سلور
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: Silver

    Silver Price Technical Analysis:


    H1 Time Frame pay aj Silver pair price Market Open honay k sath upward movements ko start kar chuki hai, chart pay price Last Friday say he 21.44 Pivot point line ko buy breakout kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k kareeb buy signal ko show kar raha hai. OSMA Indicator chart pay Already he upward ka signal show kar raha hai. Agar current position upward movements ko jari akhty hai to chart pay price ka target ooper 21.90 aur phir usk baad price mazeed 22.05 resistance zones ho saktay hain.

    Agar Hourly chart pay Silver pair price rebounds hoty hai, aur sath pivot point line k sell main breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances hain jiska target neechay 21.30 aur phir usk baad price mazeed 21.14 support sectors ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price central point line ko buy breakout k baad bullish movements ko start kar chuki hai, jiska target ooper resistance levels ho saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	70.0 کلوبائٹ
ID:	12452351



    H4 Time Frame Technical Analysis:


    Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	61.9 کلوبائٹ
ID:	12452352


    H4 Time Frame pay aj Silver pair price Market Open honay k sath upward movements ko start kar chuki hai, chart pay price Last Friday say he 21.44 Pivot point line ko buy breakout kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper buy signal ko show kar raha hai. OSMA Indicator chart pay Already he upward ka signal show kar raha hai. Agar current position upward movements ko jari akhty hai to chart pay price ka target ooper 21.90 aur phir usk baad price mazeed 22.05 resistance zones ho saktay hain.

    Agar H4 chart pay Silver pair price rebounds hoty hai, aur sath pivot point line k sell main breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances hain jiska target neechay 21.30 aur phir usk baad price mazeed 21.14 support sectors ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price central point line ko buy breakout k baad bullish movements ko start kar chuki hai, jiska target ooper resistance levels ho saktay hain.


    Shukrya.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: Silver

      Silver Price Technical Analysis:



      Hourly Time Frame pay kal Silver price 20.80 pivot point line ko buy Breakout k sath upward movements k sath continues rahi, laikin ab price chart pay kuch sell price corrections kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels k neechay price ko oversold show kar raha hai. OSMA Custom Indicator bhi chart pay same signal show kar raha hai. Agar current position bullish movements ko jari rakhty hai to chart pay price ka target neechay 21.18 aur phir usk bad price Mazeed 21.35 Resistance zones ko test kar sakty hai.

      Agar Hourly Chart pay current price Rebounds hoty hai, aur sath Pivot point levels k sell main Breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target neechay 20.65 aur phir usk bad price Mazeed 20.48 Support sectors ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price ka Main Trend buy ka hai, aur sath price 50, 100 Simple Moving Averages k bhi ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai.


      Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	51.0 کلوبائٹ
ID:	12454241

      H4 Time Frame Analysis:




      4 HoursTime Frame pay agar ham Silver price ko analyzed kartay hain to kal Silver price 20.80 pivot point line ko buy Breakout k sath upward movements k sath continues rahi, laikin ab price chart pay kuch sell price corrections kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels k neechay price ko oversold show kar raha hai. OSMA Custom Indicator bhi chart pay same signal show kar raha hai. Agar current position bullish movements ko jari rakhty hai to chart pay price ka target neechay 21.18 aur phir usk bad price Mazeed 21.35 Resistance zones ko test kar sakty hai.

      Agar H4 Chart pay current price Rebounds hoty hai, aur sath Pivot point levels k sell main Breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target neechay 20.65 aur phir usk bad price Mazeed 20.48 Support sectors ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price ka Main Trend buy ka hai, aur sath price 50, 100 Simple Moving Averages k bhi ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai.


      Shukrya.
         
      • #93 Collapse

        Re: Silver

        Silver Overview
        Hello dosto kesy ho ap sab? Umeed hai ap sab thk hon gy aur is week ky 2ry trading day ko enjoy kr rhy hon gy. Aj Tuesday hai ager hum pichly week ka overview dekhain to week k shuru me Silver aur Gold bht ziada sell me aye laikn akhri 3 dino me Silver me kuch growth dekhny ko mili umeed hai ap Silver me Sell se faida uthaya ho ga.
        Silver D1 Analysis
        Kal Silver aur Gold bht ziada Sell hoay hn aur is wakt Silver almost 20$ py trade kr rha hai mujhe yaqeen hai Market aur Ziada nechy giry ge almost 100 to 200 pips nechy ja sakti hai q k USD overall strong ja rha hai. Main ne Silver ko D1 me Order Block ki basis py entry area draw kia hai jesa k ap chart me dekh sakty hn k Silver kq 18 se ly kar 19 tk acha Buying area Draw kia hoa hai q k is area me bht ziada Buy k pending order pary hoay hn aur ye area Buy Order Block bana hoa hai islye main apko recommend kron ga ap Market ka intazar kren aur jesy hi Market is Order Block waly area me aye ap tab Silver ko Long Term me Buy kr sakty hn. Ye aik long term trade hai jiski entry 19.00 hai Stop loss 18.00 hai aur Take profit almost 350 pips hai Jo k 22.50 banti hai. main ne is Order Block me pending Order laga hai dia hai umeed krta hon is week meri Trade active ho jaye ge.
        Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-08-16-37-52-34_a068875e8d70110f8d1ec48729c67374.jpg
Views:	1
Size:	593.6 کلوبائٹ
ID:	12456717
        • #94 Collapse

          Re: Silver

          Silver Price Technical Analysis:



          Silver Price Hourly Time Frame pay 20.22 Pivot point line k under Last week say he running kar rahi hai. Graph pay Stochastic Custom Indicator 20 levels k neechay confirm sell ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator chart pay normally signal show kar raha hai. Agar current price downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka Target neechay 19.88 aur phir usk bad price Mazeed 19.68 Support zones honay k chances ban saktay hain.

          Agar current position bounced hoty hai, aur sath Pivot point line k buy main Breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target ooper 20.43 aur phir usk bad price Mazeed 20.60 Resistance levels honay k chances hain. Mairy Predictions k hisab say price ka Major Trned down hai aur sath price central point levels k bhi neechay Movements kar rahi hai, jiskay ziada tar chances Support zones ko test karnay k ho saktay hain.



          4 Hours Graph Technical Analysis:



          Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	51.9 کلوبائٹ
ID:	12456799

          Silver Price Agar ham 4 Hours Time Frame pay Analyzed kartay hain to price 20.22 Pivot point line k under Last week say he running kar rahi hai. Graph pay Stochastic Custom Indicator 20 aur 80 levels k center main confirm sell ka signal crossed over k sath show kar raha hai. OSMA Indicator chart pay normally signal show kar raha hai. Agar current price downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka Target neechay 19.88 aur phir usk bad price Mazeed 19.68 Support zones honay k chances ban saktay hain.

          Agar current position 4 Hours chart pay bounced hoty hai, aur sath Pivot point line k buy main Breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target ooper 20.43 aur phir usk bad price Mazeed 20.60 Resistance levels honay k chances hain. Mairy Predictions k hisab say price ka Major Trned down hai aur sath price central point levels k bhi neechay Movements kar rahi hai, jiskay ziada tar chances Support zones ko test karnay k ho saktay hain.


          Shukrya.
             
          • #95 Collapse

            Re: Silver

            Technical analysis of silver

            dear friends aj ham silver ky bary main bat karen gay silver aik asa metal hai ju gold ky sath movement karta hai jis tarah gold main movement hogi usi tarah say silver main bhi movement hogi is lie ap ko ager silver ky analysis main sell lagta hai tu gold main bhi selling hogi aur ager gold ap ko bulish lagta hai tu silver main bhi koi asa pattren ban raha ho ga jis main market bullish hogi is lie ap ko aj silver ky bary main technical analysis karny ko mily gay.
            kal news ki vajah say doller strong hoa hai jis say silver aur gold dono hi down side agy hain ab aj ky din main is main mazeed selling dekh sakty hain mager kuch retarcement ky bad hi ham is main selling dekh sakty hain kyon ky jab bhi market main aik tarf movement hoti hai tu us ky bad market ny correction karni hoti hai usky bad hi market apna trend jari rakhti.

            silver chart

            Click image for larger version

Name:	ss.png
Views:	1
Size:	32.4 کلوبائٹ
ID:	12456845

            dear forum mates ap mere silver ky chart main dkeh sakty hain kal silver nay apni major support ko break kar diya hai aur wo ab resistance ban chuki ha ju ky main storng resistance ky name mentions ki bhi ki hoi hai jis ki price 20.374 sy lay kar 20.480 hai yeh area aik strong resistance ban chuka hai aj is main ager ap sell laina chahty hain tu ap ko is area main koi selling setup chahye ho ga ager is area main koi bearish formation banti hai tu ap yahn say sell lay sakty hain aur mazeed is main selling dekh sakty hain same chart as hi gold ka bhi hai gold main bhi same hi analysis hain ap dekh bhi sakty hain dosri side ager ham news ki bat karen tu doller weak hone ki forecast hoi hai jis main silver up jayga aur apni resistance ko lazmi touch kare ga aur uss ky bad hi ham candle ky closing hone par faisla kar skaty hain ky ham is main selling karen gay ya buying ager yeh resistance area break hota hai tu market apni 1 resistance ja sakti hai ju main nay resistance 1 ky name say mention bhi ki hoi hai jis ki price 21.137 hai.
            mujhe umeed hai ap ko mere analysis samjh main aa gaiy hogy aur ap ko aj ka din ka aik acha setup mil giya hoga.
             
            • #96 Collapse

              Re: Silver

              Daily technical over look



              Silver price on Rebounce karki wapis breakout ki base pe 20.60$ se Move kar rahi hai. Aur iski movement 21.00 $ se 80% trader bullish trend ko support kar rahi hain. Kyunki 60% market buy support kar rahi hai. 22. 90$ silver ki price Ko Dekhkar Ham prediction karte hue analysis break out ki buniyad per forecast kya kia ja rahe hai. Silver price 25$ prediction ki jarhi hai. Kyunki traders 25$ tak CPI news pe outlook dekh rahey hain. Daily ke time frame se prices 22.00$ bullish trend ko identify kia jaraha hai 23.90$ Se price movement per command hasil ki jasakte hai.

              Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230311_204306.jpg
Views:	1
Size:	365.5 کلوبائٹ
ID:	12457342


              • jab gold price apni position pe aaegi tu silver ki movement bhi strong bulls trend main hugi.


              H4 technical analysis Silver Price




              Percentage ko madanazar rakhte huwe trade li jati hai. Market swing trend ko follow karte huwe trade li jati hai. 20.80$ se moved ko strong trend ki bunyad pe trading business Creation silver ki base pe hurahi hai. H4 technical overlook main breakout huraha hai.

              Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230311_204236.jpg
Views:	1
Size:	258.8 کلوبائٹ
ID:	12457343


              Monday ko CPI FOMC ki news ne impact dala hai.56% se silver price 23.00$ pe chart main CPI news attand hurahi hai. 22.00$ Se market silver aur gold ki movement per munhasir hai. Asi price per opened hurahi hai jab monday ko market apni position per command hasil karey gi tu analysis ki base pe movement hugi. Technical overlook ek sarmayakari ka behtareen experience hai.


              • Silver price gold ki price ki directly proportional hai.
                 
              • #97 Collapse

                Re: Silver

                Silver forecast and overview
                hello dear friends and forum mates aj main ap ky sath silver ky bary main analysis share karon ga aur sath sath is main overall movement ka jaiza bhi longa jis say ap ko market ki complete movement ky bary main aj ky din ka pata chal saky ga silver pair pair aik asa pair hai ju gold ki movement ky sath sath move karta hai matlub jesy gold move hota hai wesy hi silver bhi same hi move karta hai friday ky din doller ki negitive news any ky bad gold aur silver dono hi up sided movement main rahy kyon ky yeh doller ky opposite movement karty hain.

                aj jab bhi market open hoi hai tu market main aik gap aya hai jis vajah say wah wo gap refill ho sakta hai aur refill hony ky bad kuch correction bhi ho sakti hai phir ham is main order lay sakty hain main ap ky sath apna chart bhi share karon jis par main nay ap ky lie analysis share kiey hain.

                SILVER CHART

                Click image for larger version

Name:	silver.png
Views:	1
Size:	35.5 کلوبائٹ
ID:	12457674

                dear friends silver ky chart ko ap dekh sakty hain silver iss time apni aik resistance 20.79 ky pas hai aur nechy isky gap bhi ap ko nazer aa raha ho ga market main gap fill hone ku chanses ziada hoty hain mager is ap trade karna thora risk hota hai is lie ham mazeed wait karen aur sahi time py apni trade lay gay.silver ki pehli support live 20.35 hai aur dosri support bhi isi ky pas hai ju ky 20.23 hai aur beach main,main ny aik green area insert kia hai ky is area main ap ny kou bulish formation dekhni hai yahn pay ap ko koi buy ki rejection mil sakti hai aur ap buy kar sakty hain.

                dosry scenario main ager market iss area main nahi ati hai tab ap iski current wali resistance break hone say bhi buy kar sakty hain ju ky 20.79 hai.

                trade entry point

                buy above 20.79

                take profit 21.15

                stop loss 20.50
                   
                • #98 Collapse

                  Re: Silver

                  silver takneeki tajzia:
                  hello, aap kaisay hain is haftay silver market mein bohat achi taizi dekhi gayi hai. guzashta haftay, chandi kamzor se 19. 85 par chali gayi aur 20 se oopar hogayi. jummay ki nfp report ke baad, Amrici dollar kamzor sun-hwa aur 104 se neechay agaya. is ki wajah se chandi mazboot hui aur 20. 50 se oopar gayi. is haftay bazaar khilnay ke baad chandi ki market mein mazeed mazbooti dekhi gayi hai. kal rozana chart mein, chandi 21. 80 tak mazboot hui aur mazboot taizi ka rujhan peda karne mein kamyaab rahi. fi al haal, chandi rozana chart mein 200 adwaar se ziyada trade kar rahi hai. is waqt, chandi 21. 55 tak gir gayi hai jis se rozana chart mein mandi ki mom batian peda ho rahi hain. fi al haal, chandi Amrici dollar ke dabao mein hai. agar Amrici dollar mazboot hota hai to chandi mazeed kamzor ho sakti hai. lekin agar Amrici dollar mazeed kamzor hota hai to chandi apni taizi ki harkat jari rakh sakti hai .
                  H4 time chart:
                  agar hum h4 time frame ke mutabiq chandi ki market ka tajzia karen to chandi 21. 86 tak
                  mazboot honay ke baad 21. 55 tak gir gayi hai. chandi fi al haal h4 mein 200 adwaar se neechay trade kar rahi hai. chandi ne ab aik mazboot mandi wali shaam banai hai. agar is waqt 21. 50 ke baad 21. 30 ki support toot jati hai to chandi mazeed kamzor ho kar neechay gir sakti hai. lekin agar upper 22 toot jata hai to market mein mazeed mazbooti dekhi ja sakti hai. is waqt, cci isharay farokht ka ishara day raha hai. mere khayaal mein is waqt qaleel mudti ko chandi ke tor par farokht karna behtar rahay ga .

                  منسلک شدہ فائلیں
                  • #99 Collapse

                    Re: Silver

                    Silver Price Technical Analysis:
                    Pay aj Silver pair price for H1 Time Frame The market opened with upward momentum, and the price is shown on the chart. According to reports, the pivot point line at 21.44 was broken last Friday. Chart's purchase signal is shown at 80 levels by the Stochastic Indicator. Paying OSMA Indicator chart He has already shown an upward indication. If the present rising trend continues, the chart's price objective will be at 21.90, while the price's resistance levels will be at 22.05 and 21.90, respectively.

                    If the price of the Silver pair on the hourly chart rises and the pivot point line breaks out to the downside, then there is a risk that the price will drop and move towards the target price of 21.30 or the 21.14 support level. According to Mairay Analysis's hisaab, the price central point line's purchase breakout signalled the beginning of a bad bullish movement with the objective of higher resistance levels.

                    SILVER CHART

                    lovely friends Silver's current chart shows a positive trend. Silver is currently at a resistance level of 20.79 and there is a gap that needs to be filled in order for the market to move in the right direction. While this is the case, traders should wait to enter trades until the right time. silver ki pehli support live 20.35 hai aur dosri support bhi isi ky pas hai ju ky 20.23 hai aur beach main,main ny aik green area insert kia hai ky is area main ap ny kou bulish formation dekhni hai yahn pay ap ko koi buy ki rejection mil sakti hai aur ap purchase kar sakty hain.
                     
                    • #100 Collapse

                      Re: Silver

                      weekly forecast on silver

                      helo forum mates happy weekend mujhe umeed hai ap ka weekend thek guzar raha ho ga aur trading say farig ho kar rest bhi kar rahy hongy aj ham silver ky bary main apne analysis karen gay aur yeh dekhen gay ky silver next week kis tarah say move kar sakta hai aur aur try karne gay ky silver ny ju bhi next week main movement karni hai wo kahn tak ho sakti hai silver aik asa pair metal hai ju gold ky sath movement karta hai ager ham yeh kahen ky 10 percent hi silver gold ky sath sath movement karta hai tu yeh bat bhi galt nahi ho sakti hai aur apne silver ky chart ko dekhen gay aur gold ky chart ko dekhen gay tu movement same hogi main ny bhi isko achi tarah say note kia hai isi lie ap ky sath yeh knowledge share kar raha houn ab ham silver ko chart par dekhen gay aur analysis karen gay ky kis tarah

                      silver chart h4 time frame

                      Click image for larger version

Name:	silver.png
Views:	1
Size:	36.3 کلوبائٹ
ID:	12458579

                      silver chart main ne h4 time frame par analysis kia hai ap dekh sakty hain sab sy pehle silver pair ny trend change karty hoay trend line ko break kia hai aur hamen yeh pehle confirmation di hai ky silver ab trend buy main ja sakta hai iss ky bad is ne apni aik major resistance ko bhi break kia hai ju main ny red line ky sath mention kia hai 21.90 uski price hai ap sdekh sakty hain yeh resistance bhi sath hi break hoti hai aur hamen yeh 100 percent hi confirmation mitli haiky ab silver mazeed buy ja sakti haia aur ap apna target next resistance rakh sakty hain ap dkeh sakty hain silver ab apni next resistance ko touch karny ky lie ja raha hai iski next resistance 22.829 banti hai aur yeh touch bhi ho sakti hai ager yeh test hone ky bad break ho jati hai tu ap phir ssay isko buy main dekh sakty hain aur iski next resistance aur last high tak iss ko buy kar sakty hain ju ky 24.55 banti hai next week ki movement bullish hone ky 99 percent chanses hain kyon ky gold ka trend bhi buy ka hogea hai shuru aur silver bhi usi ky sath movement karen gay silver main bhi hamen buy ki formation mil rahi hai jis say ap ne next week is ko buy trend main dekhna hai.

                      mujhe umeed hai ap ko next week ki complete move ka idea ho gea hai ho ga silver main analysis karne ka aik faida yeh bhi hai ky iss ky sath sath ap gold main bhi asy hi trade kar sakty hain aur ager ap ko gold ka koi signal milta hai tu ap ko wesy hi silver bhi same hi move mil sakti hai tu ap is say faida utha sakty hain aur acha profit earn kar sakty hain.
                         
                      • #101 Collapse

                        Re: Silver

                        Silver technical analysis and forecast,


                        Silver ki price qadre mandi ka tasub zahir karte hai, tezi ki rujhaan ko jari rakhney ke lye imqanat ko taqweet deney aur apney ahdaf ko hasil karney kelye mazeed musbat,raftaar hasil karney ki muntazir hain, jo 23.13 se shorow hutwy hain, aur pechle satah ko aboor karney ki bad 23.05 tak barhatey hain. Aam tour par tezi ka rujhaan us waqat tak durusut rahey ga jab tak ki 21.40 ko tour kar esay nechay na mutwaqa tezi ki EMA 50 rakha jae, aj kelye mutwaqa tijarti had 21.50 support aur 22.40 Muzahmat ki darmiyan hai. Aj ka mutwaqa rujhan bullish trend hai.

                        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230318_180107.png
Views:	1
Size:	609.5 کلوبائٹ
ID:	12460298

                        Silver ki market aj 22.13 par hamarey pehlay mutwaqa hadaf tak pahunchney kelye wazia tezi ki sath shorow hute hai, par musbat signal miltey hain EMA 50 stochastic aur jo is satah ko aboor karney aur 23.05 par hamarey aglay hadaf ki taraf barhaney ki imkanat ko taqweet detay hain. Islye hum ainda mudat kelye tezi ke rujhaan ki tajveez detay rahey ge, is bat ko madenazar rakhtey huwe ki 21.40 ko torney se mutwaqa izfey ko ruka jaega, aur intra day ki bunyad par izafi mandi ki islah hasil karney kelye qemat par dabaoo dala jaega, aj kelye muwaqa tijarti had 21.50 support aur 22.40 Muzahmat de darmiyan hai. Aj ka mutwaqa rujhan bullish trend hai. Silver ki price 22.13 par hamara intzaar shuda target hasil karney main kamyab rahi, aur wahaan thoos Muzahmat pai, kuch arzi mandi ka tasub zahir karney kelye ye dekhtey huwe ki stochastic wazia tour par musbat raftar hasil karta hai. Qemat ko tezi ki lehar ko dobara shorw karney aur mutzaqra satah ko aboor karney kelye agay barhaney ka intzar kar rahi hai. Aglay ahim hadaf ki taur par 23.05
                         
                        • #102 Collapse

                          silver analiycs Apney Ahdaf's hasil karney's kelye mazeed musbat, raftaar hasil karney ki muntazir hain, jo 23.13 se shorow hutwy hain, and pechle Satah's ko aboor karney ki bad 23.05 tak barhatey hain. Silver's price is currently at a point where it is no longer affordable. Aam tour par tezi ka rujhaan us waqat tak durusut rahey ga jab tak ki 21.40 ko tour kar esay nechay na mutwaqa tezi ki EMA 50 rakha jae, aj kelye mutwaqa tijarti had 21.50 support aur 22.40 Muzahmat ki darmiyan hai. A bullish trend is present in Aj. Silver ki market aj 22.13 par hamarey pehlay mutwaqa hadaf tak pahunchney kelye wazia tezi ki sath shorow hute hai, par musbat signal miltey hain EMA 50 stochastic aur jo is satah ko aboor karney aur 23.05 par hamarey aglay hadaf ki taraf barhaney ki imkanat ko taqweet detay hain. Islye hum ainda mudat kelye tezi ke rujhaan ki tajveez detay rahey ge, is bat ko madenazar rakhtey huwe ki 21.40 ko torney se mutwaqa izfey ko ruka jaega, aur intra day ki bunyad par izafi mandi ki islah hasil karney kelye qemat par dabaoo dala jaega, aj kelye muwaqa tijarti had 21.50 support aur 22.40 Muzahmat de darmiyan hai. A bullish trend is present in Aj. Wahaan thoos Muzahmat pai, kuch arzi mandi ka tasub zahir karney kelye ye dekhtey huwe ki stochastic wazia tour par musbat raftar hasil karta hai. Silver price 22.13 par hamara intzaar shuda target hasil karney main kamyab rahi. Intzar kar rahi hai Qemat ko tezi ki lehar ko dobara shorw karney aur mutzaqra satah ko aboor karney. 23.05 Aglay ahim hadaf ki taur par silver chart h4 time frame Silver chart main ne h4 time frame par analysis kia hai ap dekh sakty hain sab sy pehle silver pair ny trend change karty hoay trend line ko break kia hai aur hamen yeh pehle confirmation di hai ky silver ab trend buy main ja sakta hai iss ky bad is ne apni aikIss and ky sath sath aik faida yeh bhi hai mujhe umeed hai ap ko next week ki full move ka concept ho gea hai ho ga silver main analysis karne ka?
                             
                          • #103 Collapse

                            weekly forecast on silver greeting and good evening dear friends happy weekend mujhe umeed hai ap sab thek hongy aur ap weekend enjoy kar rahy hongy aur apka trading week bhi acha guzra ho ga kyon ky aksar market main ju move hoi hai wo trend ky mutabik hi hoi hai is main kuch bhi asa heran karni wali move nahi thi ju unpridictable ho aj ham silver main weekly analysis karen gay aur yhe bat janny ki try karen gay ky silver main next week ju movement ho sakti hai us main kia ho ga sell ho ga ya buy ho ga jab bhi market main new week start hota hai tu ju movement honi hoti hai wo dono tarf hi honi hoti hai ager privious week main sell ka trend hai tu new week jab start hota hai tab thori see retracement ana hoti hai aur phir say trend shuru hona hota hai is lie yeh bat lazmi apne mind main rakhen is say ap ki trading main kafi acha result ho ga market ko hamesha overall bhi dekhna chhaye aur chart read karna chahye ky market main kia ho raha hai aur kia ho sakta hai. sab sy pehly main ap ky sath apna weekly h4 ka chart chart share karon ga phir us ky bad ap ko details ky sath samjhaon ga ap kis tarah say is main trade fnd kar ky order lay sakty hain aur acha profit hasil kar sakty hain. 4 Hour technical analysis dear friends h4 time frame main ham next week ki pridiction karty hain kyon ky is say next week ki move ky bary main asani ky sath analysis ki ja sakta hai ap dekh bhi sakty hain mere chart par ju main ny ap ky sath share kia hai silver aik up trend main aur main nay channel lagaya hai jis main silver move kar raha hai aur apna up trend jari rakhty hoay ja raha hai monday ko jab bhi market ki opening hogi tu ham is main pehle thori see retracement dekh sakty hain ju ky nechy waly channel ko tocuh kar sakti hai aur wahn pay aik support line bhi hai jahn say silver metal apni support lay kar mazeed buy ho sakta hai wo support level 22.65 aur mazimum 22.54 hai is level say silver reject ho kar buy ki direction main jana shuru kar sakta hai kyon ky ap sakty hain ky is main aik strong buy ka trend chal raha hai ju ziada retracement lainy ky mod main nahi lag raha hai is lie ap is main aik buy ki entery iss level say find kar ky is main acha profit lay sakty hain. mujhe umeed hai ap ko mere silver ky analysis samjh main aa gay hongy shukriya:
                               
                            • #104 Collapse

                              Silver Price Overview: Dear Friends! Silver price Last week say down Trend k bad again bullish trend main changing ho rahi hai, laikin usk sath he price ki ooperly strong Resistance 23.42 levels say price declined k baad confirmations k liye sell ka daily chart pay candle bhi creat karnay main successfull ho chuki hai. Daily chart ko analyzed kartay huway ham is baat ko samjh saktay hain k price yahan say down trend ko again start kar sakty hai, jiskay liye zaruri hai k jab tak chart pay aur retest nai hota hai hamain kabhi bhi chart pay sell ki entry ko open nai karna chaye, q k jab tak chart pay price ka trend up ka hai aur sath pressure finished nai hota hai sell ki entry ko oepn karnay say ham kisi big loss main dakhil ho saktay hain. Dily Time Frame Analysis: Neechay ham Aik Screenshot ki help say chart ko daikh saktay hain k price last week say again bullish movements ko start karnay k baad ooperly Resistance 23.42 levels say declined hotay huway again down k candles k sath clsed hue. Agar current cost yahan say downward movements ko start karty hai to chart pay price ki downward movements ka next target neechay 22.61 Support levels aur phir usk bad price 22.01 aur phir usk bad price mazeed 21.50 Support zones ko test kar sakty hai. Chart pay sell ki entry open karnay say pehlay jab tak price 23.42 levels say confirmations k sath declined ho kar sell ki movements ko start nai karty hai tab tak chart pay sell ki entry ko open nai karna chay. Price ki sell confirmations k liye ham chart pay Stochastic Indicator ko bhi daikh saktay hain k wo bhi chart pay 80 levels k ooper price ko overbought show kar raha hai, jahan say sell ki entry ko open karnay say aik acha reward hasil kiya ja sakta hai. Shukrya.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                SILVER OVERVIEW FOR TODAY hello dear forum mates kesy hain mujhe umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi aur ap instaforex ky sath kafi happy hon gay kyon ky trading karty hoay jitni bar bhi ap ko loss ho jaye ap phir say new bonus mil jata hai jis say phir say ap ki real earning shuru ho jati hai asa koi best broker ap ko kahin or say nahi mil sakta hai is lie is main logon ky sath apna knowledge share karen aur apne analysis share karin aj ky din ham silver metal ko dekhen gay ky ham is main kis tarah say acha signal lay sakty hain forex market main kam karty hoay ap apne jitne analysis simple rakhen gay ap ko utni hi ziada samjh market ki ayy gii kyon ky market ki aik clear picture ko dekhne say market ziada clear hoti hai iss lie ap ko is market main apne analysis simple say simple rakhne chahye phir hi ap ki trade ki accuracy achi ban sakti hai jesa ky ap janty hain silver pair aur gold pair takriban aik hi tarah say move hoty hain jis tara say gold move hoti hai usi tarah say same move silver main hoti hai iss lie ager ap aik ky analysis karen gay toh ap ky lie 2 ky analysis nikal ayy gay aj ham silver ko apne chart main dekhty hain hamen is jaga say achi trade mil sakti hai. SILVER INTRADAY CHART dear friends ager ap silver ky chart ki back history dekhen gay tu ap ko yeh aik buy trend main jata hoa nazer aa raha ha silver ki aj ki support 22.65 aur 22.54 hai aur iski resistance ju main ny trend line lgai hai red line say yeh iski aik resistance hai ju ky aj ky din ki hai is ko ap sirf aj ky din hi asa lay sakty hain silver aj ky din sab sy pehle thori see retracement lay sakta hai apni support tak ju main nay horizental line say mentions ki hoi hain ap dekh bhi sakty hain.. us ky bad ager ap buy karna chaty hain tu iski support ky pas ko koi buy ki formation banny ka wait karna ho ga wahn say ap isko buy kar sakty hain otherwise ager iski support tak market nahi ati ha tab ap trend line ky break hone par aik buy ki trade lay sakty hain aur acha profit earn kar sakty hain.mujhe umeed hai aj ky din ky mere anlaysis samjh main aa gay hongy jis say ap ko kafi faida hoa ho ga.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X