most imortant news jin ka market per acha asar hota hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    han g yahe ha jo market pe kafe effect dalte ha forex pe woh netacha
    intrest rate
    unemploymnt
    NFP
    gdp
    etc
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee
      • #108 Collapse

        yes ye tamaam datas ye tamaam news market pe bohat effective hain khaas kar fmoc report nonform payrolls jasi news ka tou market pe had se zyada asar hota hay humain inn sab news ko har surat dekhna chaiye
        • #109 Collapse

          Dost app nay acha news humery sath shar ki hai our jab bhe ye data jes bhe pair main release ho raha ho to us main app sab ki trades close honi chahin other wise ap ko loss huge ho sagta hai our app ka account bhe wash ho sagta hai
          • #110 Collapse

            Mery bhae app nay kafi high results dinay wali news humery sath share ki hain our jo fundamental analysis k oper trading kerty hain to pher wo us say acha profit earn ker sagty hain
            • #111 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
              unemployment rate
              nonfrum payrools
              ism manufaturing index
              retail sales
              interest rate decision
              services pml
              trade balance
              core retail sales
              in news ko zaroor follow karo in ka market per bohat acha asar parta hain market kafi points tak mover kar jayti hain
              ap jis pair pay trade karty hain un ki daily basis pay news ati hai or high impact news ko ap 1 week pehlay learn karna shoro kar dain es tarha yeh hoga k jis din news hoti hai ap easily apny analysis ko final kar k apni trade kar sakty hain or ap news k time b trading kar k acha profit bhout he kaam time mai earn kar sakty hain or long term k leye b news ko daikha jaye tu es ky kafi achy asrat hoty hain market pay .
               
              • #112 Collapse

                tamaam kisam ki news ka har haal mei asar hota hay unployment change aur eur ECB press conference ka bohat he zyada asar hota hay market mei phir FOMC statement ati rehti hay koi 3 months bad uska bhi behad asar hota hay market pe ap inn news ko ignore nahe kar saktay
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #113 Collapse

                  g bilkul in se humari trading per impact perta he ager hum in points ko daikh ke kam karay to hum axha profit kma sakhtay he
                  • #114 Collapse

                    bhai mere khayals e to nfp ki new sab se zyada ipoirtant hoto hn vrna press conference ya fed ki meeting hoti hn osse bhi market pr effect prta hn baqi sari normal effect ki new hoti hn :)
                    • #115 Collapse

                      ge han bhai hmein apne market ke sb news ko dekhna chahe aur hmein lazme hota he keh hm market ke important news ko lazme dekha krein aur forex trading mein jo ahm news hote hien woh market pr boht asr dalte hein aur important news ke waja se trading market mein teze ate he aur hmein lazme market ke news ke impact ko smjhna hota he aur phr hm ne apne trading market mein order lagana hota he
                      • #116 Collapse

                        news bht importance rakhti hain market trading k lie humainm chaie time to time news ko check kartay rahain insta forex k page py news anylysis update huti hain waha sy b humain help mil sakti hay aur fb ki page sy b humain bht si guidance milti hay
                        • #117 Collapse

                          sari news hi imp huti hain mjy gold ki news khas lagti hain aur euruusd usdjpy ki news b bht accurate atti hain to main unko daik k hi apni trading karta hon news sy humari trading bht asan hujati hay hum aram sy trade karlety hain news ki waja sy humain order place karnay main b asani huti hay
                          • #118 Collapse

                            takreban har new market par koi na koi impact dalti hai ya tu ab news daikh kar he andaza kea ja sakta hai kay us nay market par kaisa asar dala hai, dosara ya kay hamesha high impact news hey market ko taiaizi say move karti hai kisi aik direction main ya direction change karnay main madad deti hai.
                            • #119 Collapse

                              g bilkul aap sahi kah rahay ho ye key economic events hain in ko follow kr k hi hum market ki direciton maloom kr sktay hain aur apnay liye signals bna kar market main trading kr sktay hain aur iss sa achi khasi earning kr sktay hain tab hi hum market ki direction ka sahi andaza kr sktay hain.
                              www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                              :1f609: and get free signals 90% accuracy
                              Add me on skype furqan.ramey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Re: most imortant news jin ka market per acha asar hota hain

                                G ha ap ka ya question bohat acha ha ka new s ka forex ma role kaya ha ya ma Senior member s sa Puch na chata hu ya news forex ma bohat aham kirdar ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X