EUR/JPY ka jo trend hai, wo kuch din se considerable upward pressure dikh raha hai, aur ab yeh dekhna hai ke kya yeh trend ulatnay wala hai ya yeh sirf ek price correction hai. Is baat ka tehqiq karte hain aur EUR/JPY currency pair ka D1 time frame mein gehrai se tajzia karte hain.
Sab se pehla qadam yeh hai ke hum trend ko samjhen aur dekhain ke EUR/JPY ka rujhan kis taraf ja raha hai. Abhi ke liye price Moving Average indicator ke upar hai, jo ke bullish trend ko zahir karta hai. Lekin Stochastic Indicator overbought area ko touch karne wala hai, is liye mumkin hai ke pehle ek price correction aaye.
Jab humein yeh pata chal jaye ke trend bullish hai, tou agla qadam yeh hoga ke hum EUR/JPY ka buy option dekhen. Lekin yeh kaam us waqt karna chahiye jab stochastic indicator oversold area mein ho D1 time frame par. Phir hum buy kar sakte hain. Best buying momentum smaller time frames par banega, jaise ke M30 ya M15. Agar hum abhi ke price par enter karte hain, tou pehle ek niche girnay ka chance kaafi strong hai.
Agar humein buy ka option milta hai, tou agla qadam yeh hoga ke stop loss area set karein. Main stop loss ke liye support area ka istemal karunga jo ke 158.04 ke price level par hai. Aur target take profit ke liye resistance area ka istemal karunga jo ke 167.88 ke price level par hai.
Agar abhi tak aapko meri analysis samajhnay mein mushkil ho rahi hai, tou main ne ek image attach ki hai jisse aap guide le sakte hain. Yeh meri taraf se EUR/JPY currency pair par chhoti si analysis thi, umeed hai ke members ke

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим