USD/CHF is time 50 aur 200 EMA ke andar move kar raha hai jo ek consolidation phase ka indication hai market abhi ek range bound situation mein hai jahan buyers aur sellers dono apni positions dekh rahe hain RSI 70 ke kareeb hai jo overbought zone ko indicate kar raha hai iska matlab hai ke price short-term bearish pressure mein aasakti hai aur correction ka chance barh raha hai overall trend bearish hai aur agar price 50 aur 200 EMA ke neeche close karti hai to selling ka pressure barh sakta hai aur agla support level 0.9050 aur uske baad 0.9020 tak ho sakta hai lekin agar price EMA ke upar nikal jati hai aur sustain karti hai to bullish breakout ka chance barh sakta hai lekin filhal market structure bearish lag raha hai stochastic indicator bhi agar overbought zone se neeche cross karega to selling confirmation milegi best trading strategy yeh hogi ke price ka reaction 50 aur 200 EMA ke saath dekha jaye agar price in moving averages ke neeche aati hai to short selling ka setup mazboot hoga lekin agar price yahan se bounce karti hai to bullish continuation ho sakti hai lekin RSI already 70 ke kareeb hai jo dikhata hai ke buying pressure thoda weak ho sakta hai traders ko chahiye ke wo EMA crossover aur RSI ke movement par nazar rakhein taake safe aur calculated trading decisions le sakein agar price neeche girti hai to stop loss 0.9100 ke upar lagana safe hoga aur take profit ke liye 0.9050 aur 0.9020 ke levels target hone chahiye agar price bullish breakout karti hai to buying ka setup ban sakta hai lekin confirmation ka intezar karna zaroori hai overall market is waqt ek crucial zone mein hai aur price action par depend karega ke agla move kis taraf hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим