USD/JPY ایکسچینج ریٹ: آج کی قیمت اور مارکیٹ تجزیہ
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    usd/jpy forecast and overview greeting and good after noon dear forum mates kesy hain ap ab log mujhe umeed hai ap sab thik hongy aur ap ki trading bhi achi ja rahi ho gi aj ky din ham usdjpy ko analysis karengy sab sy phele ham is pair ky bary main apna overview paish karen gay aur batyen ky ky yeh kis tarah say behave kar sakta hai rat ko FOMC news thi jis ki waja sy doller main aik bearish move dekhny ko ai hai aur usdjpy main bhi aik sell ki movement hoi hai aj ky bary main ager bat karen tu usdjpy thora sa retracement lay sakt hai aur correcton karne ky bad phir say apne trend main wapis aa sakta hai is lie main ap ko apne chart par yeh bat hoy hoay btata houn ap ko mazeed achi tarah say samjh main aa sakta hai aur ap is say achi trade bhi pick kar sakty hain. USD/JPY INTRADAY SETUP dear friends ap ko usd/jpy pair ka chart nazer aa raha ho ga yeh aik correction ky mod main ja raha hai ap mere chart main bhi dekh sakty hain ju main ny red line ky beach green area mention ki hai wo aik strong resistance hai jis say usdjpy ko rejection mil sakti haia ur yahn say mazeed sell main aa sakta hai ager yahn say koi sell ki formation banti hai tab ap isko sell kar sakty hain aur dosri option ager is main buying dekhni hai tu ap ko yeh area break hone ka wait karna ho ga phir hi ap is ki buy ko dkeh sakty hain mager ap ager is main safe trade laina chahty hain tu ap ko is main sirf sell ka signal find karna chhaye kyon ky yeh pair main aik sell trend chal raha hai ager ap is main buy main jayen gay tu ap ki trade main risk ziada ho ga is lie ap ko yeh advice hai ky ap is main sirf trend ky mutabik movement ko pick karen ap ko profit hone ky chanses mil sakty hain. mujhe umeed hai ap ko mere analysis samjh main aa gay hongy jis say ap ko sell ka setup bhi mil gea hai aur buy ka setup bhi mil giya hai aj ky dina main ap is ko dekh kar sath main apni bhi confirmation add kar ky apni trade mazeed risk free bana sakty hain forex main jitni bhi ap ky pas confirmation ziada hongi utni hi ap ki trade ky win hone ky chanses ziada hongy.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      helo dear traders fi ghanta ke chart per qeemat utartay hue channel ke ander hai aaj mujhe umeed thi ke qeemat is channel ki balai sarhad tak pahonch sakti hai lekin ab tak is tak jana mumkin nahi ho sakta lehaza aam tor per main tawaqqa karta hon ke jore ki taraqqi jari reh sakti hai aur taraqqi ka hadaf is channel ki balai had ho sakti hai jo ke 133.63 ki satah hai sab se ooper is satah tak pounchanay ke baad jore ke liye pehlay se hi aik ulat phair waqay ho sakti hai aur qeemat neechay aana shuru ho jaye gi theek hai is channel ki nichli had jo 129.69 ki satah hai kami ka hadaf ban sakti hai aur main is baat ko mustard nahi karta ke agar qeemat channel ko toar deti hai ti yeh jori 132,11 ki satah tak barh sakti hai aaj feed ne jori ki taraqqi ke sath option ko kharab kar diya aur kamzor protocol aur powell ki dosh taqreer ke pas manzar main dollar poori market ke khilaaf gir gaya is waqt yeh 130.55 per support level ke test k intzaar karne ke qabil hai is support se aik rebaond jori ko kharidne ka ishara day ga aur yahan aik doubul botum ki shakal main achi terhaan se farmission ban sakta hai lekin neechay dabona jori ke zawaal ko taiz kar day ga aur jori achi terhan 127 win number per ja sakti hai aur yahan yeh yen ki mazbooti nahi balkay amrici dollar ki kamzoree hai lekin mujhe lagat hai ke yeh aik earzi rujhan hai aur phir bhi main anay walay dinon main 134 win number se ooper tijarat karne ke liye jori chornay ke option per ghhor kar raha hon main ghalat ho sakta hon lekin hum dekhen ge aisa main hamaray paas khabron ka pas manzar khaali hai lekin yorop main kal ka din khabron se bhara hwa hai jo shadeed utaar charhao ke hawa day sakta hai main tawaqqa karta hon ke qeemat junoob ki taraf support level ki taraf barhay gi jo 131,00 per waqay hai qeemat support level se uuchaal sakti hai jis ke baad yeh ghoom jaye gi aur 132, 95 ki muzahmati satah per shumal ki taraf barhna shuru kar day gi maer khayaal hai ke ziyada tar imkaan hai ke jora support leve se tot jaye ga aur phir junoob ki simt main agay barhna jari rakhay ga aur 128. ke adaad o shumaar ki taraf mael hoga is liye support level ke peechay qeemat tay karne ke baad main farokht ki tijarat kholo ga.
         
      • #1488 Collapse

        USD/JPY hello frinds to kesy ha p log umeed karta ho ap sub log thk hongey or profit ma hongey to baat koi jaye market ma aj closing day ha to agar baat ki jaye k market jab open hongey to kis tarf apni movement dy gye is waqat k halat ka jaiza liya jaye or dekha jaye k market is waqat kaha closr hoi ha or jab yahi market monday ko oppen hogi tois ki movement kaha or kesy move kar sakti ha or mazeed hum log is ma trade kar k kis tarha se profit earn kar saktey ha beghair kisi b kism ka nuqsan uthaye beghair kesy kam kar saktey ha to mazeed ma apko market ma badlao k barry ma samjhao ga kis tarha se market ki opnenig k bad hum log kesy trade karry or valuable profit earn kar saktey ha to ma ap logo k sath kuch analysis shere karna chata ho jis se aplogo ko umeed ha buhat zyada faida honga or mazeed ma aplogo ko is analysis ma samjhaney ki kosish karta ho k jo kuch maney observe kia ha market ki movement k hawaly se k jab market ki opening hogai to to market ka rujhan kis tarf hoga or hum log kis tarha se trade kar k is ma aik valuable profit earn kar agar hum log aik acha profit hasil karna chatey hoa to hamay market ko samjhna or is ma anlysis karty hoye trade karni chaye jo aik achi trade hasil karney ka zarye ban sakti ha to mazeed ma samjhanta chlo k market ma insaan ko experiences ka hona buhat zyda zarori hona lazmi hota jis se hum market ki movement ka jaiza ly saktey ha or trade kar k aik acha profit hasil kar saktey ha r mazzeed ma apko is anlysis ma samjhao ga jo kuch battein obsreve ki ha wo ma apko logo k sath bhi shere karta chalo. USD/JPY K TECHNICAL VIEWS To jesa k ap log dekh saktey ha market ma aj closing day hal raha to jab hum monday ko market ki movement ka jaiza ly gye jab market open hogai to to is ki movement kaha par move kar sakti or hum is ma trade kesy kar saktey ha jis humay profit hasil hosakta ha to mery is analysis ma ap log dekh saktey ha market koi movement kaha ja kar band hoi ha jesa k ap log dekh saktey ha k market ki movement pehly to upword move ho rhi thi magar thori c halchal k bad hum log dekh saktey ha market ka rujhan nechy ki tarf hogya or market ki movement jo ha wo nechy ki hi movement dy rhi ha to baat ki jaye k jab market open ho gai to is ki moement kaha par ja sakti ha aik point par akar movement average nay bhi break out kar dya tha tab ,market ka rujhan upper ki tarf magar kuch hi time k bad market ney down word movemenyt karna start kar chukki thi or mazeed ab woo nechey ko hi movement dy rhi ha jesay k aplog mery is anmalysis ma bhi dekh saktey ha k market ka rujhan kaha par ha or agar mazeed baat ki jaye to market jab monday ko open hogai to uski movement upper ko bhi jasakti ha or mazeed nechy bhi move kar kar sakti agar halt ka jaizay liya jaye to market ma abhi tak to market ney negative movement hi dekhai ha jis se pta cjahlta jha k market mazeed nechy hi move kary gye or ap log mery is analysis ma bhi dekh saktey ha maney jo anlaysis kiye thy pehly bhi ,market ney wesy hi movement dy rhi or insahalllah ab bhi wesa hi hoga to mazeed ap mery is analysis ma bhi dekh saktey ha k market kis tarf move kary gye jab monday ko open hogai to ma ummed karta ho apko mery is analysis ma samjh agye hogey jis se ap logo ko trade karney ma asani hogai or apko aik achi trade mil jaye.
           
        • #1489 Collapse

          USD/JPY Pair price Technical Reviews: 1 Hour chart pay last friday market closed honay say pehlay USD/JPY Pair price 13024 pivot point line k ooper movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper crossed over k bad kuch sell ki price corrections ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator chart pay confirm buy ka signal show kar raha hai. Agar current position Monday market open honay k bad upward movements ko continues rakhty hai to price ka agla target ooper 131.43 aur usk bad price mazeed 131.77 Resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current cost Hourly chart pay Monday market open honay k bad Reversed hoty hai, aur sath central point line k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target neechay 129.67 aur phir usk bad price mazeed 129.33 Support zones ko test kar sakty hai, Mairay analysis k hisab say price ka current trend up ka hai, aur sath price central point levels k bhi ooper running kar rahi hai, jiska target ooper Resistance levels ho saktay hain. 4 Hours chart pay last friday market closed honay say pehlay USD/JPY Pair price 13024 pivot point line k ooper movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k neechay crossed over k bad confirm buy ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator chart pay confirm buy ka signal show kar raha hai. Agar current position Monday market open honay k bad upward movements ko continues rakhty hai to price ka agla target ooper 131.43 aur usk bad price mazeed 131.77 Resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current cost h4 chart pay Monday market open honay k bad Reversed hoty hai, aur sath central point line k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target neechay 129.67 aur phir usk bad price mazeed 129.33 Support zones ko test kar sakty hai, Mairay analysis k hisab say price ka current trend up ka hai, aur sath price central point levels k bhi ooper running kar rahi hai, jiska target ooper Resistance levels ho saktay hain. Shukrya.
             
          • #1490 Collapse

            USD/JPY Salam dosto to kesy ha ap log umeed karta ho ap sub log thk hongey or profit ma hongey or achi aik trade hasil kar rhy hongey jesa k ap log jantey mery analysis ma buhat kuch sehty ha or ma apko buht kuch btata bhi rhta ho k market ka trend kis tarf hoga or ap log is ma kis tarha aik achi trade hasil kar kar saktey ha to jesy lk ap log jantey ka aj closing day chal rha ha to jab monday ko market ki opening hogai to market kis tarf move kar sakti ha or hum log is ma kis tarha trade kar kye aik acha or valuable profit hasil kar saktey ha tp ma aj ap logo ko apney is analysis ma samjhao ga ga k kis tarha hum log market ma trade kary or profit hasil kary jesa k ap log jantey ha market negative movement show kar rhi ha or ma mazeed ap logo ko samjhao ga kis tarha se hum is ma trade kary or or humey kisi bhi kism ka loss uthaye beghair hum trade kary to aj ma kuch apko point btao ga jis se humay trade karney ma asani pedda ho gai or hum aik acha profit bhi earn kar saktey ha to g friend jesa k ap logo k sath apney analysis shere karta ho to aj bhi ma ap logo ko mazeed clear karo ga market k hawaly se market nykis tarha se beha kia tha friday ko jab close hoi thi to mazeed ma apko is analysis ma samjhao ga k jo kuch batein obsere ki ha wo ap logo k sath sshere karna chata ho jis se ap logo ko aik achi trade mil sakey meri to yahi dua ha k ap hamesha profit kam kary. USD/JPY CHART to g freinds ap log dekh saktey ha k kis tarha se market ney friday ko apna behavoir show kia tha pehly to market ney upper ki tarf movement karna start ki thi magar kuch hi time k bad market ki movement ma badlao aney shrow honey lagy jis se market ney negative movement start karna shorow karna start kar diya or ab market ki movement jo ha wo ab nechy ki tarf move kar rhi thi ab baat karty ha jab market open hoti ha monday ko tpo phr pta chaly ga k market ki movement kaha ja sakti ha or hum log is ma kis tarha se trade kar k aik achia profit earn kar saktey jo k har trader ki koshish hoti ha k usay aik achi trade mily jis se wo aik valuable earning kary or loss honey se har koi darta ha to ma ja ap log kuch asi nbatein shere karna chato ho market k hawaly se jo hamary liye profit ka zarye ban sakti ha to jesa a k aplog dekh rhy hongey mery is analysis jo mamey kiye ha us ma kuch new indicators show karwaye ha jis se humey pta chalte ha k market ki movement k barry ma k jab monday ko market open hogai to is ki movement kaha se kaha ja sakti ha agar hum log is ma trad ekarty ha to humey kis bhi kism ka loss nma uthana pary observe karney k bad ap dekh bhi saktey ha movment average ney bhi136.50 pivot point par break kar dya tha or market ki movement jo ha wo nechy ki tarf movement kar chuki ha or mazeed ap log dekh saktey ha market ma zig zag movement ho rhi k market k rujhan ka kuvh pta nhi chal rha k market jab open ho gai too kis tarf move kary anlysis k mutabiq muhe asa hi lagta ha k jab market open hogai to humey koi acha signal nhi mil sakey ga umeed ha apko mey is anlysis ki samjh agye ho gai or ko kuch pta bhi chal gya hoga k hum kis tarha se trade kary gye.
               
            • #1491 Collapse

              USD / JPY H4 Chart Salam dostu! Aj main usd / JPY ko analysis kron ga or ap logo Kay sath share karon ga. usd / jpy pair pichlay 3 dinon sey buyers ke shadeed dabao ka shikaar hai jummay ko 3 feb ke baad 130 66 area par apne sab se kam point par pahonch gaya. ibtidayi shumali Amrici session mein intra day nuqsanaat aur tijarat 131. 00 ki ahem satah par band ho gayi. adaad o shumaar se pata chalta hai ke feb mein, Japan ke sarfeen ki qeematon ka aik ahem isharay ke baad se un ki taiz tareen sharah par charh gaya. jis se jpy ko qarza diya gaya. mazeed bar-aan, mukammal tor par phailay hue maliyati bohraan aur anay walay kasaad bazari ke khatraat ke baray mein taweel tashweesh ke darmiyan aalmi khatray se bachney ki aik nai lehar mehfooz panah gaah jpy ko aik izafi lift faraham karti hai. yeh usd / jpy jori ko neechay dhkilta hai. mazeed sharah sood mein izafay ko roknay ki federal reserves ki tajaweez ko jpy ki taraf hosla afzaa bahao ke tor par dekha jata hai kyunkay usd / jpy ki sharah ka tafawut kam hota hai. American Treasury bond ki sharhon mein musalsal taizi se kami is tangi ko agay barhati hai. bahar haal, aik mazboot Amrici usd ka izafah jame tor par usd / jpy pair ki himayat karta hai. yeh kam az kam earzi tor par kisi bhi izafi nuqsaan par mushtamil hai. USD / JPY D1 Chart USD / JPY D1 main pichli raat ke douran January / march ki paish qadmi ke 60. 7 % fibonacci retracement ki satah se neechay taweel khilaaf warzi aur qabuliat ne mayoosi ke shikaar taajiron ke liye naya muharrak faraham kya hai. is ke ilawa, yomiya chart par mojood oscillators manfi ilaqay mein mazbooti se pakdae hue hain. woh ab bhi ziyada farokht honay walay khittay mein rehne se bohat daur hain, jo mazeed kami ke imkaan ki himayat karta hai. nateejay ke tor par, kisi bhi baad ki bahaali ke iqdaam se 132. 10 ke round number ke ird gird naye farokht knndgan ki taraf mutwajjah honay ka ziyada imkaan hai. nateejay ke tor par, usd / jpy jora 132. 36 ki satah, ya 62. 7 % fibo satah ke qareeb pohanchna chahiye. is ke bawajood, koi bhi mazeed kharidari short cowering movement shuru kar sakti hai aur jagah ki qeematon ko 133. 10 ki satah tak le ja sakti hai. 133.56 ilaqay ya 50 % fibo ki satah raftaar ki tosee ka agla hadaf ban sakta hai. doosri taraf, yomiya soyng lo, jo fori tor par manfi pehlu ki hifazat karta hai aur usd / jpy jori ko 130. 10 tak kam karne ki ijazat day sakta hai, aisa lagta hai ke 130. 65 zone ke ird gird waqay hai. agli ahem support 129. 57–129. 60 range mein waqay hai, jis ke neechay spot ki qeematein 128. 00 round number tak gir sakti hain aur January mein 128. 19 –129. 47 ilaqay mein ytd kam tak pounchanay ki koshish kar sakti hain .
                 
