USD/CHF ne ek clear bullish trend dikhaya. H4 time frame mein ek upward movement highlight hoti hai jo 1/4 margin zone se shuru hui, jo weekly RSI ke lower boundary ke sath coincide karti hai. Is area mein ek bullish engulfing candle nazar aayi, jahan market margin zone ke upar close hui, jo buyers ke strength ko zahir karta hai. Halanke recent lows ka thoda break dekhne ko mila, lekin yeh lows sirf marginally update hue, jo ek potential early reversal ka ishara karte hain. Yeh upward move broader downtrend ke andar ek correction ho sakti hai, lekin kuch signs further gains ki potential ki taraf ishara kar rahe hain. Nateeja yeh hai ke recent decline ne temporary uncertainty paida ki, lekin signs yeh suggest karte hain ke USD/CHF ke liye ek possible recovery ho sakti hai. Traders ko 0.8713 level ke aas-paas ke additional price action par nazar rakhni chahiye jab market critical support aur resistance levels ko test kare. Market ka concept ab buyers ke haq mein convert ho raha hai aur woh 0.8484 level ke qareeb pohanch gaye hain. Hum keh sakte hain ke yeh sentiment shift traders ke liye pehchan na zaroori hai, utasalar ek correction ke period ke baad. Buyers kuch dinon se ziyata active nahi rahe, kyunke correction ke period ne buying activity ko kamzor kiya. Market corrections aksar buying activity ko slow kar dete hain, kyunke traders price stabilization ka intezar karte hain. Magar ab waqt aa gaya hai ke buyers apne trades ko manage karein, kyunke market conditions behtar ho rahi hain. Broadly, the USD/CHF market is stuck at 0.8634 and is above the resistance level. Yad rahe ke support levels wo price floors represent karte hain jahan demand itni ziata hoti hai ke aage girawat rok li jaati hai. Main yeh suggest karunga ke support level se buy entry lein, kyunke yeh risk ko minimize karta hai aur upward momentum se fayda uthane ka mauqa deta hai. Iss setup ke liye, take profit target ko daily high level ke upar set karna zaroori hai. Daily high aksar resistancehaq mein rahega aur hum aaj bullish concept ko follow kar sakte hain. Ek broad view mein, traders ko un dosray factors se bhi agah rehna chahiye jo market ko influence kar sakte hain, jaise ke economic data, geopolitical events, aur central bank policies. Yeh factors market sentiment ko rapidly shift kar sakte hain aur price movements par asar dal sakte hain. Iss buy entry ke liye, main 15-pip ka point ke tor par kaam karta hai, aur jab yeh break hota hai
Leave a comment: