NZD/USD ke daily chart par dekhne se maloom hota hai ke yeh pair kaafi arsey se downtrend mein hai. Price ne pehle kuch bullish moves dikhaye, lekin September ke mid se lekar November tak is par selling pressure dominate kar raha hai. Abhi NZD/USD ki latest price 0.59271 par hai, jo recent lows ke kareeb hai aur yeh point karta hai ke market abhi bhi bearish momentum mein hai. Volume indicator ko dekh kar yeh bhi samajh aata hai ke trading activity mein farq hai. Humein zyada red volume bars nazar aa rahi hain, jo ke selling activity ko show karti hain, jabke green bars (buying volume) kam hain. Yeh is baat ka indication hai ke sellers abhi bhi control mein hain aur buyers mein zyada interest nahi hai, jis ki wajah se price mein girawat aa rahi hai.
MACD indicator bhi humein bearish signal dera hai. Is indicator mein red line ne white histogram bars ko neeche cross kiya hua hai, jo ke trend continuation ka strong signal hai. MACD ki yeh positioning humein yeh batati hai ke NZD/USD ka downtrend abhi aur waqt tak barqarar reh sakta hai. Yeh cheez traders ke liye is liye bhi important hai ke MACD mein koi bhi bullish divergence ya reversal sign maujood nahi hai, jo ke bullish reversal ka indication de sakta ho.
Agar price 0.5900 ka level break karti hai, toh humein is trend mein aur zyada decline ka intezar karna chahiye, aur agla support level around 0.5850 ho sakta hai. Dusri taraf, agar price reversal show karti hai aur 0.6050 ka resistance level cross karti hai, toh ho sakta hai ke ek temporary bullish move aaye, lekin overall trend bearish hi rahega jab tak price consistently higher highs nahi banati.
Is analysis ke mutabiq, agar aap is pair mein trade karna chahte hain, toh selling opportunities pe focus karna better rahega, jab tak ke koi bullish signal nahi aata. Trading mein hamesha risk management ko prioritize karna chahiye, kyunke market ki volatility kisi bhi waqt trend ko change kar sakti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим