aik false spike bane haa BTCUSD ki... us aik mint mai jo jo trades effect hoe honge wo sb neglect ho k apne real position pe ajayenge... soo ghbrane wali koe gal nahe aa.. .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: New Year Aur Pakisyan Ecnomic:jaiza

              Pakistan ho ya koi be country ho jab ap apni country main export zaida kraingy or import ko kam kariangy. ap kay pas skills person zaida hai or job ko kam or business ko log zaida prefer jab dain gy tu ap ki economy achi hoti jayegi. es kay leye sal ka wait nahi karna parta hai. esi tarha ap kay country mai achy projects launch jab hoty hain tu ap kay rupees ki value barh jati hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X