Petroleum RS mai utaar charhao

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mere bhai mujhe to is rsi indicator k bare mein ziada ilm nahi hae magar mujhe itna pata hae k ye koi indicator hae jo forex trading mein kafi muavin sabit ho sakta hae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      bhai jan men forex trading busienss men new enter hua hn mery pas forex trading busienss men oil ka zayada knowledge nahi hy men sirf gold ki trade krta hn or gold ka mery pas knowledge hy men oil men zayada interest nahi rakhta is liy men is bary men ap ko koi knowledge nahi sy sakta ky petroleum ka kia effect hota hy
      • #33 Collapse

        ye forex ki market is ly risky kahi jati ha kuek is mi ups and dawn ahty rehty hien and sometime iysa bhi hota ha ke koi achi tarde jo ke profit ki tarf ja rahi hoti yakdu um mi change ahti ha and tarder ko loss start hi jata ha isi ly is business mi stop loss and take profit ka use kia jata ha.
        • #34 Collapse

          dear friend me samajhta hun ke har mulk petrolum masnooat ke rate mein utaar charhaao ek jaisa nahi hota hai balke kisi mulk mein iss ka rate up jaata hai to kisi mein down jaata hai
          • #35 Collapse

            petrolum k rs may aj kal bt zyada utaar ayaa hvaa haa ye utaar kafi arsy bad ayaa haa or is may bht sy logo ko loss aa gyaa haa is par trade nhi krni cahye
            • #36 Collapse

              YEH PEtrolEum Masnoaaat Pakistan KI he PEtrol Pai Valued hai Ya NAhin Kyaw Koi bataeygaw Please BatadeiN K Yeh Jo MEta Trader 4 ye Jo b Hai Is mai Petroleum ............. Internatioonallly Related hai ya Pakistani Value se related! .....
              • #37 Collapse

                Petroleum RS mai utaar kis trhan hum charhaen aap mujhay is baray main btao aap kia kehna chahtay ho aap kay kehnay ka mtlb kia hai agr aap ki baat achi hogi to mai zaroor follow kroonga.
                • #38 Collapse

                  il b zabardast commodity hai jis pr trader apni knowledge ki base pr trading krtay hai or profit or loss earn krtay hai.Oil or gold pr trading krnay k liye minimum 1000$ jitna balance zroor hona chahiye Q k itnay balance k sath trader acha money management calculate kr skta hai or account ko wash honay say btcha skta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #39 Collapse

                    app nay theek suna hai jab bhe crude oil ki price forex market main increase ya decrease 5 say 7 dollar per barel kerti hai to pher humery paskistan main bhe price main utar ya charhao us k mutabik hota hai
                    • #40 Collapse

                      petrol k rate barhne aor kam hone ka asar sirf petrolatum proucts pe nahee hota hai balk poori maeeshat pe is ka asar hota hai hamaari roz marra ki life affect hoti hai kiu k petrol mehnaga hone se har cheez k amado raft k ikhraajaat barh jaate hain jis ko un cheezo ki qeemat main add kar dia jaata hai is tarah se mulk main mehngai barh jaati hai
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                        app nay theek suna hai jab bhe crude oil ki price forex market main increase ya decrease 5 say 7 dollar per barel kerti hai to pher humery paskistan main bhe price main utar ya charhao us k mutabik hota hai
                        ge bhai crude oil mein rozana price mein increase aur decrease hota rhta he aur hmein es bare mein information hone chahe keh kes waja se crude oil mein price up down hote he aur hm apne trading mein market ke sahih utart charaho ko smjh kr apne trading crude oil mein krein aur hm apne trading mein sahih information jb rkhte howe apne trading krein ge hmein acha profit mile ga
                        • #42 Collapse

                          yes petrolium kisi bhi country me mehngai me izafa or kami ho sakhti he
                          • #43 Collapse

                            Asslam o alikum..!
                            g bilkul petroleum ki waja se b aik country ki maali halat thk b hoskti hai or khrb b, q k ziadatar jo petrol ata hai wo dubai ya saudia wali side se ata ha, jesy k m pakistan se hn yaha b petrol ki waja se bht hangamy or musibty hoti ha,
                            • #44 Collapse

                              Curd Oil market ki movement kafi zaida hoti hai or es ko bhout risky samaj k trade karain. Up and downs tu market ka hisa hai. Ap es keleye apny analysis jis kadar strong karo gay ap ko acha profit ap ki trade se mil sakta hai or ap acha earn kar sakty ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear jaha tk mujhe knowledge hai main ap ke sath share krta chalo oil ki market sare country's per depend krta hain ager international market per oil ke price up ya down hoty hai tu duniya ke country's main bhe is ke hesab se price up or down hoti rehti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X