Re: Usd/jpy
USD/JPY next week overview
dear froum mates asslamoalaikum kesy hain ap sab log umid hai ap theek hongy ap khoob weekend enjoy kar rahy hon gay jab bhi market main weekend ata ha tu har trader ko market open hone ka shidat sy intzaar rehta hai ky jaldi say jaldi market open ho jay aur ham trade karen mujhe bhi asa hi besabri ky sath intrzar rehta hai is lie sunday ka din bohut mushkil say guzrta hai is lie sunday ky din hamen chahye ky next week hony wali movement ko ham pehle pridict kar lain tu hamry lie bohut asani rehti hai ham ko pehle hi apna target set kar ky rakh laina chahye ta ky ham ko market opening ky bad signal mil saky aj ham usdjpy ky bary main analysis karen gay ky kal say yeh kis tarah move kar sakty hain aur aik week ky lie yeh kahn say kahn tak ja sakti hai market main hamen long term analysis bhi zror karne chhaye is main hamen market main confusion nahi rehti hai kyon ky pehle say ham nay apne target dekhy hoty hain is lie usdjpy ko bhi ham aj pehle say hi analysis karen gy jis say ham ko asani mil saky gi.
USD/JPY Analysis on h4 time frame
dear friends jab bhi ham aik week ky analysis karen gay tu ab sy acha time frame h4 hai is main aik week ky sab sy best analysis ho sakty hain kyon ky is say ham pechly week main hony wali movement ko dekhty hoay analysis karty hain jis ssay hamry pas market ky high aur low ko dekhna asan ho jata hai is lie aj bhi ham usdjpy ko h4 time frame main analysis karen gay.
ap mere chart main dekh sakty hain usdjpy ny aik consolidation area say nikal kar aik achi buy ki movement di hai yeh consolidation area main nay apne pehle analysis main share bhi kia tha ap meri privious post main dekh sakty hain sideways area say niklne ky bad kafi achy move hoi hai ab ham market open hony ky bad is main thoi si retracement dekh sakty hain aur wo retracement kahn tak ho sakty hain ap mere chart main dekh sakty hain ju area min nay horizental line say mention bhi kar dia ha aur 135.28 pay aik strong support ban rahi hai yeh pair yahn tak aik support lainy aa sakta hai ager is area main koi buy ki ap ko confirmation candle banti dekhti hai tu ap isko buy kar sakty hain kyon ky is ka trnd up ka start hai jis wajaj say ham isko ab up main hi jata dekhen gay sell sirf usi sorat main dekhen gay jab market is support level ky nechy band ho gi aur isko break karny ky bad kcuh candle bearish bany gee tu ap phir isko sell main dkeh sakty hain udher ap ager volume indicator ko dekhen gay tu ap pata chaly ga ky ab volume bilkul kam reh gea hai jis waja say market open hone ky bad ab sell main aa sakti hai kyon ky market main ager volume kam ho ga tu demand bhi kam ho jayge jis ki wajah say market down ana start kar daiti hai.
market open hone ky bad ap bilkul asa hi dekh saken gay mujhe umdi ap ko mere analysis say kafi faida milta ho ga mujhe zror btaye comment main.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим