GBP USD ANALYSIS AND TRADE IDEA :
GBP USD k daily time frame mein buyers ke aik lambhi aur bari fresh move k bad market range mein ja chucki hai aur es time
market range k bottom pe hai jahan s market k uper jane k chances bahot zayada hein.
GBP USD DAILY CHART :
GBP USD daily time frame mein buyers ke aik lambhi aur bari fresh move jo k 1.1759 s shuru ho kr 1.2293 pe khtam hoi hai us k
bad s market range mein chali gai hai aur range 1.2293 s shuru hoti hai aur 1.2005 pe ikhtamam pazir hoti hai. Range k bottom pe
aik achi bullish candle bani hai jo k es bat ka ishara krti hai k market k uper jane k chances zayada hein aur dosri wajha fresh aur
bari bullish move hai jo k buyers ko mazbooti s support kr rahi hai.
Aur fundamentals b buyers ke support mein hein kyun fed ka interest rate itna tezi s aur itna zayada increase krna, inflation k out of
control hone ke wajha ban sakta hai aur investors k andar aik khauf mojood hai k fed inflation control nai kr paye ga jis ke wajha s
strong bullish move k chances bahot zayada hein aur gbp ke economy reports b achi ayi hein jis ke wajha aik achi bullish move
dekhne ko mil sakti hai.
CHART KE WAZAHAT :
BUY ENTRY POINT :
Uper diye gaye chart k mutabiq GBP USD BUY trade k liye entry point 1.2000 s le kar 1.2090 tak hai matlb market kisi b jagha ho
in points k darmiyan tu buy k liye entry le ja sakti hai aur bahot zayada acha entry point 1.20000 s 1.2050 hai matlb agr market in
points pe ya in k darmiyan ho tu entry aur b zayada achi ban jati hai buy k liye.
STOP LOSS LEVEL :
Stop loss ka level 1.1960 s l 1.1995 tak lagaya ja sakta hai matlb agr buy trade entry point 1.2000 s 1.2050 k darmiyan hai tu stop
loss 1.1960 best hai ya thora sa es s neeche aur agr entry point 1.2050 s above hai tu 1.1960 s 1.1995 k darmiyan best hai lkn
save stop loss tab b 1.1960 ya thora es s neeche hai. Stop loss 1.1995 pe ya 1.1960 s uper ho tu ye thora sa aggressive ho ga jabk aggressive stop loss risky hota hai aur hit hone k chances thore zayada hote hein.
TAKE PROFIT :
Pehla profit jo k TP1 kehlata hai wo 1.2150 ya thora es k uper neeche hona chahiye jab market es TP1 k area mein paunch jaye tu aik khas amount ka profit TP1 pe le kar baqi trade ko break even kr dena bahot munasab hai matlb stoploss ko wahan adjust karen jahan s trade open ke the. Aur agr trade TP1 s wapas a kr break even ko hit nai krti aur uper jati hai doosre profit level jo k TP2 1.2255 hai ko hit krti hai tukuch mazeed trade s profit nikal kr trade ka stop loss TP1 pe adjust kr dena munasib hai aur yahan s market k reverse hone k bahotzayada chances hein kyun k ye range ka top point hai aur agr market yahan s reverse nai hoti tu TP1 wale stop loss tak aur TP2 karea ko break kr k uper jati hai tu phir kafi chances hein k ye market TP 3 ko jo 1.2430 s 1.2460 hai us ko hit kar sakti hai.
DISCLAIMER :
ye sirf aik trade idea hai aur knowledge sharing hai. Ye financial advice nai hai. Es tarde s kisi kisam k loss ka mein responsible aur
liable nai hon. Es idea pe trade lene s pehle ap apni research karen aur apne financial adviser s mashwara len. Kyun k FOREX
MARKET bahot risky hai es mein ap apni sari investment loss kar sakte hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим