جی بی پی/جے پی وولٹیلٹی: مارکیٹ تجزیہ

No announcement yet.
`

جی بی پی/جے پی وولٹیلٹی: مارکیٹ تجزیہ

Theme: Gbp/jpy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Re: Gbp/jpy

    Gbp/jpy technical analysis,

    Gbp/jpy jodi 158.60 par manfi hadaf hasil karney main kamyab huwe, manfi hamley ke khilaf thoos rukawat bananey aur 161.60 ke kareeb sytle huney kelye nae Rebound banane kelye, qemat kuch zamni utaar charhaoo faraham kar sakte hai, jubke 164.50 bears se nechay ahim istehkaam aur izafi manfi raftar faraham karney kelye ahim isharoon ki koshesh hamain mandi ka jaiza barqarar rakhney ki ijazat dete hai, jald hi 160.20 ki satah ko hadaf bannaney ka intzar kartey huwe, iskey bad 158.60 support par dabaoo ko duhraya jata hai. Aney wali mudat main manfi ko dubara shorow karney ka rasta talash karney kelye line, aj kelye mutwaqa tijarti range 162.30 aur 160.00 ke darmiyan hai, aj ka mutwaqa rujhaan Mandi yani bearish hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230318_142727.png
Views:	1
Size:	485.6 کلوبائٹ
ID:	12460265
    GBP/JPY joday ne bears 164.55 ke nechay naya manfi kareeb faraham karkey stochastic manfi ko hathyar dal kar aur mazboot manfi leharoon ke tashkeel kartey huwe 159.20 ki satah ko choney kelye islahi tezi ke bahali ko nechay utaar MA55 khatam kia. Ye awamil 162.30 par charhaoo ke tawaqo karney aur 158.60 par aglay manfi hadaf ko record karney ki taraf barhney ki manfi kosheshoon ki tehdeed kelye mandi ke taasub ke ke taslat ke samney hathyar dalney ki tasdeeq kartey hain. Aj kelye mutwaqa tejarati range 161.20 aur 158.60 ke darmyan hai. Aj ka mutwaqa trend bearish hai,jodi ne nae musbat raftar hasil karney aur 163.60 tak pahunch kar kuch halya nuksanat ko pura karney kelye nae musbat raftar hasil karney aur islahi tezi ki bahali ke aghaz ko mehsoos karney kelye 50 se uper ki stochastic rally ka faida uthaya,
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Re: Gbp/jpy

      GBP/JPY Technical Outlook:


      GBP/JPY Pair price Hourly chart pay Last Friday say he 160.33 Pivot point areas k ooper running kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper crossed over k sath buy ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay confirmations k sath up ka signal show kar raha hai. Agar current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 161.94 aur phir usk bad price mazeed 162.36 Resistance levels ko test kar sakty hai.

      Agar current cost Hourly Time Frame pay Rebounds hoty hai, aur sath central point line k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 159.62 aur phir usk bad price mazeed 159.20 Support zones ho saktay hain. Mairy Personally Predictions k hisab say price last week say he central point line k ooper movements kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka agla target ooper Resistance sectors ban saktay hain.



      4 Hours Time Frame Analysis:


      Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	54.5 کلوبائٹ
ID:	12460558



      Agar ham 4 Hours chart pay GBP/JPY Pair price ko analyzed kartay hain to price Last Friday say he 160.33 Pivot point areas k ooper running kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 aur 80 levels k center main crossed over k sath buy ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay confirmations k sath up ka signal show kar raha hai. Agar current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 161.94 aur phir usk bad price mazeed 162.36 Resistance levels ko test kar sakty hai.

      Agar current cost H4 Time Frame pay Rebounds hoty hai, aur sath central point line k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 159.62 aur phir usk bad price mazeed 159.20 Support zones ho saktay hain. Mairy Personally Predictions k hisab say price last week say he central point line k ooper movements kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka agla target ooper Resistance sectors ban saktay hain.


      Shukrya.
         
      • #378 Collapse

        Re: Gbp/jpy

        GBP/JPY TECHNICAL OVERVIEW
        hello freinds to kesy ha ap log umeed karta ho k sab khairat se hongay phly analysis ki jo many ap k sath shere kiye thy u ma ap logo ko kafi faisa howa ho ga or next b ais hi hoga inshaallah to aj hum log gbp/jpy k barry ma dicusion kary gye jesa k ap logo ko pta hoga k market aj open hoi ha to market ki movement se bhi andaza lagya jasakta ha market ka rujhan kis janib hoga market ka andaza us waqt lagaya ja sakta ha jb hum expriences kar rhy ho ya phr humy analysis karney ki zarorat karni pary jesa k ap log jantey mery analysis se ap logo ko buhat zyada faida howa hoga insha allah next b mazzed faida hoga to chaly hum log kk rujhan k tarf chalty ha to market upword move kary gii ya phr downword kary gii agr hum log trading k durran jald bazi karty ha to humey nuqsaan ka samna b karna par sakta jesa k nuqsan hum log kaha bardasht kartey ha or nuqsaan ki tallafi aik hi cheez kar sakti ha or wo ha sabr sabr or tahamal ka muzhara kart hoay humay market ko samjhan chaye or market ma trade karni chaye.
        to ma aj aplogo k sath analysis shere karo ga jo k market aj kaha or kesy ja sakti ha


        GBP/JPY K ANALYSIS


        Click image for larger version

Name:	Screenshot_1.png
Views:	1
Size:	41.6 کلوبائٹ
ID:	12460601


        Jesa k ap mery is analysis ko mulahza faramay kis ma ap mery is analysis ma jan saktey ha 160.56 ko kis se break out karney k market ne upword movement karna start kar dya ha or ab wo mazeed upword hi movement dye rhi ha market aj upword hi move kary analysis se to yahi ag rha ha MACD se dekh saktey ha k market upword hi move kar rhi ha jis tarha se resistance line ko sport line ney break karney k bad ab wo resistance line ban chuki ha or wo ab mazeed upper ko hi move kar rhi ha to aj ki is analysis se pta chalta ha market aj upword hi move kary gii jesa k many apko is graph ma b btaya ha smajhanay ki khosish b kar trha ho k hum aj market k sath kis tarha se behave kary to hamy acha profit mil sakta ha market ko samjh kar trade kary gye to humary profit k chances b zyada ho jatey ha mery is analysis k mutabiq resistance line upper hi baney gye jis tarha se market aj behave kar rhi ha.160.01pivot point ma market downword janey chances b ban saktay ha jis tarha se market ma buhat hi soch samjh kar qadam rakhna hota ha or trade k duran or dehan laganey ki zarorat par sakti ha agar hum market ko samjhy gyr to phr hi humy acha befifit frofit mila sakta ha.
         
        • #379 Collapse

          Re: Gbp/jpy

          gbp / jpy h4 time frame


          agar yeh mojoda se fori tor per girnay ka pata chalta hai to is soort main 158.50 ki had tak hadaf karna behtar hoga yeh note kya ja sakta hai ke farokht knndgan taiz raftari se support level range taj pounchanay ki koshish kar rahay hain jo ke 157 50 per hai jab hamein is range ka ghalat break out milta hai to yeh mazeed kharidari ke liye aik acha option hoga jab yeh 157,50 ki had ke neechay theek karne ka intizaam karta hai to yeh farokht karne ka aik acha option hoga yahan tak ke h4 chart per yeh pata chalta hai ke mojooda sorat e haal main muqami kam az kam ki kharabi sab se behtar nazar aati hai nateejay ke tor per is waqt yeh pata chalta hai ke ooper ki taraf anay wali thrikin jahan farokht barh rahi thi ab mazeed neechay kaam karna shuru kar deti hai aur main samjhta hon ke yeh sirf aaghaz hai


          Click image for larger version

Name:	Screenshot_61.png
Views:	1
Size:	63.1 کلوبائٹ
ID:	12460665



          gbp / jpy daily time frame

          yeh mumkin hai ke 158.60 ki had se neechay kharabi aur fection haasil karne ke baad mazeed farokht ke liye aik acha option hoga yeh bhi pata chalta hai ke hum 156.57 ki had tak pahonch sakte hain jahan hamaray paas aik ahem support range hai jahan tak mustaqbil qareeb keahem rujhan ka talluq hai yeh pata chlta hai ke hum kami ko jari rkh sakte hain rozana chart par yeh pata chalta hai ke farokht knndgan ko 159.00 ki had se neechay mazbooot hona chahiye yeh kharij az imkaan nahi hai ke bazaar main chhotay kharidaron ke bherne ke baad ghrwt dobarah qeemat ko neechay le jeyen ge jab hum 159.00 ki had ko tornay aur usay wahan theek karne ka intizaam karte hain to yeh farokht ke liye aik acha option hoga tareqqi ke ikhtiyarat ab tak main waqai is per ggho nahi karta




          Click image for larger version

Name:	Screenshot_60.png
Views:	1
Size:	65.8 کلوبائٹ
ID:	12460666
             
          • #380 Collapse

            Re: Gbp/jpy

            GBP/JPY Pair price Technical Reviews:


            1 Hour Time Frame Pay GBP/JPY Pair price 160.76 Pivot point areas ko buy breakout k sath upward movements kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels ko test kartay huway declined ho kar bullish signal show kar raha hai. OSMA Indicator ab bhi chart pay normally signal show kar raha hai. Agar current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 162.24 aur phir usk bad price mazeed 162.67 Resistance levels ko test kar sakty hai.

            Agar current price Hourly chart pay Reversed hoty hai, aur sath pivot point areas ko sell main Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances Increased ho saktay hain jiska target neechay 160.05 aur phir usk bad price mazeed 159.62 Support zones ko test kar sakty hai. Mairy Personally Predictions k hisab say price central point line k ooper running kar rahi hai jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai.



            4 Hours Time Frame Reviews:


            Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	54.1 کلوبائٹ
ID:	12460749


            Agar ham 4 Hours Time Frame Pay GBP/JPY Pair price ko analyzed kartay hain to price 160.76 Pivot point areas ko buy breakout k sath upward movements kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels ko test kartay huway bullish signal show kar raha hai. OSMA Indicator ab bhi chart pay normally signal show kar raha hai. Agar current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 162.24 aur phir usk bad price mazeed 162.67 Resistance levels ko test kar sakty hai.

            Agar current price H4 chart pay Reversed hoty hai, aur sath pivot point areas ko sell main Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances Increased ho saktay hain jiska target neechay 160.05 aur phir usk bad price mazeed 159.62 Support zones ko test kar sakty hai. Mairy Personally Predictions k hisab say price central point line k ooper running kar rahi hai jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai.



            Shukrya.
               
            • #381 Collapse

              Re: Gbp/jpy

              Kea hal pyary member umeed karta hu aap sab thik hongy or profit ma hongy

              Friends Aaj hm GBP JPY ko h4 k time frame ma analysis kry gy us din ha ny GBP JPY MA Buy ki entry li to jo hamari 50% PROFIT ma gi or dobara sy market FAll hogi or hamara breakeven hit hua or ab HM GBP JPY MA again dekhy gy H4 k time frame ma kaha sy buy or kaha sy sell banta ha Or koshish kru ga apko achi tarah sy samhja saku

              GBPJPY H4 Time Frame Technical Analysis With SMC ;

              GBP JPY pehly aek bulish move ma chal raha tha H4 k time frame ma phir market 165.900 sy Fall hoi or apna low break krdia or ab market Aek sell trend ma chal rahi ha or hm trend k sath chaly gy chahy hamara SL hi qn na ho jay GBP JPY Ny apna trend sell ma change kia or phir again apna low break kia or ab hamary pas GBP JPY ma aek sell area ban raha ha 163.048 or 163.372 ban raha ha HM GBP JPY ko yaha sy sell kry gy or hamra jo SL bany ga wo high par bany ga zone k high par Or hamara TP last low par

              Agr GBP JPY yaha sy hi sell ho jata ha to hm phir GBP JPY KO 158.750 sy buy kry gy or ye aek achi demond ban rahi ha GBP JPY ki or aek achi buy ki trade mely gi yaha sy hm ko or SL hamara low par Or hamari TP 163.000 par hogi InshAllah Click image for larger version

Name:	TradingView_Screenshot_1679422172642.jpg
Views:	1
Size:	564.5 کلوبائٹ
ID:	12460954


              .ThankswaqasSMC
                 
              • #382 Collapse

                Re: Gbp/jpy

                GBP/JPY

                hello freind to kesy ha ap log umeed ha ap log thk hongey or acha profit k sath trading kar rhy hongey jesa k ma karta ho ho to aj hm log baat kary gye GBP/JPY k hawaly say k market ma kia trend chal rha ha k hamay kaha acha or benifit pfofit mil sakta ha agar market k hawaly se baat kari jaye to market aj phr fall hogai ya phr ya phr hamay koi acha signal show karyy gyr jis se humay achi trade mil saky jesa k sab traders chatay ha k hamay aik befitifit trade mily jis p kam kar k profit hasil kar sakay to agar market k hawaly se baat ki jaye to market aj fall hoi ha magar market ma kuch halchal k bad market ma movement hoi jis se market phr se upword move marna start kar chuki ha jo aik achi baat wo asay k market ma kuch aisay point mil jaye gye jaha par hum lig kar saktey ha or kuch acha profit earn kar saktey ha jo har trader ki khuhish hoti ha k hamy aik achy trade moil jaye jis se humay kuch earning ka muqqa mil jaye to baat karty ha gbp/jpy H1 k is frame ma 164.10 par market ney FAAL kar dya tha tha jis se hamay nuqsaan b uthana par sakta tha magar 158.95 par market ma kuch halchal nazar ai jis se market ney upper ki tarf move karna start kar dya jo k aik achi baat ha or mazeed ma p logo k sath kuch analysis shere b karo a jis ka ap logo ko buhat zyada faida b hoga many apney is analysis ma jo batein observe ki ha wo ma aj ap logo k sath b shere karo ga jis se ap ka buhat zayda faida hoga or kuch indiicators b show karwaye ha jis se ap ko mazeed samjh ajaye gye k market kis tarha se movement dy rhi ha or hum is ma trade kesy kar saktey ha mazeed ma ap ko is analysis ma samjhaney ki kosish karo ga jis se ap ka faida hoga inshallah.
                GBP/JPY MA TECHNICAL VIEWS
                Click image for larger version

Name:	gbpjpy.png
Views:	1
Size:	42.2 کلوبائٹ
ID:	12461014

                To g freinds jesa k ap log dekh saktey ha market ka rujhan pehly kaha tha or is waqat kaha ha jesa apko nazar b arha ho ga or maney kuch new indicators b show karwaye ha jis se ye pta chalta ha market pehly kjkaha move kar rhi ha or is waqat kaha move kar rhy ha 164.10 pivot point p market ney fall karna start kiya tha or fall kartay hoye 158.56 pivot point p akar market ruk gye jesy ap log dekh saktey ha ma ney indicate b kia howa ha market fall karney k bad kaha rukki tha to batt kartey ha movement avarege ki jis ney 161.55 pivot point par break out dya tha thora si market ka rujhan upword howa magar phr se movement average ney break out kar dya or upword move karney k bad movement average aik marba phr se break out karney wali thi magar market ma badlao aye or movement average nay break out nhi kiya kia to aik baat to confirm hoti ha k market ma hamesha ki tarha hi doble sided move karti ha kabi bhi one side movenhi karti ye baat baat to confirm hoti ha hum log market ko ly k hamesha hi double sided ho kar kam karna chaye mery is analysis ma ap logo ko market ki movement ka pta chal gya ho ga k market ney pahlykaha thi ir ab kaha ha market ma karty huye hamesha positive hi rhna hota ha agar hum positive mind se kam kary gye to humay kafi acha profit earn karney ko moil sakta ha. MACD se bhi dekha ja sakta ha k market ki movement kaha se kaha ho rhi ha phly market ney thoray time k liye upword movement di magar bad ma wahoi market nay downword movement start kar chuki thi thorey hi lahmay k bad bad market positive signal show karney lagi jis ka hum lkog besabri k sath intzar kartay ha yahi wo lahma hota ha jis ma trader kam kar benifit earning kar sakta ha mujhe umeed ha k meri batoo ki ap logo ko smajh agye hogii or ap mery is analysis ma buhat kuch seekh saktey ha inshaallah.
                   
                • #383 Collapse

                  ​gbp/gbp technical outlook for today hello forum mates aj ham gbpjpy ky bary main apna overview btayenn gay ky kis tara say yeh pair movement kar sakta hai aj kafi newses hain jis wajah say is pair main aur baki jitne bhi pair hain un main taiz move hogi hai aik kyon ky aj fomc news hai jis ka impact market main bohut ziada asar dalta hai is lie ap is main aj ky din kafi acha profit earn kar sakta hai market main jab bhi taiz movement hoti hai ap ky pas tab acha moka hota hai ky ap is main earn kar saken is lie ap ko aj money mangement ky sath kam kar ky scalping kafi acha profit mil sakta hai aj ham apne gbpjpy ky intraday setup chart par ap ko lga kar samjhaon ga ky kis tarah say ham is pair main trade lay sakty hain. GBP/JPY ANALYISIS dear ap mere chart main dkeh sakty hain ky gbpjpy ki current price 163.19 chal rahi hai aur iski support 162.25 breakout hony ky bad yeh ab apni resistance ki tarf ja raha hai ju ky 163.92 hai mujhe umeed hai news any say pehle yeh is area ko hit karen gay ya news main hit karega kyon ky yeh iska target level hai aur market jab bhi koi support break karti hai tu wo apni resistance ki tarf lazmi jati hai aur ju uski pehli resistance hoti hai usko touch karti hai ap dkeh sakty hain is pair main bhi asa hi ho raha hai. dosri option mainn ager yeh yahn say return ati hai tu ap ky pas isko buy karne ka chanse khtam nahi hoga kyon ky ap ko sasta buy karne main ziada faida ho sakta hai jab bhi market apni support 162.25 ki tak ati hai tu ap yahn say buy ky signal milne par aik safe buy kar skaty hain yahn say buy karne say ap ko ziada faida ho sakta hai kyon ky is say ap ka stop loss bhi kam point ho ga aur dosri side ap ka take profit ziada hoga is lie ap ky samne main ny chart par dono example de kar apko samjh dia hai ap jis tarah say chaahein is main trade kar sakty hain aur profit earn kar sakty hain mujhe umeed hai ap ko mere analysis samjh main aa gay hongy.
                     
                  • #384 Collapse

                    GBP/JPY Technical Analysis: Hourly chart pay GBP/JPY pair price 160.74 Pivot point areas say sell breakout k sath downward movements ko start kar chuki hai. Chart payStochastic Indicator 20 levels k nazeek crossed over k sath confirm sell ka signal show kar raha hai. Para Bolic Sar Indicator bhi chart pay confirm sell ka he signal show kar raha hai. Agar current position downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target neechay 159.23 aur phir usk bad price mazeed 158.82 Support levels ko test kar sakty hai. Agar current position Hourly chart pay bounced hoty hai aur sath upward movements ko start karty hai to chart pay ki upward movemenst start honay k chances ban saktay hain, jiska target ooper 161.43 aur phir usk bad price mazeed 161.84 Resistance levels ko test kar sakty hai. Mairay analysis k hisab say price ka major aur current trend down ka start ho cuhuka hai, aur sath price central point line k neechay running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Support zones ko test kar sakty hai. 4 Hours chart Technical Analysis: H4 chart pay agar ham price ko analyzed kartay hain to GBP/JPY pair price 160.74 Pivot point areas say sell breakout k sath downward movements ko start kar chuki hai. Chart payStochastic Indicator 20 levels k ooper crossed over k sath confirm sell ka signal show kar raha hai. Para Bolic Sar Indicator bhi chart pay confirm sell ka he signal show kar raha hai. Agar current position downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target neechay 159.23 aur phir usk bad price mazeed 158.82 Support levels ko test kar sakty hai. Agar current position H4 chart pay bounced hoty hai aur sath upward movements ko start karty hai to chart pay ki upward movemenst start honay k chances ban saktay hain, jiska target ooper 161.43 aur phir usk bad price mazeed 161.84 Resistance levels ko test kar sakty hai. Mairay analysis k hisab say price ka major aur current trend down ka start ho cuhuka hai, aur sath price central point line k neechay running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Support zones ko test kar sakty hai. Shukrya.
                       
                    • #385 Collapse

                      ​gbp/jpy overview for today hello dear friends kesy hain sab log mujhe umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi aj main ap ky sath gbpjpy ky analysis share karon ga us say phele main ap ko market ka overview btaon ga kyon ky forex market main analysis ky ilawa bohut asi chezain hoti hain ju bohut hi zrori hoti hain hamen sab sy pehle market ki condition dekhni padti hai aur phir hi uss ky ky mutabik plan bnana parta hai market main ju days hoty hain un sab main trade karna safe nahi hota hai un main kuch day s risky bhi hoty hain jesy monday ko market open hoti hai aur market kafi confuse rehti hai jis waja say ziada tar hamen achi trade nahi milti hai aur isi tarah say jesy aj friday ka din hai market ki closing ka din ha aj ky din main trade karna kafi risk hota hai is lie hamri planing daily base pay change hoti hai yeh hamri trading main kafi acha result daiti hai ap ko bhi isi tarah say planing kar ky market main kam karna chahye tu ab main ap ky sath chart share karta houn aur btata hn ky ap kahn say sell aur buy kar sakty hain. gbp/jpy intraday analysis dear friends ap dekh sakty hain mere chart ko gbpjpy aik sell trend mai ja raha hai market main jab bhi selling start hota hai wo correction laita hoa apne target ki tarf jata hai isi tarah say jab buy trend hota hai asa hi hota hai aj ky din ham gbpjpy ko dekhen tu is main thori see correction dikhti hai ap dekh sakty hain ju main nay green area mention kia hai wahn tak market ja sakta hai aur 160.66 tak ja sakti hai aur wahn say sell ki formation banny par ap sell kar sakty hain ager market isko up side break karti hai tab ap next resistance tak isko buy kar sakty hain mager ziada targ market ky girny kky chanses hain kyon ky market main sell ka trend hai aur ham bhi trend ki tarf trade karen gay aj ki last support 158.96 hai jahn tak market ja sakti hai ju main ny red area ky sath mention bhi kia hai. mujhe umeed hai ap ko mere analyssi samjh main aay hongy aj ky din ap is main achi trade find kar sakty hain.
                         
                      • #386 Collapse

                        Gbpjpy March ke awail mein 166.00 regain mein is advance mustard honay ke bad zamen kho raha hai. agarchay is jore ne ki sada moving average (sma) ke qareb –apne paon dhoandne ke baad rebound karne ki koshish ki, ichimoku cloud ki balai had aur sma ne ulta ko rokkk diya. Raftaar ke isharay is mandi ke qareb almdt tasub ki toseq kar rahay hain. khas tor par, rsi –apne ghair janabdar nishan se neechay ki taraf jhuk raha hai, jabkay macd histogram sifar aur is ki surkh signal line dono se neechay gir gaya hai. Agar farokht ka dabao barqarar rehta hai to kam taren satah 158.54 difa ki pehli line ke tor par kam kar sakti hai. is manzil ke neechay phisaltay hue, jora 156.72 ki taraf gir sakta hai, ya 155.34 ke nechay ko jhanchne ke liye neechay aa sakta hai. is se bhi kam, 152.53 rukawat manfi tahaffuz faraham kar sakti hai.
                           
                        • #387 Collapse

                          GBP/JPY heloo friends to kesy ha ap logumeed karta ho k sub log tk hongey or acha profit earn kar rhy hongey to friends jesa k ap og jantey ha k aj market ka closing day chal rha ha to next jan monday ko market open hogi to market ka rujhan kis tarf hoga aj hum log is par kuch discution b kary gye jab monday ko market open hogai to hum us ma kis tarha se trade kar saktey or kuch acha profit earn kar saktey ha to mazeed ma ap logo ko btata chlo k market ki movement ka jaiza karney k bad pta chla ha k market ka trend filha to downword hi ha or mazeed hamey is bary ma monday ko pta chaly ga k market ki movement kaha oer kesy move kary gye jab market open ho gai dekha jaye to market pehly to upper ki tarf move kar rhi thi magar kuch hi time k bad market ney downword move karnea start kar dya jo k fil hal downword hi move kar ha or hum log mazeed is baat ka bhi jaiza kary gye k market ma hum kesy trade kary jis se hum aik acha or valuable profit hasil kar saktey ha or wo profit hum log market ma analysis kar k hi hasil kar saktey ha or jo mery analysis maney kiye hoye ha us analysis ma ma apko smajhao ga kis tarha se ap log mery analysis se sekh kar trading kar saktey ha or ma apkomazeed samjhaney ki koshsih karo ga jis se apko buhat faida hoga jis se aplog aik achi trade hasil kar saktey ha tpo mazeed ma pko is analysis ma samjhaneyt ki koshish karo ga. GBP/JPY KYE TECHNICAL VIEWS to g freind jesa k ap log mazeed is analysis ma dekh saktey ha market ki movement kis tarha se behave kar sakti ha agar pehly dejha jaye to market ki movement upper ki tarf thi or kuch hi time k bad market ney market ney nechy kki tarf move karna start kar dyea ha jis se hamey negitive signal hi mil rha ha or mazeed ap mery is analysis ma dekh saktey ha movement average na bhi breakout dy dya tha break karney k bad market ka rujhan nechy ki tarf honey laga jis se hamet koi poisitive signal filhal to nhi mily ga asa nhi k kabi nhi mily ga magar mazeed ab is key bary ma monday ko hi pta chaly ga jab market opemn hogi oor mazeed clear hoga k hum kaha par trade kar saktey ha or aik acha oer aik valuable profit earn kar saktey ha ap mery is analysis ma bhi mazeed dekh saktey ha maney kuch new indicators lagaye ha jis ap ko mazeed clear ho jaye ga k market ki movement kaha ho rhi ha jis se ap log samjh jaye gye k hum is waqat kaha grade kar saktey ha or acha profit kama saktey ha to freinds apko mery is analuysis ki smajh aye hogai or ap log is se mazeed faida bho utha saktey ha merket k hawaly se k hum trading kaha par kar saktey ha or ap acha profit earn kar saktey ha meri to yahi dua ha ap hamesha hi profit ma rhy or khuch rhy ameen.
                             
                          • #388 Collapse

                            GBP/JPY Technical Reviews: Last Friday, Market closed honay say pehlay Hourly chart pay GBP/JPY Pair price 160.50 Pivot point areas k neechay he movements karty rahi. Chart pay Agar ham Custom Indicators ki reading ko daikhtay hain to Stochastic Indicator 80 levels k ooper price ko overbought show kartay huway signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay same Situations k show kar raha hai. Agar current cost Monday market opening k sath downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 158.95 aur phir usk bad price mazeed 158.53 Support setors ko test kar sakty hai. Agar current position Monday market open honay k bad Hourly chart pay Bounced hoty hai, aur sath central point line k buy main breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target ooper 161.19 aur phir usk bad price mazeed 161.60 Resistance levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisab say price central point line k neechay running kar rahi hai, is liye chances hain k price Support zones ko test kar sakty hai. 4 Hours Chart Technical Analysis: Agar ham 4 Hours chart pay GBP/JPY Pair price ko analyzed kartay hain to price 160.50 Pivot point areas k neechay he movements karty rahi. Chart pay Agar ham Custom Indicators ki reading ko daikhtay hain to Stochastic Indicator 20 levels k neechay price ko oversold show kartay huway confirm sell ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay same Situations k show kar raha hai. Agar current cost Monday market opening k sath downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 158.95 aur phir usk bad price mazeed 158.53 Support setors ko test kar sakty hai. Agar current position Monday market open honay k bad 4 Hours chart pay Bounced hoty hai, aur sath central point line k buy main breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target ooper 161.19 aur phir usk bad price mazeed 161.60 Resistance levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisab say price central point line k neechay running kar rahi hai, is liye chances hain k price Support zones ko test kar sakty hai. Shukrya.
                               
                            • #389 Collapse

                              GBP/JPY OVERVIEW FOR TODAY hello dear forum mates kesy hain sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aur ap ki trading achi ja rahi hogi aj ky din ham gbp/jpy pair ko dekhen gay sab sy pehle ham is pair ky bary main bat karen gay us ky bad ham iska analysis karen gay jis say main ap ky sath iska chart bhi share karon ga aur ap ko aj ky din ky analysis btaon ga ky ham kis tarah say si pair ko sell ya buy kar sakty hain forex market main sab sy ziada zrori cheez market ky levels hoty hain ager ap wo draw karny aty hain tu ap asani ky sath is market main signal find kar ky trade kar sakty hain aur acha profit lay sakty hain is lie main ap ky sath apne chart main important level laga kar daita houn jis say ap ko kafi faida milta hai aur ap trade karty hain ab main ap ky sath chart par apne level bhi show karon ga aur ap ko btaon ga bhi ky is main ham kis tarah say entry find kar sakty hain. GBP/JPY ANALYSIS dear friends ap mere chart ko dekhen gay tu aj ki support 160.66 hai aur market ny isko reject kia hai ab market uper ki tarf ja rahi hai aur 162.25 iski resistance tak jayge ager yeh resistance break hoti hai tab ap is main mazeed buy ka order lay sakty hain aur last high ju ap ko nazer aa raha hai main nay mention ki hai wahn tak ap isko buy kar sakty hain. aur ager aj ki support break hoti hai ju ky 160.66 hai tub ap is main sell ki entry lain gay aur apka target level next low aur last support hogi ju ap ko aj ky din mere chart par nazer aa rahi uski price 158.24 ha. aj ky level ap ko main nay samjha diye hain mujhe umeed hai ap ko asani say samjh main aa jaeyn gay aur ap aik achi trade laga kr profit bna sakty hain aur aj aik BOE Gov Bailey Speaks bhi hai jis main gbpjpy main aik fast move aa sakti hai is lie ap ko har chez ekh akr trade karni hogi phir hi ap loss say bach kar is market main aik acha profit bana sakty hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                ​gbp/jpy technical outlook for today Hello friends, today we will discuss the GBP/JPY currency pair and the market's movement in relation to it. If you have any questions, feel free to contact us at the number provided below. If the market falls, the price will rise. If the market rises, the price will fall. If the market falls, the price will rise. If the market rises, the price will fall. If the market rises, the price will rise. If the market rises, the price will fall. If the market rises, the price will rise. If the market rises, the price will rise. If the market rises, the price will rise. If the market rises, the price will rise. gbp/jpy H1 k is frame ma 164.10 par market ney FAAL kar dya tha tha jis se hamay nuqsaan b uthana par sakta tha magar 158.95 par market ma kuch halchal nazar ai jis se market ney upper ki tarf move karna start kar dya jo k If Allah wills, mazeed ma ap ko is analysis ma samjhaney ki kosish karo ga jis se ap ka faida hoga. 4 Hours Chart Technical Analysis: If you want to examine the GBP/JPY pair price on the 4 hour chart, use the 160.50 Pivot Point regions as your starting point. Graph pay Stochastic Indicator 20 levels k neechay price ko oversold show kartay huway confirm sell ka signal show kar raha hai if Ham Custom Indicators ki reading ko daikhtay hain. The OSMA Indicator will display the same Situations on the chart. If the current price declines further after the market opened on Monday, the target price on the chart will be 158.95, and the support levels will be tested at 158.53.If Monday market open honay k bad 4 Hours chart pay bounced hoty hai, and sath central point line k buy main breakout karty hai, then chart pay price ki upward movements open honay k chances ban saktay hain, with targets of 161.19 and 161.60 as resistance levels, respectively. There are chances that the price Support zones will be tested as a result of the mairay analysis's assertion that the price central point line is moving upward.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X