Usd/jpy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    Ù£ مئی Ù¢Ù*٢٣ Ú©Ùˆ امریکی ڈالر/جاپانی ین Ú©ÛŒ پیشن گوئی امریکی ڈالر/جاپانی ین 138.40 قیمت چینل لائن تک نہیں پہنچی۔ انسداد ڈالر Ú©ÛŒ کرنسیوں میں Ú©Ù„ Ú©Û’ قیاس آرائی پر مبنی اضافے Ù†Û’ اسے ایسا کرنے سے روک دیا۔ مرکزی منظر نامے میں، مجھے یقین ہے کہ جب فیڈرل ریزرو اپنی مانیٹری پالیسی کا اعلان کرے گا تو usd مضبوط ہو جائے گا۔ اس وقت تک قیمت آسانی سے 135.40 Ú©ÛŒ Ø*مایت تک پہنچ سکتی ہے۔ مزید، میں 138.40 تک ترقی Ú©ÛŒ ایک اور لہر کا انتظار کر رہا ہوں۔ [ATTACH=CONFIG]206366[/ATTACH] مزاØ*مت پر قابو پانے سے ہدف 139.40 پر Ú©Ú¾Ù„ جائے گا، اس Ú©Û’ اوپر 140.35 پر ایک اور ہدف ہے۔ اگر یہ 135.40 Ú©ÛŒ سپورٹ لیول تک پہنچنے میں ناکام رہتا ہے، تو قیمت بھی 134.40 تک پہنچنے Ú©ÛŒ کوشش کرے گی۔ چار گھنٹے Ú©Û’ چارٹ پر، مارلن آسیلیٹر، جو پہلے ہی نیچے Ú©Û’ رجØ*ان Ú©Û’ علاقے میں داخل ہو چکا ہے، قیمت Ú©Ùˆ 135.40 Ú©Û’ ہدف تک پہنچنے میں مدد کرتا ہے۔ [ATTACH=CONFIG]206367[/ATTACH] ١٣٥.Ù¤Ù* Ú©ÛŒ سطØ* ایم. اے. سی. ÚˆÛŒ. انڈیکیٹر لائن Ú©Û’ ساتھ ملتی ہے، جو اسے سپورٹ کرتی ہے۔ یہ صورت Ø*ال بالواسطہ طور پر اہم تیزی Ú©Û’ منظر نامے Ú©ÛŒ ترقی Ú©ÛŒ Ø*مایت کرتی ہے۔ مارکیٹ اپنا Ø*تمی فیصلہ آج Ú©ÛŒ فیڈ میٹنگ میں کرے گی۔ تعینات کیا مراد ہے مارکیٹ Ú©Û’ تجزیات یہاں ارسال کیے جاتے ہیں جس کا مقصد آپ Ú©ÛŒ بیداری بڑھانا ہے، لیکن تجارت کرنے Ú©Û’ لئے ہدایات دینا نہیں*
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      usd/jpy overview for today usd/jpy pair ky ju main ny ap ky sath kal analysis share kiey thy ap unko dekh sakty hain ky bilkul usi ky mutabik movement hoi hai aj ager usd/jpy ky bary main bat karen tu aj doller ky hwaly say aik bohut bara din hai us ki wajah aj month ki sab sy big news hai jis ko FOMC news kaha jata hai agy ja kar ap ko mein details ky sath news aur fundamental analysis share karon ga jis say ap ko kafi faida ho sakta hai aj usd/jpy ky bary main ham pehle technical dekhty hoay news ko dekhen gay sab sy pehle mein ap ky sath apna chart share karon ga aur aj ky din ju technical ban raha hai us ky mutabik ham news ky analysis bhi karen gay. usd/jpy technical analysis for today usd/jpy ka technical chart ap dekh sakty hain us main wo trend channel ju laga hoa hai wo kal wala hi hai kal mainny jesa ap ko btaya hai bilkul wesa hi hoa hai aur aj market bilkul usi jagah par hai jahn main ny kal btaya hai ap mera kal ka chart dekh sakty hain aj ager usd/jpy pair ki bary main bat ki jaye tu iski current price 135.60 chal rahi hai kal yeh pair 137.78 high laga wapis aya hai aur trend channel ko break karty hoau aik down movement di ha aj ka support area 135.12 aur 134.93 hai market aj isko tocuh kar sakti hai mager hamen thora sa wait karna ho ga aur correction complete hony pay again is main sell ka signal find karna ho ga aur again is main sell dekhni hogi iski again sell 50 ki EMA ky qareeb ho sakti hai ju mere chart par ap dekh sakty hain mein ny arrow ky sath bhi ap ko samjha diya yeh area aj ky din aik achi sell day sakta hai ap ko wait karna ho ga is area main koi sell ki formation ka ab ham apne fundamental analysis ki tarf. fundamental analysis news ky bary main aj dekha jaye tu aik big day hai jis main market main kafi halchal hoti hoi nazer aa rahi hai kyon ky aj Federal Funds Rate release hongy aur us ky bad FOMC Press Conference bhi hai ju ap mere chart main dekh sakty hain uss sy pehle bhi ap doller ki news hain mager mere khyal ju big move ho sakti hai wo FOMC news time ho sakti hai is lie aj ka din trade karny ky lie kafi risky hain is big news ky bary main analysis karna kafi mushkil hota hai is lie hamen news any ky bad tab tak wait karna ho ga jab tak candle close na ho jaye aur h1 hour ki candle ki closing ka wait karen gay jis tarf candle close ho gi ap usi tarf trade kar profit bana sakty hain over doller par aik negitive impact par sakta hai kyon ky kal say wesa hi tehnical ban raha hai ju hamen yehi bta raha hai ky doller main aik sell ki move dekh sakti hain mger pehli move aik buy main aa sakti hai ju kal wali correction bhi karegi phir is main sell move dekhne ko mil sakti hai aj ky technical aur news ky analysis ap ko samjh main aagy hongy mujhe umeed hai ap ko kafi faida ho ga.
         
      • #1608 Collapse

        USD/JPY pair Price Outlook:
        USD/JPY pair major currency pair main aj FOMC ki strong news say price main aik strong movements k chances hain, jis main mairay analysis k hisab say price aj fall honay k chances increased ho saktay hain. Last week main USD/JPY pair price aik interesting tareeaky say movements ko start aur closed karty rahi hai, last Friday is pair main 133 to 136 levels tak ki movements 300 pips tak possible hue hai. USD/JPY pair price main 300 pips ki movements ka maine technically reason jannay ki try ki to main is main fail raha hoon. Laikin jab maine is ka reason fundamentally tareeaky say jannay ki try ki uska result yeh nikla k last week main chart pay Monetary Policy Statement ki news releasing ki wjaha say itni big movements hue. Monetary Policy Statement main bank of japan nay apnay interest rates increased karnay say mukamml tour pay denied kiya hai k wo apnay rates 0 % tak bhi increased nai karega, mairay analysis aur knowledge k hisab say sirf isi wjaha say chart pay USD/JPY pair price main bullish movements ki 300 pips tak movements possible hue hai, price ka trend reversal start ho chuka hai jis main isk opposit pairs ki movements bhi strength hona start ho chuki hai, maine USD/JPY pair price ka aik aur technical chart share kiya hai jis main price chart ko follow karty huway aik acha idea hasil honay k chances haim fined kar saktay hain, jo k sab kuch darj zail main hain.
        Chart Analysis:
        Dear Friends! USD/JPY pair price ko agar ham 4 hours chart pay analyzed kartay hain to price aik big bullish trend main movements kar rahi hai, laikin usk sath he ham yeh bhi analyzed kar saktay hain k chart pay price overbought bhi ho chuki hai, jis main price currently, 135.00 support zones k bilkul kareeb reach kar chuki hai, Agar current position FOMC news ki releasing k sath bounced hoty hai, aur sath 135.00 support levels say declined hoty hai, to chart pay price k again upward movements k chances ban saktay hain jiska target ooper again 137.44 resistance zones tak ban sakta hai. Agar current price 4 hours chart pay 135.00 support zones k down main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements k chances ban saktay hain, jiska target neeche long-term k liye 133.00 support zones tak fall honay k chances ban saktay hain. Aj FOMC ki news k released say he is pair ki next movements aur trend ka perfect idea hasil ho sakta hai, jisk liye lazmi hai k hamain kam say kam risk k sath chart pay trades ko open karna chaye. Shukrya.
           
        • #1609 Collapse

          usd/jpy overview for today helle dear friends and forum mates kesy hain ap sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aur ap ki trading achi ja rahi ho gi aj ham usd/jpy pair ky bary main overview dekhen gay sab sy pehle kal ky din ki bat karen gay kal mein ny ju usd/jpy pair ky analysis ap ky sath share kiey thy aj aj ap wo dekh sakty hain jesa mein ny btaya tha ky kal ky din doller weak ho ga tu wesa hi hoa hai aur technical mein bhi ap ko doller ky weak hony ka btaya tha to ap dekh sakty hain. bilkul wesy hi hi market ne movement ki hai aj ki ager ham bat karen doller aj still bearish reh sakta hai kyon ky rat FOMC news ki wajah say aj impact hota rahy ga aur aj bhi doller ky ziada tar sell mein jany ka chanses hain aj ham apne technical ko bhi dekhy gay kyon ky news ky bad ham ny trade main enter hone ky lie aik technical ki zrort hoti hai ju main ap ky sath share karon ga aur ap ko bataon ga ky ap aj phir say kesy market main enter ho kar acha profit bana sakty hain. usd/jpy technical analysis on h4 hour time frame aj intraday ky analysis ham h4 hour chart par karen gay kyon ky h1 time frame main chart ky mutabik koi acha level nahi ban raha ha jis waja say mein ne h4 time frame main analysis kiey hain ap chart dekh sakty hain usd/jpy ny apni aik strong support area ko breakdown kia hai mager aik aur support abhi baki hai ju ap ko trend line py lagi hoi nazer aa rahi hogi aj sab sy pehle usd/jpy pair apni thori correction kar sakta hai aur uss ky bad ager yeh apni trend line break karta hai nechy kki side tu ap is main sell ki trade sakty hain toh yeh trade bohut hi safe sabit ho sakti hai kyon ky is mai news ki bhi favor hai aur technical ki bhi favor jis wajah say ye trade ki accuracy bohut achi ho sakti hai mujhe umeed hai ap ko aj ky mere analysis kafi faida dein gay. fundamental analysis aj fundamental aur news ky bary main bat ki jaye tu aj bhi high impact news hain jis main euro ki Main Refinancing Rate ka data ay ga aur uss ky bad euro ki Monetary Policy Statement release hogi aur uss ky bad sab sy end mein Doller ki news hai jis main Unemployment Claims ka data ayy ga jis doller phir say negitve ho sakta hai ager ham news chart ky mutabik dekhen tu ap meri news history bhi dekh sakty hain ky aj phir say market taizi main aay ge aur ap ko ehtiyat ky sath kam karna ho ga.
             
          • #1610 Collapse

            usd/jpy forecast hello dear friends and forum mates kesy hain ap sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aur ap ki trading bhi bohut behtr ja rahi hogi aj ham usd/jpy ky bary main apna overview dekhen gay kal bhi mein is pair ky bary main apne analysis share kiey thy aur pehle ham iska overall overview dekheh gay ky yeh kis tarah say react kar sakta hai aj friday ka din aur market ki closing hai yeh din har pair ky bary main hi kafi risky day hota hai kyon ky market main double side movement hoti hai aur aksar trap bhi hota hai jis main new trader trap hoty hain aj ky din ham jab tak acha signal nahi mily ga tab tak is main ham enter nahi hongy agy ja kar is pair ka chart share karon ga aur news k bary mein bhi btao ga ky aj kis tarah technical aur news mein usd/jpy pair movement kar sakta hai ap sath sath apni confirmation ko add kar ky is mein mazeed apni trade ko risk free kar sakty hain. usd/jpy intraday analysis dear friends usd/jpy ka mera kal wala chart abhi tak valid hi hai mein ny kal ap ky sath h4 time frame ky analysis share kiey thy aj bhi abhi tak wohi chart valid hai usd/jpy pair ny apni nechy wali trend line ko break kar diya hai aur retest bhi kar diya hai abhi is pair main ap sell kar sakty hain kyon ky ager is main logically dekha jaye tu news main bhi doller negitve hoa hai aur technical ki bat ki jaey tu EMA 50 bhi bta raha hai ky iska trend sell ka start hai us ky bad hamry pas third confirmation trend line bhi hai ju bta rahi ha ky is main sell karna hai is lie hamry 3 confirmation hein tu ham is pair main aik achi selll dekh sakty hain aur aj ka apka target 133.04 ho ga ju ky ap ko horizental line wali support nazer aa rahi hogi mere chart main ap dekh sakty hain kitna clear analysis kia hoa hai mujhe umeed hai ap ko aj ka technical analysis samjh mein aa gea ho ga ab ham news ki tarf aur fundamental ki tarf nazer dalty hain ky us main kia ho sakta hai. fundamental analysis aj market main kafi high impact data aa sakta hai ju ky ap mere news chart main dekh sakty hain sab sy pehle cad ki news hai jis main Employment Changes hongi us ky bad doller ka Average Hourly Earnings m/m data ho ga aur end main doller ka Unemployment Rate ho ga jis main doller postive data any py doller strong ho ga aur ager negitive data ata hai tab doller weak ho sakta hai mager yeh data hamen news time hi pata chalta hai jab news ati hai pehle sirf ham forecast hi kar sakty hain mujhe umeed hai ap ko mere aj ky tecnical analysis aur fundamental analysis samjh main aa agy hon gay jis say ap ko kafi faida ho ga.
               
            • #1611 Collapse

              USD/JPY Pair price Overview: Dear Friends! USD/JPY pair price ko analyzed kartay huway yeh feel hota hai k ab is pair main is week k hisab say ziada movements k chances nai hain. Agar ham USD/JPY pair price ko last thursday k daily candle k hisab say analyzed kartay hain tp price resistance levels say declined hotay huway donward main movements ko start kar chuki hai. Chart pay is pin bar ko daikhtay huway ham is baat ka andaza bhi laga saktay hain k pair price ab next movemets ko bullish long-term k liye start kar sakty hai. Agar market chart pay ham price ki currently movements ko daikhtay hain to yeh chances increased ho chukay hain k price ka next target ooper 135.00 resistance zones ho saktay hain. USD/JPY pair price ki agar is bullish movements ko ham next main seen kartay hain to tab chart pay price ka agla target mazeed bullish rehnay k chances hain jiska target ooper 136.00 tak mazeed reach kar sakta hai. Chart pay is bullish movements aur trend ki directions ko daikhtay huway hamain market main risk is hisab say laina chaye k aaj news chart pay NFP ki high-impact news bhi hai, jis say chances increased ho saktay hain, aur sath agar ham market chart pay is news ko follow kartay huway work kartay hain to hope yeh ki ja sakty hai k ham kisi bhi big loss say bach saktay hain. Chart Analysis: USD/JPY pair price ko agar ham h1 chart pay analyzed kartay hain to currently price 133.37 to 133.52 support zones say declined ho kar upward movements ko start kar chuki hai. Agar aj high-impact news k sath price bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 135.00 to 136.00 resistance levels tak honay k chances ban saktay hain. Chart pay buy entry k liye price again support levels say declined k liye bearish corrections kar skaty hai, is liye best yahi hai k news chart ko follow kartay huway trading he best sabit hoge. Shukrya.
                 
              • #1612 Collapse

                USD / JPY H4 Chart Ina kate Good morning Dostu! The USD/JPY the presence of H4 Chart pair is currently on the uptrend. When the oopar jana jari rakhna mumkin nahi tha, the couple oopar ki taraf bherne ki ziyada se ziyada had se thora sa toot gaya, and the neechay ki taraf jane lagi. Aik oopar ka rujhan ho sakta hai, yeh 131.23 ki satah hai, ab yeh imkaan hai ke jora neechay jane ki koshish kere ga aur kami ka hadaf, shuruvaat karne walon ke liye. jora palat sakta hai and qeemat oopar jane ki koshish kere gi, is satah somewhat pounchanay ke baad. In contrast, if qeemat is satah ko neechay toar deti hai, then imkaan hai ke jore maintaining supernatural beings 5 win volf lehar ke hadaf tak jari reh sakti hai, and yeh 128.90 ki satah tak hai. oopar yeh mumkin nahi hai jab ke 130.00 ki had se. Aik acha ishara hai toot phoot aur zawaal ko jari rakhnay ke liye. zawaal mazeed jari reh sakta hai mojooda rule back up. Particularly ke baad oopar kinetic energy taraf islaah haasil kar satke hain aur koi kaafi haqeeqat pasandana hai ke hum Amrici session mein. USD/JPY Weekly analysis on H4 time frame Ap nothing more than visualization her primary source dekh sakty hain main rather than a usdjpy ko h4 time structure main investigated the word hai sab sy pehly her primary source aik channel of distribution lgaya hai jis main market move ho rahi hai the marketplace ny upper channel-related ko reject karty hoay nechy any ka sign dia hai ju ky main USD / JPY D1 Chart daily time interval Usdjpy yeh tijarti jora kal ki nisbat taraqqi mixed pehlay marhalay maintaining hun. Is ka saboot mojooda qeemat ki haalat 132. 87 markazi mehwar 132. 17 se oopar in addition pehli hmati satah r1. qiyaas kar satke hain hum taraqqi ke baray. oopri muzahmati something in paragraphs 2-134, 30, and 135. balkay farokht ke saudey kholnay ke liye break point ke tor par bhi kaam karti hain, yeh nah bhulen ke yeh sthin ab nah sirf ahdaaf ke the sake of par kaam karti nahi. pivot 132. 17 ki markazi satah se qeemat ke totnay aur is ke neechay mustahkam honay ke baad hi mutaliqa rahen. Lekin mein abhi farokht ke baray mein baat nahi kar raha hon. To 131.45, 130.04, or 129.32 par support par qeematein hadaf ki satah ke tor par kaam karen gi is yaqenaan agar yeh lamha hota hai. aik mukammal baghaawat khuli pozishnon par.
                   
                • #1613 Collapse

                  USD / JPY market outlook
                  two market dobarah khilnay ke baad aaj pehli chhutti hai naye haftay ke sath. USD / JPY 135. 00 ki satah ke qareeb honay wali islaah ke hissay ke tor par trading ka hafta khatam karta hai. moving average ke mutabiq, jore ke liye aik taraf ka rujhan mojood hai. qeematein fi al haal qeemat ke tawazun ki balai had par trade kar rahi hain, jis se pata chalta hai ke currency pear ke khredar qeemat par dabao daal rahay hain aur yeh taraqqi jari reh sakti hai. fi al-waqt, hamein 134. 85 ki satah ko jhanchne ke liye aik bearish correction bananay ki koshish ka andaza lagana chahiye. is ke baad, currency jora mumkina tor par 135. 59 ke mumkina maqsad ke sath, back up aur barhta rahay ga. 134. 14 se neechay USD / JPY ki zabardast kami aur bandish jore ke liye taraqqi ke option ko mansookh kar day gi. is misaal mein, hamein 135. 57 ke maqsad ke sath currency pear mein musalsal gravt ka andaza lagana chahiye .
                  4 ghantay ka chart '
                  USD / JPY h4 chart ka tajzia karte hue, hum aik barhatay hue rujhan ki lakeer ka mushahida kar satke hain jo muqami satah ko uboor karti hai aur pehlay hi kayi baar sharah ke liye aik mehwar ke tor par kaam kar chuki hai. lekin agar mandi ka farq zahir hota hai, to sharah gir sakti hai, jo is baat ka ishara ho sakta hai ke yeh trained line toot jaye gi. agar dhalwan waqai toot jaye to USD / JPY farokht kya jana chahiye. doosri soorat mein, usay khareeda jana chahiye. agar yeh 135. 60 par rukawat ki satah se bahar nikal sakta hai to sharah mein izafah jari reh sakta hai. doosri taraf, Amrici session ke douran manfi inhiraf ka zahuur is baat ka ishara hoga ke USD / JPY mein kami honay wali hai.
                   
                  • #1614 Collapse

                    IDENTIFICATION OF USD/ JPY ON H1 HOURS TIME PERIODS CHART : Dear friends and members USD/JPY pairs ko judge karny ky liye perfect timing ki zarort hotii Hei ky ju main ny ap ky sath kal ANALYSIS share kiey thy ap unko dekh sakty hain ky bilkul usi ky mutabik movements banty hoi hai aj ager usd/jpy ky bary main bat karen tu aj doller ky hwaly say aik bohut bara din hai us ki wajah aj month ki sab sy big news hai jis ko FOMC news kaha jata hai agy ja kar ap ko mein details ky sath news aur fundamental analysis share karon ga jis say ap ko kafi faida ho sakta hai aj usd/jpy ky bary main ham pehle technical dekhty hoay news ko dekhen gay sab sy pehle mein ap ky sath apna chart share karon ga aur aj ky din ju technical ban raha haiusd/jpy ka technical chart ap dekh sakty hain us main wo trend channel ju laga hoa hai wo kal wala hi hai kal mainny jesa ap ko btaya hai bilkul wesa hi hoa hai aur aj market bilkul usi jagah par hai jahn main ny kal btaya hai ap mera kal ka chart dekh sakty hain aj ager usd/jpy pair ki bary main bat ki jaye tu iski current price 135.60 chal rahi hai kal yeh pair 137.78 high laga wapis aya hai aur trend channel ko break karty hoau aik down movement di ha aj ka support area 135.12 aur 134.93 hai market aj isko tocuh kar sakti hai mager hamen thora sa wait karna ho ga aur correction complete hony pay again is main sell ka signal find karna ho ga aur again is main sell dekhni hogi iski again sell 50 ki EMA ky qareeb ho sakti hai ju mere chart par ap dekh sakty hain mein ny arrow ky sath bhi ap ko samjha diya yeh area aj ky din aik achi sell day sakta hai our jab naya rujhaan bnta hy to ap buy kar sakty hen our es wakt Marketing mei 140.08chal raha hey. USD/ JPY TECHNICAL ANALYSIS ON H4 HOURS FRAME...!!Dear friends market Mei USD/JPY pair parfect currency pair main aj FOMC ki strong news say price main aik strong movements k chances hain, jis main mairay analysis k hisab say price aj fall honay k chances increased ho saktay hain. Last week main USD/JPY pair price aik interesting tareeaky say movements ko start aur closed karty rahi hai, last Friday is pair main high levels tak ki movements 300 pips tak possible hue hai. USD/JPY pair price main 300 pips ki movements ka maine technically reason jannay ki try ki to main is main fail raha hoon. Laikin jab maine is ka reason fundamentally tareeaky say jannay ki try ki uska result yeh nikla k last week main chart pay Monetary Policy Statement ki news releasing ki wjaha say itni big movements hue. Monetary Policy Statement main bank of japan nay apnay interest rates increased karnay say mukamml tour pay denied kiya hai k wo apnay rates 0 % tak bhi increased nai karega, mairay analysis aur knowledge k hisab say sirf isi wjaha say chart pay USD/JPY pair price main bullish movements ki 300 pips tak movements possible hue hai, price ka trend reversal start ho chuka hai jis main isk opposit pairs ki movements bhi strength hona start ho chuki hai, maine USD/JPY pair price ka aik aur technical chart share kiya hai jis main price chart ko follow karty huway aik acha idea milty hei jis sey Marketing Mei knowledge barha sakty hen.
                    • #1615 Collapse

                      t e c h n i c a l _ a n a l y s i su s d / j p y
                      salam alaikum, aaj subah kaisay hain, umeed hai ke hum hamesha Allah taala ki hifazat mein hain. aaj mera maqsad usd / jpy currency jore ke takneeki tajzia ko bayan karna hai. likhnay ke waqt usd / jpy 134. 85 par trade kar raha hai. fi al haal, usd / jpy mandi ke rujhan par hai aur tajir farokht ki pozishnin kholnay ki sifarish kar rahay hain. aaj qeemat ke dobarah mandi mein anay ka mauqa kaafi bara lagta hai, lekin hamein pehlay isharay ki taraf se di gayi Hadayat ki nigrani karni chahiye, aisa lagta hai ke moving average knorjns ( macd ) isharay ki signal line ki simt neechay ki taraf ishara kar rahi hai. rishta daar taaqat ka index ( rsi ) qadray neechay hai aur 47. 5751 scale reading dekhata hai. agar hum is time frame par nazar dalain to aisa lagta hai ke usd / jpy fi al haal 20 ema aur 50 ema se neechay ja raha hai, jis ka matlab hai ke fi al haal, usd / jpy is time frame mein ab bhi mandi ke rujhan mein hai .
                      H-4 Chart Frame
                      darin Isna , 135. 41 ko bunyadi muzahmati satah ke tor par dekha ja sakta hai. mein tawaqqa karta hon ke jori 136. 88 aur 137. 74 muzahmati sthon ki taraf barhay gi aur durust kere gi taakay usay dobarah 133. 57 aur 132. 02 support levels ki taraf girnay se pehlay dobarah jaanch sakay. doosri taraf, is ka fori maqsad 133. 57 ka support area hai, jis ki qeemat usd / jpy ko 132. 02 ka agla maqsad haasil karne ke liye torna hoga jo ke support ki doosri satah hai. is ke baad, agar manfi pehlu 130. 65 support ke neechay toot jata hai, to qeemat gir sakti hai. mere takneeki nuqta nazar ke mutabiq, mazkoorah jori taizi ki hogi aur ab yeh pichli aala sthon ko dobarah jhanchne ja rahi hai
                         
                      • #1616 Collapse

                        USD/JPY Technical Analysis: usd / jpy currency pair ki mojooda market qeemat 134. 70 hai. qeemat fi al haal mandi ke rujhan mein ja rahi hai. mazeed bar-aan, zigzag patteren neechay ki taraf paish Raft ki nishandahi karta hai. 200 ema, 100 ema, aur 50 ema exponential moving average trend line se neechay hain. un moving average ke liye muzahmati sthin 133. 90, aur 133. 70 hain. aur un moving average ke baad qeemat mein izafah hi hoga. market ka oopar ki taraf rujhan 134. 70 aur 133. 40 muzahmati sthon se guzray ga. usd / jpy is ke baad bhi jari reh sakta hai agar mojooda walay abhi bhi thori si islaah haasil karte hain. market mein thori si kami ke baad, mein jald hi taraqqi ki tawaqqa karta hon. is sorat e haal mein aik barri muzahmati had 133. 90 par hogi. agar hum 135. 60 se ziyada haasil karne mein kamyaab ho jatay hain to yeh khareed ka ishara bhi ho ga. stochastic nishanain batati hain ke hum ne pehlay hi ziyada farokht honay wala ilaqa chore diya hai aur ab kharidne ka acha waqt hai. mumkina mamooli rule back down ke baad kharidne ka aik acha imkaan hoga . daily chart par muqami ziyada se ziyada 132. 80 ki khilaaf warzi barhatay hue rujhan ki tasdeeq ke liye zaroori thi. woh is islahi kami ke douran kamyaab kharidari kar satke hain, jo mustaqbil mein ziyada taraqqi ki ijazat day gi. hum 133. 60 khittay ko chore dete hain. yeh aik aawaz dano ki terhan lagta hai. agar yeh pata chalta hai ke mumkina tor par aik aur kasaad bazari hogi, taraqqi jari reh sakti hai. agar yeh 132. 80 se neechay tay karta hai to farokht karna danish mandana faisla hoga. taham, agar qeemat 132. 80 muzahmati satah ke qareeb anay par candle ka rukh morta hai, to mein neechay ki taraf market ke ulat jane ki tawaqqa karoon ga. neechay ki taraf harkat ka bench mark support level 134. 80 par hoga .
                           
                        • #1617 Collapse

                          USD/JPY Price Review:
                          Last Friday, USD/JPY pair price again bullish movements ko pressure kar chuki hai, jisko maine Daily chart pay notice kiya hai. Currently, USD/JPY pair price 200 SMA k neeche movements kar rahi hai, jiskay chances hain k price chart pay kuch bearish corrections ki movements kar rahi hai, aur sath chances yeh bhi hain k Monday market open honay k sath USD/JPY pair price bullish movements ko again start karge. Differernt charts pay price ko analyzed kartay hain to price small chart pay downward movements ka pressure show kar rahi hai, jabk big time frame pay price bearish corrections show karty hai. Last week k last 3 days ko ham agar analyzed kartay hain to price ki sell main pressure k sath movements show hoty hai, laikin mairay analysis k hisab say ab USD/JPY pair price ki downward movements mazeed possible nai hai, wo is liye k USD/INDEX bhi chart pay down ka trend show karta hai jo k all USD pair ki directions ko bhi sath main he sell ki movements ko show karta hai. Chart Analysis: USD/JPY pair price ko 4 hours chart pay agar ham analyzed kartay hain to price last friday market closed honay say pehlay 135.00 strong levels k sell main breakout k sath declined ho kar sell ki movements k sath closed hue. Agar Monday market opening k sath current price 4 hours chart pay again bullish movements ko start karty hai aur sath 135.00 resistance levels k ooper breakout karty hai to chart pay price ki long-term ki movements k sath 137.44 resistance zones ko test kar sakty hai. Agar current price market open honay k sath bearish movements ko continues rakhty hai to chart pay price 133.00 support levels tak movements kar sakty hai, aur sath wahan say best buy ki trades ko ham pick karaingay jiski long position say traders trades kartay huway acha profit hasil kar sakaingay. Shukrya.
                             
                          • #1618 Collapse

                            USD / JPY H4 Chart Salam dusto! usd / jpy currency pair ki mojooda market qeemat 134. 70 hai. qeemat fi al haal mandi ke rujhan mein ja rahi hai. mazeed zig zag patteren neechay ki taraf paish Raft ki nishandahi karta hai. 200 ema, 100 ema, aur 50 ema exponential moving average trend line se neechay hain. un mutharrak ost ke liye muzahmati sthin 133. 90, aur 133. 70 hain. aur un harkat pazeeri ost ke baad qeemat mein izafah hi hoga. market ka oopar ki taraf rujhan 134. 70 aur 133. 40 muzahmati sthon se guzray ga. usd / jpy is ke baad bhi jari reh sakta hai agar mojooda walay abhi bhi thori si islaah haasil karte hain. market mein thori si kami ke baad, mein jald hi taraqqi ki tawaqqa karta hon. is sorat e haal mein aik barri muzahmati had 133. 90 par hogi. agar hum 135. 60 se ziyada haasil karne mein kamyaab ho jatay hain to yeh khareed ka indicator bhi ho ga. Stockastick nishanain batati hain ke hum ne pehlay hi ziyada farokht honay wala ilaqa chore diya hai aur ab kharidne ka acha waqt hai. mumkina mamooli rule back down ke baad kharidne ka aik acha imkaan hoga. h4 chart par muqami ziyada se ziyada 132. 80 ki khilaaf warzi barhatay hue rujhan ki tasdeeq ke liye zaroori thi. woh is islahi kami ke douran kamyaab kharidari kar satke hain, jo mustaqbil mein ziyada taraqqi ki ijazat day gi. hum 133. 60 khittay ko chore dete hain. yeh aik aawaz dano ki terhan lagta hai. agar yeh pata chalta hai ke mumkina tor par aik aur kasaad bazari hogi, taraqqi jari reh sakti hai. agar yeh 132. 80 se neechay tay karta hai to farokht karna danish mandana faisla hoga. taham, agar qeemat 132. 80 muzahmati satah ke qareeb anay par mom batii ka rukh morta hai, to mein neechay ki taraf market ke ulat jane ki tawaqqa karoon ga. neechay ki taraf harkat ka bench mark support level 134. 80 par hoga .
                               
                            • #1619 Collapse

                              USD / JPY h1 frame Forex pair USD/JPY has a market value of 134.70. Al-Haal Mandi Ke Rujhan Mein Ja Rahi Hai, says Qeemat. mazeed bar-aan, Raft ki nishandahi karta hai, zigzag patteren neechay ki taraf. The exponential moving average trend line is at 200, 100, and 50 ema. Unmoving average has a muzhmati value of 133.90 or 133.70. And if the moving average is not, then izafah is present. Market ka oopar ki taraf rujhan 134.70 and 133.40 muhammedmati sthon se guzray ga. If mojooda walay islaah haasil karte hain, usd/jpy is ke baad bhi jari reh sakta hai. Jald hi taraqqi ki tawaqqa karta hon market mein thori si kami ke baad. Aik barri muzahmati had 133. 90 par hogi is sorat e haal mein. If hum 135:60 se ziyada haasil karne mein kamyaab ho jatay hain, then the ishara for the Khareed has been reached. Probabilistic nishanain batati hain ki hum ne pehlay hi ziyada farokht honay wala ilaqa chore diya hai and ab kharidne ka acha waqt hai. back down ke baad kharidne ka aik acha imkaan hoga mumkina mamooli rule. USD / JPY H4 Chart Toby Kate Dostu, good morning! The USD/JPY pair on the H4 Chart is now uptrending. The pair oopar ki taraf bherne ki ziyada se ziyada had se thora sa toot gaya and the neechay ki taraf jane lagi when the oopar jana jari rakhna mumkin nahi tha. Aik oopar ka rujhan ho sakta hai, yeh 131.23 ki satah hai, ab yeh imkaan ho sakta hai ke jora neechay jane ki koshish kere ga aur kami ho sakta hai, shuruvaat karne walon ke liye. Is satah slightly bad? jora palat sakta hai and qeemat oopar jane ki koshish kere gi. The opposite is true if qeemat is satah ko neechay toar deti hai, in which case imkaan hai ke jore sustaining supernatural creatures 5 win volf lehar ke hadaf tak jari reh sakti hai, and yeh 128.90 ki satah tak hai. Jab ke $130.00 ki had se oopar yeh mumkin nahi hai. Toot phoot and zawaal's jari rakhnay ke liye acha ishara hai. Mojooda regime is reinstated by zawaal mazeed jari reh sakta hai. specifically, ke baad oopar kinetic energy taraf islaah haasil kar satke hain, and koi kaafi haqeeqat pasandana hai ke hum American session mein.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                Price revew usd jpy Introduction Last Friday, USD/JPY pair price again bullish movements ko pressure kar chuki hai, jisko maine Daily chart pay notice kiya hai. Currently, USD/JPY pair price 200 SMA k neeche movements kar rahi hai, jiskay chances hain k price chart pay kuch bearish corrections ki movements kar rahi hai, aur sath chances yeh bhi hain k Monday market open honay k sath USD/JPY pair price bullish movements ko again start karge. Differernt charts pay price ko analyzed kartay hain to price small chart pay downward movements ka pressure show kar rahi hai, jabk big time frame pay price bearish corrections show karty hai. Sell main pressure usdjpy Last week k last 3 days ko ham agar analyzed kartay hain to price ki sell main pressure k sath movements show hoty hai, laikin mairay analysis k hisab say ab USD/JPY pair price ki downward movements mazeed possible nai hai, wo is liye k USD/INDEX bhi chart pay down ka trend show karta hai jo k all USD pair ki directions ko bhi sath main he sell ki movements ko show karta hai. Chart Analysis. USD/JPY pair price ko 4 hours chart pay agar ham analyzed kartay hain to price last friday market closed honay say pehlay 135.00 strong levels k sell main breakout k sath declined ho kar sell ki movements k sath closed hue. Agar Monday market opening k sath current price 4 hours chart pay again bullish movements ko start karty hai aur sath 135.00 resistance levels k ooper breakout karty hai to chart pay price ki long-term ki movements k sath 137.44 resistance zones ko test kar sakty hai. Agar current price market open honay k sath bearish movements ko continues rakhty hai to chart pay price 133.00 support levels tak movements kar sakty hai, aur sath wahan say best buy ki trades ko ham pick karaingay jiski long position say traders trades kartay huway acha profit hasil kar sakain ho gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X