AUD/USD ka dynamic pricing behavior real-time mein dekha ja raha hai. Envelopes indicator ke mutabiq, AUD/USD pair mein 50 se 60 points ka upward move hone ka imkan hai. Pair ne 0.6591 support level ke upar consolidation kiya hai aur is waqt 0.6610 par trade kar raha hai. 0.6654 resistance level tak ka rasta clear nazar aa raha hai. Yani AUD/USD ka current level 0.6610 se 0.6654 tak barhne ka imkan hai. Yahaan ya to breakout aur mazeed growth ka chance ho sakta hai ya phir resistance level par reversal ho sakta hai. Lekin significant developments ka intezar kal US mein 15:30 par aane wali inflation news ke baad hoga. Us waqt tak, pair 50 points aur aage barh ke 0.6654 ko touch kar sakta hai.
Daily chart par, ek interesting pattern ubhar raha hai. Price ne 1/14 angle se rebound kiya hai aur ab 0.6621 ke 50% resistance level ke qareeb hai. Agar bulls mazid taqatwar rahe, to agla target 1/22 angle ho sakta hai jahan bears apni resistance ko mazid intense kar ke control dobara hasil karne ki koshish karenge. Daily chart par pair ne teen din se sideways trade kiya hai aur aaj bhi sideways movement ho rahi hai. Dekhna ye hai ke yeh trend barqarar rehta hai ya phir koi tabdeeli nazar aati hai. Technical analysis ke mutabiq, sab indicators bullish outlook ka ishara kar rahe hain: moving averages, technical indicators, aur overall recommendations sab buying ki taraf ishaara kar rahe hain. Magar humein ehtiyaat baratni chahiye aur in signals ko verify karna zaroori hai. Aaj ki news mein US se kuch negative updates aayi hain, jismein weekly crude oil inventories ka release bhi shamil hai. Australian news bhi negative thi, magar mazeed significant updates ka imkan nahi. In sab ko madde nazar rakhte hue, umeed hai ke pair sideways trend mein hi rahega. Sales 0.6601 ke support level tak pohanch sakti hain jabke buying 0.6626 tak barh sakti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим