Pakistani currency ki value km keun hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistani currency ki value km keun hy
    Asslam Alaikum dear members kesy hn ap sb log meri aj ki ye post Pakistani currency ki value pr mabni h mera ap sb se ye sawal h k Pakistani currency ki value dunia ki baki currencies ky muqably me itni kam keun hy keun hm apni currency ki value ko stable ni kr skty keun hm apni currency me trade nhi kr skty ap sb log apny apny khyalat zrur share kren or Pakistani currency ki value km hony ki reasons is ky hmari economy pr asrat or is ko behtr bnany ke liye apni apni suggestions zrur den..hm me se bht se log jb dusry mumalik ki currencies ko apny mulk ki currency se compare krty hn to khasy mayus nazr aty jb k vo asl vja nhi janty or na hi is ky muiyshat pr asrat janty hn to mera ye sawal k Pakistani currency ki value dusri currencies ky muqably me itni kam keun h apni apni opinion or knowledge zrur share kren shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistani currency ki value km keun hy

    Assalamu alaikum is sawal mein yah baat ki gai hai ke Pakistan ki currency e ki value kyon kam haimule ki apni currency aur rupya hota hai har mulk mein apni currency ki ahmiyat aur shivratri hoti hai currency ki value isliye kam hai kyunki Pakistan mein musalmanon ki vajah se paise ki Koi ahmiyat nahin hai isliye Pakistan mein currency thi value kam hai koi murkh bhi apne mulki currency ko najarandaaz nahin karta aur na hi hi iski value ko kam samajhta hai
    • #3 Collapse

      Re: Pakistani currency ki value km keun hy

      Assalam o Alikum
      Pakistani currency ki value mein kami hamari mulk ki economy itni strong nahj hai or uper se Jitna bara note hoga utna he value down hogi Pakistan ka sb se bara currency note 5 hazar hai jb k baqi kisi Taraqi yafta currency ka itna bara note nahi hai jb hamary mulk mein business ayega to is se hamari economy strong hogi or hamari currency ki value bhe up hogi In sha Allah
      Allah hafiz
      • #4 Collapse

        Re: Pakistani currency ki value km keun hy

        Wa Alykum U Salaam
        Pehli baat k Pakistan ki currency har mulk se kam nahi hai yahan tak k kuchh taraqi pazeer mumalik bhi hein jin ki currency Pakistan se bhi kam hai.
        Dusra Pakistan ki currency economical policies aur khaas kar IMF se liye gaye qarzo ki waja se giri hui hai. Ap ne bhi shyd news suni ho jab Pakistan IMF k pass gya tha to ye cheez un ki sharayat mein shamil thi k dollar ka rate ap 160+ ly kar jayein gy. Ab es mein kitna sach tha ya ni es bat ka andaza lagana mushkil hai lekin ye sach hai pehli installment milne k sath hi dollar 160 k qareeb chala gya tha
        • #5 Collapse

          Re: Pakistani currency ki value km keun hy

          AoA,Pakistan ki currency e ki value kyon kam haimule ki apni currency aur rupya hota hai har mulk mein apni currency ki ahmiyat aur shivratri hoti hai currency ki value isliye kam hai kyunki Pakistan mein musalmanon ki vajah se paise ki Koi ahmiyat nahin hai isliye Pakistan mein currency thi value kam hai koi murkh bhi apne mulki currency ko najarandaaz nahin karta aur na hi hi iski value ko kam samajhta hai economy itni strong nahj hai or uper se Jitna bara note hoga utna he value down hogi Pakistan ka sb se bara currency note 5 hazar hai jb k baqi kisi Taraqi yafta currency ka itna bara note nahi hai jb hamary mulk mein business ayega to is se hamari economy strong hogi...S
          • #6 Collapse

            Re: Pakistani currency ki value km keun hy

            Walekum assalam dear Ham likhate Hain Ki Pakistan ke currency ki value is vajah se kam hai Kyunki Pakistan developing country Hai Jiski wajah se iski currency key value bahut jyada down hai agar aap United State of America ke currency ki price ticket vah bahut jyada ab Chali gai hai uski bahan ji reason hai ki vah day by day apni country ko Baki ki taraf Lekar Ja Rahe Hain agar aap Pakistan ki Surat Al ko Dekhen to yah bahut jyada down ho gaya ki government kushti Is Tarah Ke steps Nahin le rahe Jiski vajah se Iske currency key value Jyada up Jaaye isliye Pakistan ki currency ki value bahut jyada kam hai.
            • #7 Collapse

              Re: Pakistani currency ki value km keun hy

              Pakistani currency key value kam hone ki bahut sari wajohat Hai Din Mein Sabse Badi Raisen yah hai ki Pakistan ne Barauni karja bahut Se Jyada liya hua hai bahut jyada biruni karne ki vajah se Hamen IMF ki shrart per Amal karna padta hai aur uski shrart Yahi Hain Ki Ham mahangi Jyada Karenge to Karva ki kis Ada karne Ke Kabil Honge Ansh rate ko pura karte hue Ham bahut jyada compromise karte hain Jiski vajah se Hamari currency down Hoti Hai Pakistani currency tab hi ab Hogi Jab Hamari grade se main output Jyada Hogi aur ham exports Jyada Karenge aur import kam Karenge Hamara sabse bada problem yahi hai ki Ham import bahut jyada karte hain aur export Hamari bahut kam hai isliye trading balance bahut kam hai agar Ham apni trades ko balance karne to Hamari Kaun main bhi improve ho sakti hai aur aur Pakistani currency ki value abhi bahut jyada ho sakti hai bahut Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Pakistani currency ki value km keun hy

                Pakistan currency ki value km as lia hy kun kay yahan per curruption waly log bahut zeyada hain agar hum as men dekh bhal kar mulk ko safe karty hian tu voh din dour nahhin jab hamary currrency kafi zeyada hjo jay gy tu hamen himat nahin harny chahey takeh hum mahnat kar kay apny mulk ko safe rakh k saken as lia hamen apni mahnat ko jary rakhna chahey tkaeh hum nakam nah hon balkeh hum apny watan ko achy tarekay kay sath clean kar saken ur hum achy tarah say rozy roty kama saken gy tu hamen himat nahin harny chahey tkaeh hum nakam anh hon balkeh hum mahnat kar kay achy earning hasil kar saken kun kay forex men kam karna bahut mushkil ho gaya hy as men jo din rat mahnat karty hain tu voh kamyab ho jaty hain ur jo din ra mahnat nahin karty hain tu voh nakam ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistani currency ki value km keun hy

                  Assalamu Alaikum Janab Pakistan ki currency ki Keval Kyon kam hai isliye kam hai ki Pakistan Ek Garib Malik hai isliye iski currency Itni value kam hai Dubai Saudi Arab aur America in Auburn civil ek din ki currency Kiya ki value bahut jyada yah dollars Kiya jata hai vah
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistani currency ki value km keun hy

                    Aslam o alikum dear members hmarry mulk ki currency ki value chand wjah sy lo hy .
                    1. zar bator zary mbadla ki kami ( Dollars ,gold,oil,etc ).
                    2.hamy uper international Lon jo hamin pa band krty hain jb hum krz let haim ( IMF waghera se )aur shart rakhty hain k api currency ki value ko kam kro .
                    3. Hmary srkai cropt mlzmeen jo well educated ko any hi nahin dety apny karebi aur reshtadaron ko hi job's delwaty hain .aur jes wjah se work progress lo ho jati hy jes bna pr humain bahr ky mumak se ashea ko mngwana parta ho mahngy Damon
                    • #11 Collapse

                      Re: Pakistani currency ki value km keun hy

                      Pakistan ki currency ki value completely ho chuki hai ki Ham Pakistan mein Corona ki Sharab bahut jyada ho gai hai vah log kam bhi theek se nahin karna hi Ham kam ko acche se Karen aur kam ki quality Kabhi samajh Jaaye ki Hamen coronavirus aur apni Colony se ek bhoot ko majbut banana hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Pakistani currency ki value km keun hy

                        Pakistani currency ki value is waja say kam he kieu k currency note bhot zayda chapy ja rhy hain jab currency note zayada ho jain to wo devalue ho jatay hain. Un ki kader kaam hotai he roz marah ki chezain mehngi ho jati hain doller ki value bhot zayada bar jati he. Inflation b ber jati he. Exports kam hony ki waja say b pakistani currency ki value kam ho rhi he. Is k alwa corruption b pakistani currency ko kam karnay ki ik bhot bari waja he
                        • #13 Collapse

                          Re: Pakistani currency ki value km keun hy

                          assalamu alaikum my dear friend omeed hai aapki tabiyat theek goingkyunki yahan per Pakistan kanijam corruption corruption ke upar hai is vajah se Pakistan ki currency lo hai bear crazy hamari craft hai mul kanijam craft hai is vajah se Pakistan ki value international value kam hai uski
                          • #14 Collapse

                            Re: Pakistani currency ki value km keun hy

                            Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh kya hal hai bhai jaan theek ho yah Baat aapane bilkul sahi kaha hai ke Pakistan ki currency bahut niche isliye Hai Ke Pakistan per Army Bank ki bahut Bade Karz Hamare Upar hai Humne HAL me bank se bahut hi jyada card li hai isliye Hamare Pakistan ki currency ki value bahut kam hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pakistani currency ki value km keun hy

                              Central Bank of Pakistan agar koi currency print Karta Hai To bahut jyada issues create hote hain jaise na sirf unemployment increase Hoti Hai balke inflation bhi increase hoti hai aur inflation aur unemployment Kisi bhi country ke liye bahut jyada dangerous hote hain agar aap Dekhen to Pakistani currency bahut jyada De value ho chuki hai aur iski vajah yahi hai ki Ham bahut jyada unemployment aur inflation mein bahut jyada Piche Hain unemployment bahut jyada hai aur Agar inflation ka rate Dikhaye to inflation rate bhi bahut jyada hai jab tak Hamari economy Mein unemployment aur Hamari economy inflation Mein Kam Nahin Hogi tab tak Hamare Pakistan ki currency increase Nahin ho sakti aur Pakistan ki currency ko increase karne ke liye bahut Sare economical factors ko Samne Rakha Ja sakta hai Jaisa ke economical factors Ko Dekha Jaaye to economist Riya Kahate Hain Ki Hamare Mulk Mein na sirf information kam honi chahie balke unemployment ke number bhi kam hone chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X