              • #1492 Collapse

                USD/JPY Technical Analysis: USD/JPY Pair price Hourly chart pay last week say he 130.20 Pivot point areas k ooper running kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 aur 80 levels k center main crossed over k sath up ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator ab bhi chart pay buy ka he signal show kar raha hai. Agar current price upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 131.20 aur phir usk bad price mazeed 131.60 Resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current position Hourly chart pay Reversed hoty hai, aur sath central point line k down main breakout k sath movements ko start karty hai to chart pay price ka target neechay 129.90 aur phir usk bad price mazeed 129.60 Support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price last week say central point line k ooper movements kar rahi hai jiskay chances hain k price ka agla target ooper Resistance zones ho saktay hain. 4 Hours Chart Reviews: USD/JPY Pair price ko agar ham H4 chart pay analyzed kartay hain to price last week say he 130.20 Pivot point areas k ooper running kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper crossed over k sath up ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator ab bhi chart pay buy ka he signal show kar raha hai. Agar current price upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 131.20 aur phir usk bad price mazeed 131.60 Resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current position H4 chart pay Reversed hoty hai, aur sath central point line k down main breakout k sath movements ko start karty hai to chart pay price ka target neechay 129.90 aur phir usk bad price mazeed 129.60 Support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price last week say central point line k ooper movements kar rahi hai jiskay chances hain k price ka agla target ooper Resistance zones ho saktay hain. Shukrya.
                   
                • #1493 Collapse

                  USD/JPY TECHNICAL OUTLOOK hello dear friends kesy hain ap sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aj market open hogai kafi kushi hoi hai market main ham chahain trade karen ya na karen aik trader ko kafi acha feel hota hai chahy wo demo account main hi kam kar ky profit bna lay aj ham usdjpy ky analysis karen gay aj opening day hai jis waja sy market slow movement ho rahi hai is lie aj market main ham sirf scalping kar ky profit bna sakty hain kyon ky monday ko ziada newses bhi nahi hoti hain jis waja say market slow hoti hai aur ham ko bhi market main ager slow move hoti hai tu scalping karni chahye aur choty choty trade say profit bnana chahye. aj usdjpy ka overall jaiza lain gy ky ham isko kis tarah ssay sell aur buy main oppertunity find kar ky aik acha profit hasil kar sskaty hain sab sy pehle main ap ky sath iska chart share karon ga uss ky bad ap ko details ky sath btaon ga ky ap is main kis tarah say order lay sakty hain. USD/JPY INTRDAY ANALYSIS usd/jpy aik channel ko upside break hai ap mere chart main dekh sakty hain aur up jany ki try karta hoa up ja raha ha aj ki usdjpy ki resistance 131.80 hai aur second resistance 132.91 hai ju ap ko meri horizental line bta rahi hai yah par usdjpy ko ager pechli week ki nisbat sy dekhen tu pechly week yeh aik sell trend main tha aj market open hone ky bad is main correction dekhny ko mil sakti hai aur ap dekh bhi sakty hain yeh correction kar raha hai ager ham is ki sell ki tarf jayen tu is ki 2 resistance say sell ho sakti hai ju main ny red line lgain ap dekh sakty hain. over usdjpy ka sell ka trend main ager ap is main safe trade karna chahty hain tu ap ko sirf trend main rehty hoay is main sell ki oppertunity find karni chahye phir hi ap is main aik achi trade pick kar sakty hain aj ky din ap ko setup ki samjh agi ho gi mujhe umeed hai ap aj ky din is main acha profit earn kar saken gay aur mere analysis say ap ko kafi faida hota ho ga.
                     
                  • #1494 Collapse

                    ٢٨ مارچ Ù¢Ù*٢٣ Ú©Ùˆ امریکی ڈالر/جاپانی ین Ú©ÛŒ پیش گوئی پیر کو، ین Ú©Û’ مقابلے میں ڈالر Ú©ÛŒ قیمت میں 84 پوائنٹس کا اضافہ ہوا، اور آج Ú©Û’ ایشیائی سیشن میں، بیلنس انڈیکیٹر لائن پر گراوٹ Ú©Ùˆ روکنے Ú©Û’ بعد، قیمت پیر Ú©ÛŒ ابتدائی پوزیشنوں پر واپس آگئی۔ تکنیکی طور پر، کامیاب تØ*ریک آسان ہے؛ اگر قیمت Ú©Ù„ Ú©ÛŒ بلند ترین سطØ* 131.77 پر Ú†Ú‘Ú¾ جاتی ہے، تو یہ 134.15 پر ہدف لائن تک بڑھنا جاری رکھ سکتی ہے۔ 130.18 پر سپورٹ پر قابو پانے سے ہدف 127.75 پر Ú©Ú¾Ù„ جائے گا۔ موجودہ صورتØ*ال پر گہری نظر ڈالنے سے پتہ چلتا ہے کہ مارچ Ú©Û’ لیے جوڑے Ú©ÛŒ Ú©Ù…ÛŒ جنوری Ú©Û’ بعد سے ترقی کا بالکل 76% تھی، اور مارلن آسیلیٹر میں 20 مارچ سے کوئی Ú©Ù…ÛŒ نہیں آئی ہے۔ چار گھنٹے Ú©Û’ چارٹ پر، مارلن آسیلیٹر مثبت زون میں واپس آنے Ú©ÛŒ کوشش کر رہا ہے۔ قیمت ایم. اے. سی. ÚˆÛŒ. ا لائن (131.16 سے اوپر) Ú©Û’ اوپر Ú†Ú‘Ú¾Ù†Û’ سے ہچکچا رہی ہے۔ ترقی Ú©Û’ سگنل Ú©Û’ بارے میں زیادہ پراعتماد ہونے Ú©Û’ لیے، قیمت Ú©Ùˆ پیر Ú©ÛŒ بلند ترین سطØ* 131.77 پر چڑھنا چاہیے۔ تعینات کیا مراد ہے مارکیٹ Ú©Û’ تجزیات یہاں ارسال کیے جاتے ہیں جس کا مقصد آپ Ú©ÛŒ بیداری بڑھانا ہے، لیکن تجارت کرنے Ú©Û’ لئے ہدایات دینا نہیں*
                       
                    • #1495 Collapse

                      USD / JPY D1 Chart Salam dostu! US dollar ki musalsal weekniss usdjpy ko buri terhan bta rahi hai kyunkay green back ki kamzoree ke nateejay mein pair mein izafah nahi ho saka. rozana trading dayagram par takneeki tartibaat se qeemat aik baar phir girnay ke liye set lagti hai. aaj, jori ki taizi ki krishan ne 131. 60 ki satah par aik challenge ka saamna kya hai, jahan se is ne murr kar girna shuru kar diya hai. mein tawaqqa karta hon ke qeematein 131. 03 ke gole nishaan se neechay ajayeen gi. mazkoorah satah se neechay aik kamyaab waqfa qeematon ko is mangal, 130. 55 par pehlay se chupi hui nichli satah par gira day ga. is satah se neechay mazeed kami 130. 04 ki nafsiati tor par ahem satah ka darwaaza khol day gi. taham, agar bulls kamyaab wapsi karte hain aur qeemat 131. 60 ki satah se oopar le jatay hain, to qeemat 132. 05 ke gole nishaan tak pahonch jaye gi. is satah se oopar ki mazeed paish qadmi belon ko 132. 79, 133. 29 aur 133. 49 ki sthon ko talaash karne ki koshish kere gi. USD / JPY H4 Chart 4 ghantay ka tijarti khaka oopar ki taraf ishara karta hai. qeemat fi al haal bolinger band ki darmiyani line se oopar hai aur oopri line ki taraf barh rahi hai. lekin, rishta daar taaqat ka index ab bhi 50. 00 ki reading se neechay hai, jo is baat ka ishara deta hai ke qeemat ki paishgi dobarah kami se pehlay ziyada nahi jaye gi. taham, bail 132. 05 ke nishaan ke qareeb qeemat haasil karne ke liye jad-o-jehad kar satke hain. Bears ko 130. 69 ki satah se neechay aik faisla kin iqdaam ki zaroorat ho gi taakay bearish qeemat ki harkiyaat ko jari rakha ja sakay aur 130. 00 ke gole nishaan ko nishana banaya ja sakay jo totnay par 129. 70 aur 129. 05ki sthon ko zahir kar day ga.
                         
                      • #1496 Collapse

                        USD / JPY H1 Chart Salam dostu! usd / jpy pair 129. 62 ki satah se jummay ki kamyaab bahaali thi. aap 3 feb par ghor karte hain to sab se nichale marhalay par taamer kar ke naye haftay ka mazboot aaghaz karta hai. shumali America ke ibtidayi session mein, mustahkam intra day advance bulaa rok toak barqarar raha aur spot ki qeematon ko shandaar bana diya. rozana ki oonchai 131. 72 se oopar. us trisri ki pedawar mein izafay ki wajah se usd / jpy pair 131. 47 ki satah se oopar mustahkam sun-hwa. yan ke muqablay mein dollar ki qeemat paanch din ki buland tareen satah par pahonch gayi kyunkay Amrici hukoomat ne aalmi banking system par sarmaya karon ke khadshaat ko daur karne ke liye kaam kya. 129. 61 ki satah tak girnay ke baad, usd / jpy ka rukh badal gaya kyunkay jari banking bohraan ke darmiyan market ka mood behtar huwa. USD / JPY H4 Chart H4 chart Kay ibtidayi session ke douran 131. 47 se ziyada barqarar rakhnay mein nakaam rehne ke baad usd / jpy ne mazboot farogh ka saamna kya. Amrici dollar index mein isi terhan ki tasheeh ki wajah se, asasa ne fees ki aik wasee saf daryaft ki hai. you s dollar index ne ujlat mein apni gravt ko taqreeban 102. 60 tak barha diya kyunkay Amrici banking sector mein bad amni kam honay lagi. usd / jpy support 2 feb ko 128. 08 ki kam tareen satah par khincha gaya tha aur 27 March ko 130. 50 ki kam tareen satah par toot jaye ga, jo asasa ko 24 March ko 129. 64 ki kam tareen satah ke qareeb le jaye ga. deegar tamam mamlaat mein, asasay ko 13 March ko 132. 29 ki kam tareen satah ki taraf dhakel diya jaye ga jis ke zariye 27 March ki oonchai 131. 76 se ziyada zamanat shuda nuqsaan hoga. moakhar az zikr se badter nuqsaan 22 February ko ziyada se ziyada 133. 00 ki satah tak barh gai thi
                           
                        • #1497 Collapse

                          USD/JPY 131.66 tak apni shandar rally ke bad din ki buland satah ke qarib mandla raha hai. Aham moving average aaj bulls ke liye muzahmat ka kam kar sakti hai. Jodi taqriban 85 pips se aage badhi aur 2-hafte ke descending trendline ko tod diya. Iske bawajud, yah 200-roza moving average ko overcome karne me nakam rahal Bat yah hai keh MACD tezi ke signal de raha hai jo trendline ke haliya breakout ka support kar sakta hai. Agar aisa hota hai to, yen 131.55 se ooper badh sakta hai. Halankeh, 8 March kidescending trendline 131.90 ke qarib aur uske bad 132.00 par waqe hai, jo bulls ke liye ek mazbut rukawat ka kam kar sakta hai. Jahan tak pullback ki bat hai, woh bahut mamuli hain jab tak keh woh 131.05 ke qarib pichli muzahmati line se aage na mil jayen. Pichle Jumah ko 131.05 par bani ascending trendline 129.65 ki tazah tarin niche satah se pahle hogi aur bulls ke liye hatmi support ke taur par kam karegi. Majmui taur par, mai kah sakta hun keh dollar/yen ki jodi ke mazid badhna ke imkan hai.
                             
                          • #1498 Collapse

                            usdjpy ka trade setup hello dear trader kisay ho sab main umeed karta hon ke sab theek aur khairiyat se honge aur me umeed kart hon ke pak forum ke sath ap trading ko enjoy kar rahay honge ab ham trading aur analysis per baat kertay hain to aaj mara mazmoon hai usdjpy ke pair us main ham sab se pehly daily chart ki hi tajzia karain ge to taqreban aj usdjpy 132.50 ke erd gird trade kar raha hai is main hum dekh na yeh ka kuch din pahly yeh usdjpy ne neechay ki taraf jatay ho us ko rejection mili hai aur us ne ooper ki taraf mom batii banai hai aur phr us ne buy jana shuru kar hai ab usdjpy ne is support level 131.16 ko reject kiya hai is ke baad market buy ka ek bara sa cendle banaya hai kal to aj ho sakta hai thora sa usdjpy retest kary isi support level 131.16 ko ya ho sakta hai na bhi aye is support per to hum is price se trade kar sakte hain buy aur is ka next rsistance level 135.09 hoga kyu ab is ne neechay wali support ko ooper break kiya hai is liy hum buy ko hi tarjeeh dain gye is se hum ko acha benifit mily ga aur agar hum moving average 50-day kko dekhtay hain h4 time frame main to usdjpy ne break out kar chuki hai is liye hum entry leny ka thora wait karna chahiye jab tak market thora sa down a jai phr humari ek strong buy kia trade setup ban jai ga is resistance level 135.09 tak save trade ho sakte hain yeh mera i dea hai market koi bhi 100% nahi hota to yeh mara chart hai
                               
                            • #1499 Collapse

                              USD/JPY OVERVIEW hello dear friends kesy hain ap sab members mujhe umeed hai ap achy hongy aj ky din main ap ky sath usd/jpy ky analysis share karon ga pehle ham iss pair ky bary main aik overview laity hain ky yeh pair kis tarah say move ho raha hai aur next kia move kar sakta hai sab sy pehle ager ap news dekhen gay tu aj doller ki aik strong news hai ju pakistan ky time ky muatbik 5.30 PM par hai jis usd doller ki Final GDP realease ho rahi hai aur sath hi Unemployment Claims ki bhi news hai jis main doller main kafi ziada impact par sakta hai ap ko usd/jpy pair main bhi big move dikh sakti hai is lie ap ko is time apni trade ko achi tarah say secure karna bohut zrori hoga us kybad ager ham is pair ka trend ky dekhne gay tu pechly kuch dino say yeh pair yeh pair postive move ho raha hai is lie aj ky din kia ho sakta hai sab sy pehly main ap ky sath iska charr share karta houn phir ap ko btata hn ky ham is pair main kis tarah say apna signal lay kar is main profit hasil kar saky hain. USD/JPY INTRADAY ANALYSIS usdjpy apni aik resistance 132.91 say rejection ho kar down aa aya hai aur ab is pair main again us resistance ki tarf bharny ki move ho rahi hai aj ky din ager yeh resistance level up side break hota hai tab ap is main mazeed next resistance tak buy kar sakty hain ju ky main nay arrow ky sath bhi mention kia hai au sath support aur resistance line lgai hain jin say ap ko asani hogi ap isko asani say samjhty hoay is main trade laga kar acha profit earn kar sakty hain. dosri option ager iski support 131.80 ager breakout karti hai tab ap is main sell kar sakty hain aur ap ka next take profit next low ho ga yeh bat main ny ap ko arrow laga kar bhi apne level par samjha dia hai mujhe umeed hai ap ko mere analysis samjh main aa gay hongy jiss say ap aj ky din is main trade kar ky fiada lay sakty hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                Usd / Jpy Technical Analysis: usd / jpy currency pair ki qeemat ki naqal o harkat aur is ke ird gird ka tajzia hamari behas ka mauzo hoga. mein ne pishin goi ki thi ke currency ka jora durust ho jaye ga aur 133. 36 ki nichli satah par gir jaye ga jab yeh 137. 64 ki muzahmati satah se takra jaye ga. taham, sailors ne pal back ke douran raftaar haasil ki aur jori ko pichli majmoi lambi position ki taraf dhakel diya. 131.60 tak pounchanay ke baad, currency ka jora ulat gaya aur taizi ki simt barh gaya, aur kharidaron ne bhaari volum par apni position khol den. currency ke jore ne wapas uchalnay aur baichnay walon se zameen haasil karne se pehlay 130. 851 support level ka tajurbah kya. mein ne andaza lagaya tha ke currency ka jora taizi ki simt mein agay bherne se pehlay pichli nichli satah ko pahonch jaye ga. taham, market mein bhaari kharidari ki sargarmi ne currency jore ko 132. 20 ki satah se oopar jane se roka, aur baichnay walay hajam mein izafah karte rahay. lehaza, mein ne farz kya ke currency pear jald az jald 130. 81 ke support level ki jaanch kere ga . agarchay jori descending channel ke ilaqay se bahar nikal gayi, yeh ab bhi 133. 01 ki aala satah ki taraf barh raha hai. yeh iqdaam mumkina tor par Europi tijarti auqaat ke aaghaz par tha, lekin 129. 66 ki nichli satah se 129. 66 up trained line support level ko jhanchne ke liye aik bearish zig zag ki zaroorat hai. yeh iqdaam neechay ki harkat ki islaah hai, kyunkay Amrici dollar gir raha hai, aur khredar usay mazboot karne ke liye koi iqdaam nahi kar satke. aaj ki rozana candle misbet thi, aur 137. 92 high ko dobarah likh kar 127. 23 kam se taizi ka option nazar aa sakta hai. Amrici dollar ki mazbooti ke liye bunyadi madad faida mand ho gi .
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X