Calender in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    the real time calendar economic covers all the important events and release that effect the forex forum market. the calendar is timely , interactive and customized in forex...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      calender forex trading ke market mai bhot important factor hai apke analysis ke liye.kuin ke app ko pata hona chaiye ke market mai forex news release hote hai tou calender mai per month bhot se important news hote hai jo ke ous calender mai dated hote hai.
      • #18 Collapse

        han claender me appne news ko mind me rakh ke trade karna ha jab high impact ho tab trade nahe karna so apko khob mhnat se kam lena ha trade ko sekhna ha apko bht faide dega
        • #19 Collapse

          haan dost forex main calendar main humery pass news data ata hai jes main hum future high impact news ko check ker k apni trading ko plan kerty hain our pher us k mutabik trade open our close kerty hain technical k sath fundamental analysis boht zarori hain
          • #20 Collapse

            Forex Calendar mai ap ko puray saal mai jo high impact low or medium impact news ani hoti hai mil jati hai or es k alawa b ap ko market pay nazar rahkni cheye kuch news calander mai na b ho tu un ka asar ap k currency pairs pay hota hai so ap calendar ki madad se apni planing b set kar sakty ho
             
            • #21 Collapse

              Forex calander se hum new dekhty ha jis min kafi website ha forex factory ho gai or **street hogai ase website jase investing.com ho gai ase website hum ko 24 hours new se update rakhti ha or humy any wali news k bary min phele he inform krti ha
              • #22 Collapse

                forex main calendar ka matlab forex ki news ka shedule hai forex ki har bari site pe forex news ka page hota hai jaha forex main shamil har country ki maeeshat ki news hoti hain jin ka kabhi ligh aor kabhi deep impact hota hai trading per
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                  haan dost forex main calendar main humery pass news data ata hai jes main hum future high impact news ko check ker k apni trading ko plan kerty hain our pher us k mutabik trade open our close kerty hain technical k sath fundamental analysis boht zarori hain
                  ge han bhai forex trading mein trader ko new calendar ko daily dekhna hota he aur trader ko market mein ache trah se fundamental analysis kr ke apne trading krne hote he aur trader apne forex trading mein sahih planing se trade kre aur trader ko market mein enter aur exit ke sahih point ka pta ho phr trader ache profitable trading kr skta he aur trader ko acha khasa profit asane se hasil hota he
                  • #24 Collapse

                    forex calendar sy murad hay forex news insta ki main site py jayen to humain news analysis nazar ati hay mere khayal sy calendar ka matlab wuhi hay agar main ghlt hun to kindly correct me
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
                      Dear my senior member mai aap sy pochna chahta ho Forex mai calender sy kya mutlab hai .forex ki top sites mai calender ka option ho ta hai . akhir yhh hai kya or forex ka iss sy kya link hai . or zaroori hai ky humy bhi duran e trading calender ko watch kr na lzmi hai .
                      forex main calendar ka matlab ya hai kay currency news kab kab or kya atin hain. hamain trade kartay hoye news ka boht khyal rakhna chaye, or ya news hamain instaforex key main web site par aram say mil jatin hain.
                      • #26 Collapse

                        forex calender bohat zyada zaruri hai daily basis per forex calender k zariye aap ko news ka pata laghta hai aaj ye main economic event hai aur aaj ye hona hai uss calender per important events ka impact timing wghaira mojood hota hai uss sa aap data ka wait kr k uss ko analyse kr k phir apni market main trading positions open kr sktay hain.
                        www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                        :1f609: and get free signals 90% accuracy
                        Add me on skype furqan.ramey
                        • #27 Collapse

                          Re: Calender in forex

                          Forex ka calendar ap ko easily Instaforex ki website se be mil jaye ga or ap us ki base pay apni strategy ko set kar sakty hain weekly set karain ya monthly depend ap pay kar sakta hai or calendar pay news ko daikhain tu ap ko andaza ho sakta hai koun c trade kab or kaisy ki jaye
                          • #28 Collapse

                            Re: Calender in forex

                            Forex calendar bahut best Hai isase fundamental ki maloomat milti hai aur Delhi ke fundamental dekh lene se market mein sports aur resistance Ko Dekhkar trading ki ja sakti hai is se achcha profit PSA rota Hai aur stoploss lagaane se big loss Savage sakte hain trading main daily fundamentals aur technical analysis ke sath hi trade karni chahiye
                            • #29 Collapse

                              Re: Calender in forex

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hina232
                              Dear friends ma Senior member sa ya Puch na chata hu ka ya calendar ha kaya is ki forex ma kaya ahmiyat ha is calendar ka forex ka sat kaya link ha
                              Forex main jis pair pay trading karty ho ap us pair ki news ati hai like us ki economy kitni achi hony wali hai or kitni buri tu usi ki base pay news calendar bana hota hai kay ap ki currency ka jo pair hai us ki economy ki news kub release hogi tu usi base pay major currencies ka calander banaya jata hai jis main trader asani se daikh sakta hai kay kon kon c news ayae gi or un ka kiya impact hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Calender in forex

                                Economic calendar ko dekhna aur us par kam karna bahut jyada jaruri hai jab tak aap economic calendar bar Kam Nahin Karenge tab tak aaega nahin kar sakte Forex Mein economical calendar bahut jyada jaruri hai economic calendar se Hamen Maloom ho sakta hai ki kya major economical changes expected Hai yah economical Koi greetings Hai yah Jeene Ki vajah Se Koi trading in hens ho rahi hai yah Kisi bhi Mulk ke Darmiyaan Mein relationship increase ho rahe hain to yah sab chijen economical calender per mil sakti hai economical calendar hamare pass maujud Hona chahie aur Hamen Har mahine Har de uske andar dekhna chahie kaun se minutes and meeting sign ho rahe hain kaun se memorandum sign ho rahe hain jansena share Forex trading per asrat Honge balke Achcha profit kamane ka bhi mauka mil sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X