USDCHF
hello dear forum mates kesy hain ap sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aur weekend enjoy kar rahy hon gay weekend main market off hone ki wajah say hamen chart ko kabhi bhi dekhna nahi band karna chahye kyon ky sunday waly din ap ny next week ka plan tayar karna hota hai aur next week ki movement ka analysis bohut zrori hota hai kyon kay apka mind fresh hota hai jis waja say ap ky mind main market ky bary main koi bhi confusion nahi hoti hai jis sy ap ky analysis accurate hone ky ziyata chances hoty hain is lie ap ko next ki planning tab karni chahye jab ap trading say bilkul farig hon is say ap ki trading ko bohut acha result mily ga aj ham usdchf ky bary main next movement janny ki try karen gay mujhe umeed hai ap ko mere analysis say kafi faida ho ga. dear friends usdchf ko ager ham dekhen tu hamen yeh dikh raha hai ky ju main ny green area pay chart ko jitna green kia hai uska yeh matlub hai ky yeh aik strong support area hai market iss area ko kafi ziata respect kar rahi hai aur kafi time say kar rahi hai ap dekh sakty hain abhi ap ko market open hony ky bad thora sa wait karna ho ga jesy hi market apni support 0.9246 ko breakout daiti hai tu ap ne thora sa aur wwait karna hai aur aik confirmation canlde banny ka wait karna hai ju bearish bany tu wahn say ap nay iso sell karna hai ager ap ky pas apni koi strategy hain tu ap us say bhi mazeed confirmation lay sakty hain aur phir ap ne isko sell karna hai aur uss ky bad dosri option ager yeh area breakout nahi hota hai aur yahn say rejection ho jati hai tu ap ko koi buy ki formation find karni hogi ju hamen yeh bta saky ky yeh market ab buy ja sakti hai tab ap ne buy karna hai mager fundamental aur news yehi bta rahi hai ky doller way jitne bhi pair hai jin ky shuru main USD aa rahi hai wo sab negitve hone ky chanses hai iss lie ham issi side ko ziata dekhen gay aur trade karen gay.
market main kam karny ky lie ap ky pas dono option hona bohut zrori hain jis tarf bhi market change ho ap usi side is main trade kar sakty hain,yehi aik successfull trader ki nishani hoti

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим