EUR/JPY
Euro/yen ki jodi pahli koshish me 123.5 ki support satah ko todne me nakam rahi.
Aaj, mai tawaqqo karta hun keh jodi dubara is satah ko overcome karne ki koshish karegi. Fir yah wazeh ho jayega keh qimat kis simt me jane ka imkan hai.
Filhal, H1 chart par channel aur oscillator jodi ki musalsal niche rujhan la ishara karti hain. Lehaza, mai abhi tak long positions par gaur nahin karta hun. Jab tak keh qimat 123.5 ki satah ka retest nahin karti hai tab tak markazi rujhan ke sath short positions tarjih bani hui hai.
H4 chart par, mazid niche ki movement ki zarurat hai. Is tarah, ham shayad hi aaj zyada izafa karenge.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим