eur/jpy outlook eurjpy ko aj ham intraday setup say analysis karen gay aur dekhen gy kay aj ky din ham ko is main kis tarah say oppertunity mil sakti hai aj ky din market ki opening hone ki waja say takriban har pair main ju bhi movement hoti hain wo aksar side hoti hai aur market apni retracement karti hai is lie ap jab bhi market main order lain yeh baten soch samjh kar lain market ko overall dekhna bhi bohut ziada zrori hai aur market ka main structure kia keh raha hai yeh bhi ap ko dekh kar apni strategy ko par amal karna hota hai is lie aj ky din ky analysis bhi ap ky sath yehi baten soch samjh kar karne laga hn. EURJPY ANALYSIS ON H1 TIME FRAME dear friends ap mere chart main dekh sakty hain friday ky din eurjpy ny apni aik storgn support ko test kia hai aur wahn say rejection di hai aur ab aik retracement karny ky mod main ha ab mazeed ham isko buy side dekh sakty hain iski pair ki sab sy pheli support line main ny ap ko mention ki hai chart par ju ky 141.86 ha aur second support line 143.57 ha ju last high bhi hai iss pair ka ap dekh sakty hain mere chart main. aj ky din main iski pehli support tak short term ky liey buying kar sakty hain aur ager ap is main selling karna chahty hain tu ap ko is area main aik sell ki formation ka wait karna ho ga jesy hi koi achi sell ki formation bany gi tub hi ap is main sell kar sakty hain market main jab bhi trade karen ap current satuation ko dekhty hoay karen. na he is market main ap ko ziada old trend ko pakrna chahye aur na hi ap ko kisi trap main parna chahye ap ko hamesha market main dono side ki satuation ko dekhna chahye is say ap ki trading main kafi acha result ho ga aur ap acha profit hasil kar sakty hai.n
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим