نیوزی لینڈ ڈالر اور امریکی ڈالر کی شرح تبادلہ
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    NZD/USD

    H4 chart ke mutabiq, New Zealand dollar/US dollar ka joda ab bhi niche ke rujhan me aage badh raha hai. Mundarja bala time frame se pata chalta hai keh tejarati hafte ke aaghaz se qimat niche ki taraf trade kar rahi hai. Halankeh, ab isne ooper ki taraf thoda sa islah kiya hai. Pichle kuch hafton me kami ki buniyad par, jisne qimat ko 0.6580 ki unchai se niche laya, is se zahir hota hai keh jodi apni niche ki harkat ko jari rakhegi. MACD indicator ab bhi sifar ki satah se niche ja raha hai, jo keh ek mazbut ishara hai keh niche ka rujhan relevant bana hua hai. Is tarah, yah farz kiya ja sakta hai keh NZD/USD jodi ke pas nuqsanat ko badhane ka pura mauqa hai.

    Click image for larger version

Name:	E11.png
Views:	1
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12404720
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      Re: Nzd/usd

      1 hour chart NZD/USD technical analysis:


      Hourly chart main NZD/USD price 0.6245 levels say sell breakout k baad sell movements main rawan dawan hai. Price 0.6245 pivot point area ko sell breakout k baad declined bhi ho chuki hai. Stochastic indicator sell movements k liye bearish crossed over kar chuka hai jis say price main sell signal ki confirmation hoty hai. RSI 14 indicator bhi chart pay sell ka signal show kar raha hai. Chart pay agar current cost apni sell movements ko jari rakhty hai to iska target neechay 0.6171 aur usk baad mazeed 0.6152 levels ho sakta hai. Agar current positions bounced hoty hai aur sath ooper 0.6245 central area ko bullish breakout karty hai to price main bullish movements k chances open ho skatay hai jiska target 0.6275 aur 0.6293 levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price central area ko sell breakout kar chuki hai aur sath price 50, 100 moving averages k neechay movements kar rahi hai, jisk hisaab say price neechay support levels ko test kar sakty hai.



      Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	46.1 کلوبائٹ
ID:	12404777



      4 hours chart NZD/USD technical analysis:


      4 hours chart main NZD/USD price aik big sell candle k sath 0.6245 pivot point levels ko breakout karnay k baad retest bhi kar chuki hai. Stochastic indicator chart pay 20 levels k neechay movements kar raha hai. RSI 14 indicator chart pay sell ka signal show kar raha hai. Agar current position apni sell ki movements ko continue rakhty hai to iska target neechay 0.6171 aur 0.6152 support levels ho saktay hain. Agar current cost bounced hoty hai aur sath ooper 0.6245 central point ko bullish breakout karty hai to price main bullish movements k chances open ho saktay hain jiska target 0.6275 aur 0.6293 resistance levels ho saktay hain. Miaray analysis k hisaab say price ka major trend bearish hai aur sath price 50, 100 moving averages k neechay movements kar rahi hai is liye umeed ki ja sakty hai k price neechay support levels ko test kar sakty hai.



      Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	45.2 کلوبائٹ
ID:	12404779


      Shukrya
         
      • #633 Collapse

        Re: Nzd/usd

        Hourly chart NZD/USD technical analysis:


        Hourly chart main mairay previous analysis k hisaab say price nay dono take profit levels ko hit kiya. Ab mazeed hourly chart main price 0.6201 pivot point area ko sell breakout kar chuki hai. Stochastic indicator 20 levels k ooper sell signal k liye crossed over kar chuka hai. MACD indicator bhi chart pay sell movements ka signal show kar raha hai. Agar current position apni sell ki movements ko jari rakhty hai to price ka target neechay 0.6131 aur usk baad price mazeed neechay 0.6113 support levels ko test kar sakty hai. Agar current price bounced hoty hai aur sath ooper 0.6201 level ko bullish breakout karty hai to price main bullish movements open honay k chances hain jiska target ooper 6131 aur usk baad mazeed 0.6249 resistance levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price central area ko sell breakout kar chuki hai jiska target neechay support levels ho sakta hai.



        Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	59.7 کلوبائٹ
ID:	12405001



        4 hours chart technical analysis:


        4 hours chart main NZD/USD price big strong bearish candle k sath sell breakout kar chuki hai. Stochastic indicator 80 level say pressure k sath sell crossed over kar chuka hai jiska sell signal confirm hai. MACD indicator chart pay strong sell ka signal show kar raha hai. Agar current position sell movements jari rakhty hai to iska target neechay 0.6131 aur usk baad mazeed neechay 0.6113 support levels ho saktay hain. Agar current position bounced hoty hai aur sath ooper 0.6201 pivot point area ko bullish breakout karty hai to price main bullish movements k chances hain jiska target ooper 0.6231 aur usk baad mazeed 0.6249 resistance levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price sell movements start kar chuki hai aur sath neechay central area ko bhi breakout kar chuki hai is liye chances hain k price neechay support levels ko test kar sakty hai.



        Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	62.0 کلوبائٹ
ID:	12405004


        Shukrya.
           
        • #634 Collapse

          جواب: Nzd/usd

          Good morning and have a good day to all my dear pak forum members aur visitors. Umeed karta hn k ap sab theek hain aur apna aj ka din enjoy kar rhay hain. Aj is week ka yea akhri trading day hai. Aur aj mai ne NZDUSD pair pay aik analysis tiyar kiya hai aur ummed karta hn yea k ap k laye faidamand ho. Toh start kartay hain aj k yea analysis aur han is main mai ne four hour chart aur daily chart ko use kiya hai. Technical indicators main MACD, STOCHASTIC AUR 20 DAY SMA KO BHI USE KIYA HAI.


          :FOUR HOUR TIMEFRAME TECHNICAL OUTLOOK

          .Ager NZDUSD ki movement ko Four hour timeframe py analysis kiya jaye toh hum dekh sktay hain k abhi abhi price ne 20 SMA ko break kiya hai aur us k nechy hi trade kar rahi hai. Ager hum zara gaor se chart ko dekhain toh kal pair ne FOUR HOUR TIMEFRAME ki resistance level 0.6187 ko break karny ki koshish ki hai lekin break nai kar paya aur wapas nechy 0.6154 tak gira hai. Ager aj NZDUSD 0.6147 ki minor support level ko break karta hai toh yea mazeed nechy giray ga kyun price pehly hi resistance area se reject ho k aye hai toh ziada chance yahi hai price nechy hi giray aur yea 0.6126 tak hi nechy gir skty hai


          Click image for larger version

Name:	Screenshot (1275).png
Views:	1
Size:	48.9 کلوبائٹ
ID:	12407458

          :Daily TIMEFRAME TECHNICAL OUTLOOK


          Ager hum pair ko daily timeframe py analysis karain toh hum dekh sktay hain filhal NZDUSD ki price descending channel main move kartay huay 20SMA se kafi nechy 0.6161 py trade kar rahi hai. Aur meri observations k mutabik mujh ko lgta hai k price mazeed nechy giray ge kyun Sotchastic indicator ko ager dekhain wo bhi negative lag rha hai aur MACD indicator py ager bearish crossover hota hai yea confirm ho jaye ga k price mazeed nechy daily support level 0.5911 tak bhi gir skti hai toh aj ki trading strategy bhi yahi hai k pair ko sell kiya jaye aur Tp level 0.6111 rakha jay

          Click image for larger version

Name:	Screenshot (1276).png
Views:	1
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12407459
           
          Last edited by ; 08-07-2022, 11:13 AM.
          • #635 Collapse

            Re: جواب: Nzd/usd

            nzdusd 0. 6095 ke aas paas trade kar raha hai, jo ke 26-months ki kam tareen satah par hai kyunkay jori is satah ki khilaaf warzi karne ki apni teesri koshish ki teesri koshish mein nakaam ho gayi.

            qaleel mudti oscillator ko dekhte hue, macd aur stockiest manfi raftaar ko farogh day rahay hain. macd –apne trigger aur zero linon se neechay mazboot ho raha hai, jabkay stockiest ne over sealed territory ke qareeb apni % k aur % d linon ke andar aik bearish cross post kya.

            agar kharidaron ko 0.6195 muzahmat se oopar jana chahiye to, woh 0.6230 par 20 din ki saada moving average ( sma ) se ibtidayi mazboot muzahmat ka saamna kar satke hain aur 0.6265 ke aas paas darmiyani muddat ke utartay hue rujhan ka saamna kar satke hain. oopar ka aik qadam 0.6335 par 40-day sma aur 0.6395 muzahmat se mazeed rukawaton ko poora kar sakta hai, jo ichimoku cloud ke qareeb khara hai.

            Click image for larger version

Name:	nzdusd.jpg
Views:	1
Size:	144.5 کلوبائٹ
ID:	12408064
               
            • #636 Collapse

              Re: Nzd/usd

              forex trading main best learning kare forex traidng main best learning karne wale traders kamyab ho skte hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain forex trading main best learning kare forex trading main best learning karne wale kamyabi mil skti hain forex trading main best learning kare forex trading main hard work karna parta hain forex main best learning kare forex main regular pratice kare agar hard work k sath kaam hota hain tu achi earning hoskti hai forex trading main regular pratice kare hardwork kare forex main kaam karne k liye hard work karna parta hain regular pratice karna parta hain
              • #637 Collapse

                Re: Nzd/usd

                forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy forex trading main best learning kare forex trading mainagar learning strong hoti hain tu achi kamyabi mil skti hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                • #638 Collapse

                  Re: Nzd/usd

                  1 hour time frame NZD/USD technical analysis:



                  Hourly chart main NZD/USD price market open honay k baad kuch bullish bounce ho rahi hai. Basically price 0.6252 pivot point level k neechay movements kar rahi hai. Stochastic indicator 20 levels say neechay price k oversold honay k baad kuch bullish correction kar raha hai. Osma indicator chart pay bearish movements ka signal show kar raha hai. Agar current position apni sell movements ko jari rakhty hai to iska target neechay 0.6180 aur usk baad price mazeed neechay 0.6163 support levels ko test kar sakty hai.
                  Agar current position bounce hoty hai aur sath ooper 0.6252 central point ko bullish breakout karty hai to price main bullish movements start honay k chances open ho saktay hain jiska target ooper 0.6281 aur usk baad 0.6298 resistance levels ho saktay hain.
                  Mairay analysis k hisaab say price central point k neechay movements start kar chuki jiska target neechay support levels ho sata hai.




                  Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	68.1 کلوبائٹ
ID:	12411599



                  4 hours time frame NZD/USD technical analysis:



                  4 hours chart main NZD/USD price aik big bearish candle k sath 0.6252 pivot pint area ko sell breakout kar chuki hai. Stochastic indicator 80 levels say declined ho kar bearish signal k liye crossed over kar chuka hai. Chart pay Osma indicator bhi sell movements ka signal show kar raha hai. Agar current position sell movements ko jari rakhty hai to iska target neechay 0.6180 aur usk baad price mazeed neechay 0.6163 support levels ko test kar skaty hai.
                  Agar current position bounced hoty hai aur sath ooper 0.6252 pivot point line area ko bullish breakout karty hai to price main bullish movements open honay k chances hain jiska target 0.6281 aur uskay baad mazeed price ooper 0.6298 resistance levels ko test kar sakty hai.
                  Mairay analysis k hisaab say price central point k neechay movcements start kar chuki hai jiska target neechay support levels ho saktay hain.



                  Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	67.4 کلوبائٹ
ID:	12411600



                  Shukrya.
                     
                  • #639 Collapse

                    Re: Nzd/usd

                    nzdusd March ke baad se aik tosiay davn trained mein hai jab yeh 0. 7032 regain par pahonch gaya. agarchay qeemat 0. 6069 ke 26 mah ki kam tareen satah par girnay ke baad kuch khoyi hui zameen ko dobarah haasil karne mein kamyaab ho gayi hai, lekin fi al haal usay ghunjaan khittay ke zariye roka ja raha hai jis mein is ka 50 din ka saada moving average ( sma ) aur bolinger band shaamil hai.

                    qaleel mudti oscillators tajweez karte hain ke misbet raftaar kam ho rahi hai. khaas tor par, rsi apni 50-gair janabdaar had se neechay guzar chuka hai, jab ke stockiest oscillator 80-zaida kharidi hui jagah par mustard honay ke baad neechay aa raha hai .

                    manfi pehlu par, mandi ki karwaiya 0.6195 ki June support ko jhanchne ke liye qeemat bhaij sakti hain. mazeed manfi dabao phir 0.6059 ki 26 mah ki kam tareen satah ka darwaaza khol sakta hai. moakhar az zikr ki khilaaf warzi qeemat ko taaza kaseer saal ki kam tareen satah par bhaij sakti hai, jahan May 2020 ki kam tareen 0.5920 agli support regain ho sakti hai.

                    doosri taraf, agar kharidari mein dilchaspi barh jati hai to, 0.6305 ki haliya chouti, jo 50-day sma ke sath over laip hoti hai, fori muzahmat ka kaam kar sakti hai. is khittay mein hue, bail 0.6398 ko challenge kar satke hain is se pehlay ke spot light June ki onche 0.6575 ki taraf murr jaye. ziyada, 0.6930 qeemat par qaboo panay ke liye aik sakht rukawat saabit ho sakta hai.

                    Click image for larger version

Name:	nzdusd.jpg
Views:	1
Size:	131.9 کلوبائٹ
ID:	12411989
                       
                    • #640 Collapse

                      Re: Nzd/usd

                      NZD / USD Today Technical Analysis;

                      Click image for larger version

Name:	image_474647.png
Views:	1
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12412700
                      nzd / usd pair US dollar ke muqablay mein newzea land dollar ki qader dekhata hai. taajiron ko batana ke nzd kharidne ke liye kitney usd darkaar hain. bank of international sitlmnts 2016 ke mutabiq, US dollar duniya mein sab se ziyada tijarat ki jane wali currency hai jabkay nzd musalsal taap teen mein darj hai. chart ke sath nzd / usd ki sharah par live up dates haasil karen aur hamaray maahir nzd / usd ki passion goi, khabron aur tajzia ke sath –apne bunyadi aur takneeki tajziye ko farogh den. japani yan aur soys frank augst mein achi karkardagi ka muzahira karte hain, jab ke Australia aur newzea land dollar ka kiraya kharab hai. saal ke aathween mahinay mein aam tor par Amrici dollar ki mili jali karkardagi dekhi jati hai .forex trading currency ki qeematon par qiyaas aarai kar rahi hai taakay munafe ki salahiyat haasil ki ja sakay. forex trading aik malik ki currency ko dosray malik ke badlay mein khareedna ya bechna hai. forex duniya ki sab se ziyada maya marketon mein se aik hai, jis ka tijarti hajam $ 6 trilion yomiya hai. Amrici dollar duniya mein sab se ziyada tijarat ki jane wali currency hai. forex, jisay foreign exchange ya fx trading bhi kaha jata hai, aik currency ko doosri currency mein tabdeel karta hai. yeh duniya mein sab se ziyada fa-aal tor par tijarat ki jane wali marketon mein se aik hai, jis ka yomiya ost tijarti hajam $ 5 trilion hai. barah karam un tamam cheezon par gehri nazar dalain jin ki aap ko forex ke baray mein jan-nay ki zaroorat hogi, Bashmole yeh kya hai, aap is ki tijarat kaisay karte hain, aur ghair mulki currency ke kamon se faida uthany ka tareeqa .
                       
                      • #641 Collapse

                        Re: Nzd/usd

                        nzdusd March ke baad se aik taweel neechay ke rujhan mein hai jab is ne 0. 7032 regain mein chouti ki. agarchay qeemat 0. 6069 ke 26 mah ki kam tareen satah par girnay ke baad kuch khoyi hui zameen ko dobarah haasil karne mein kamyaab hogayi hai, is ki taaza tareen bahaali ko haal hi mein ichimoku cloud ki nichli had par mustard kardiya gaya tha.

                        qaleel mudti oscillator batatay hain ke taizi ki quwaten qaboo mein rehti hain, lekin misbet raftaar kam hoti ja rahi hai. khaas tor par, rsi apni taaza tareen kami ke bawajood 50-gair janabdaar nishaan se thora sa mandala raha hai, jabkay macd historgram sifar aur is ki surkh signal line dono ke oopar paaya jata hai.

                        agar kharidari mein dilchaspi barh jati hai to, 0.6350 ki haliya chouti, jo ichimoku cloud ki nichli had ke sath over laip hoti hai, fori muzahmat ke tor par kaam kar sakti hai. is khittay mein hue, bail 0.6398 ko challenge kar satke hain is se pehlay ke spot light June ki onche 0. 6575 ki taraf murr jaye. is rukawat ko fatah karte hue, qeemat 0.6930 rukawat ko jhanchne ke liye barh sakti hai.

                        Click image for larger version

Name:	nzdusd.jpg
Views:	1
Size:	141.2 کلوبائٹ
ID:	12412895
                           
                        • #642 Collapse

                          Re: Nzd/usd

                          NZD/USD



                          market ka jazba raton rat bland ho geya NZD week USD kay mkabelay mein increase ho geya US kay inventry data mein behtaree aa gey hey opeak ke price mein ezafay kay bad oil price increase ho gay hein 26 day EMA or trend line ko support kay opar rakhta hey

                          newyork trading mein American khasaray kay raton raat darwazay open kar dey selsala break honay kay bad Asia peacific ke market aik rshan trading session kay ley ready nazar ate hein institute of supply management ke janab say behtar towaka ke jate hey purchase manager index ke report ke janab say economy ko recession kay khadshaat ko door karnay mein madad mele sent loiuse kay sadar fedral reserve St Loius Federal Reserve president James Boullar nay CNBC kay interview mein kaha strong molazmat ke market es bat ka imkan nahe banate hey keh GDP kay 2% kame kay bawajod USD recession ka shekar ho jate hey


                          newzeland mein 2 sah mahe ke bolande kay bawajod American $ kay mokabaly mein increase ho geya hey jazeeray mein Q2 molazmat kay chance ko talash karnay kay ley 0.4% q/q kay ezafay kay bawajood sah mahe say opposite sa mahe kay 0% kay taron ko cross kea August ke RBNZ ke sharah mein ezafay kay bawajood ke sharat patre par otarnay ke monasab sharat kaim hey rat market ezafay kay bawajood 50 point ezafay ka 100% chance daikha rehe hey



                          NZD/USD technical outlook



                          NZD/USD ko 26 day ke exponential moving average ke support mele or july ke sharah say aik supporting trend line bane pechlay chand weeks mein EMA enter day ke chalon mein 20 days SMA ke support price daikhe gay ager woh support level barkarar rahay to prices August ke highs par 0.63525 par hon ge aik gap kam ho ga tahum july ke kam tareen level ko 0.6058 par zahair karay ge MACD mid point ke taraf nechay ke taraf jata hey jab keh RSI apnay motalka mid point kay irad gerd trade karta hey
                          Click image for larger version

Name:	NZDUSD-Rises-on-US-Dollar-Pullback-as-APAC-Traders-Eye-Australian-Trade-Data_body_Chart.png
Views:	1
Size:	22.2 کلوبائٹ
ID:	12412998
                           
                          bhali kay badlay bhali
                          • #643 Collapse

                            Re: Nzd/usd

                            NZD / USD Technical Analysis ;

                            Click image for larger version

Name:	image_476640.jpg
Views:	1
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12415248

                            khawateen o hazraat Mkfx ka sab ko salam or tamam mimbraan ko khush aamdeed. mujhe umeed hai ke aap sab kheriyat se hon ge. to phir, mein ne ye update all members k liye nzd / usd pair ki laya hn, haan. mere nazdeek reechh isi terhan ziyada par aetmaad nazar atay hain. jummay ko isi h4 par, band honay wali qeemat 0. 6214 ki himayat ke bohat ziyada hameel hai. yeh bohat mumkin hai ke paiir ko woh aakhir kaar is satah ko toar den ge aur phir mere liye agla stop level 0.6139 ke qareeb hoga. lekin doosri taraf, jaisa ke mene pehle likha hai, is support ko aik se ziyada martaba market by qeematon ko shikast di hai. lekin har aik sehat mandi lotney ke baad, oonchai pichlle walon se kam thi. lehaza, mein Bears ki taraf ziyada mael hon aur is haqeeqat se ke woh ab bhi Kisi na misi saharay se toot jayen ge. paiir ko farokht hoti hai, lekin do mazar namy hain : pehla - 0.6321 ke ilaqay ki muzahmat mein ha or dobarah islaah aur wahan se farokht. Jab kay dosra option yeh hai ke fori tor par level se neechay aik khareed stap level lagayen aur impulse par break out hony ka intzaar karen aur mazeed neechay jayen. lekin mere liye, 1st option ka ziyada imkaan hai, kyunkay yeh 0.6214 se bohat daur band ho gaya hai . Abi ye trend buy ka chal raha ha. M Umeed krta hn ka Monday ko market sell main jay gi
                               
                            • #644 Collapse

                              Re: Nzd/usd

                              nzdusd paiir ke nah honay ke barabar pick up ke baad se khamosh hai, jis ne hafta waar bunyadon par market ko sabz ilaqay mein daal diya, budh ke awail mein us cpi afraat zar se pehlay 0. 6280 par flat trading kar raha hai.

                              Yeh jora fi al haal 0.6274 par 50 din ki saada moving average (sma) ke ird gird aik manzil bananay ki koshish kar raha hai jo paiir ko 20-day sma aur short term blush channel ki nichli baondri par uchalnay ke baad hai, lekin takneeki oscillators is waqt baa-mushkil kisi bamani sehat mandi lotney ko farogh day raha hai. khaas tor par, rsi –apne 50 ghair janabdaar nishaan ki taraf kam ho raha hai, jab ke macd ko is ke sifar aur signal linon ke qareeb khamosh kar diya gaya hai, dono is ki bajaye ghair janabdaar qaleel mudti taasub ki akkaasi kar rahay hain.

                              Shayad, 0. 6317 par taaza tareen downline ke 50 % fibonacci retracement se oopar ka band bohat zaroori taizi ki taaqat ko bahrakna sakta hai. agar aisa saabit hota hai to, qeemat channel ki oopri had ki taraf barh sakti hai, jo fi al haal 0.6410 ke 61.8% fibonacci ke sath millti hai. ziyada oopar nahi, 0.6464 ka 78.6 % fibonacci aur 0.6500 ka nafsiati nishaan 0.6574 ki bulandi se pehlay zair ghhor aa sakta hai.

                              Manfi pehlu par, 0.6256 se neechay aik faisla kin qadam, jahan 20-day sma, channel ki nichli trained line, aur 38.2 % fibonacci munsalik hain, ibtidayi tor par 0.6200 aur 0.6180 ke 23.6 % fibonacci ke darmiyan kahin tawaquf kar satke hain. agar is bunyaad mein darare par jati hain, to farokht 0.6059 ki do saal ki kam tareen satah ki taraf barh sakti hai.


                              Click image for larger version

Name:	nzdusd.jpg
Views:	1
Size:	115.4 کلوبائٹ
ID:	12415583
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                Re: Nzd/usd

                                Hello everyone

                                sab ko salam. salam, sarmaya car dost. mujhe khushi hai ke aap yahan Interpol ke trading journal mein hain. mein aap ki hifazat ke liye apni ungelian uboor kar raha hon. aap ka wake and kaisa raha? mein ne aik bohat hi madham wake and tha aur is waqt mein bohat afsurdah mehsoos kar raha tha. mujhe poori umeed hai ke aap ka hafta acha guzra .mein jummay ko dollar ki raftaar haasil karne ki paish goi karta hon, aur mujhe aisa karte hue dekh kar khushi hui hai. dollar ki mazbooti ke baais sonay ki qeematon mein kami hui. Amrici dollar se mutaliq aaj koi ziyada ahem khabar nahi hai. bunyadi usoolon ke chart se, yeh wazeh hai ke Canadian dollar se mutaliq sirf aik hi high Impact khabar hai. meri sazae mout ke mutabiq, asal pishin goi se ziyada hogi. kya khayaal hai pyare dostoo.

                                NZD / USD D1 CHART

                                Click image for larger version

Name:	image_479658.jpg
Views:	1
Size:	153.4 کلوبائٹ
ID:	12416075

                                dollar ba muqabla frank pair 0. 9400 ki satah se daur jane ke liye nai misbet trading dekha raha hai, jis se taizi ke rujhan ke jari rehne ki tawaquaat bahot ziada is ko taqwiyat millti hai, jis ka agla ahem hadaf 0. 9530 Ke level par hai. Stockastick ki mojooda nagative mutawaqqa izafay ko dobarah shuru karne se pehlay kuch earzi tor par zimni utaar charhao ka sabab ban sakti hai, jo is waqt tak durust rahay gi jab tak ke yeh 0. 9400 se oopar rahay ga . NZD / USD par trad krny sy hamy acha munafa Miley ga.
                                   
                                Last edited by ; 16-08-2022, 01:01 PM.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X