Eur/nzd
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Re: Eur/nzd

    Click image for larger version

Name:	EURNZDH4.png
Views:	1
Size:	29.1 کلوبائٹ
ID:	12339031
    EUR/NZD ki qeemat is waqt 1.6788 hai, 4H chart ke mutabiq is ka down trend hai aur ye is ko continue rakh sakta per jese ke price bollinger band ke neche wale band ko touch kar rahi hai aur ye kuch ziyada hi bik chuka hai aur abhi mazeed girna band kar sakta hai lihaza jinho ne EUR/NZD ko short kia hua hai wo muhtat ho jae aur apni trades ka khayal rakhe.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Re: Eur/nzd

      Click image for larger version

Name:	EURNZDH4.png
Views:	1
Size:	29.2 کلوبائٹ
ID:	12339120
      EUR/NZD ki qeemat is waqt 1.6880 hai, jesa ke 4H chart ke mutabiq down trend hai aur is ki price bollinger band ke bech wale band ko touch kar rahi hai jis ka matlab hai price girte jate hue kafi retrace kar chuki hai aur yaha ek acha moka hai EUR/NZD ko short karne ka.
       
      • #618 Collapse

        Re: Eur/nzd

        Ma ye thread EUR/NZD ki discussion ke liye open kr raha hon aap log iss pair ke bare ma apni trade discuss kar sakte hain so Welcome to all members for live discussion of this pair.
        • #619 Collapse

          EUR/NZD ANALYSIS AT ONE HOUR TIME FRAME : Is eur/nzd ko one hour ka time frame par analysis kiya jay to is time par jo is eur/nzd ki price ha ya 1.7753 par move kar rahi ha or is eur/nzd ki jo price ha ya continue lower ke janab jati ja rahi hs or is eur/nzd ko analysis kiya jay to is eur/nzd ka one hour ka time frame par jo resistance level ha ya 1.7810 par ha or is eur/nzd ka one hour ka time frame par jo support level ha ya 1.7710 par ha or is eur/nzd ki price is resistance or support level ka middle ma move kar rahi ha or agar hum is ko analysis karta ha to is eur/nzd ki price agar lower ke traf continues hota hua jati ha or lower ma jo support level ha 1.7710 ka is support level ko agar eur/nzd ki one hour ke candle ja kar hit karti ha or ya one hour wali candle is eur/nzd ki one hour ke candle is 1.7710 ka level ko hit kar ka is 1.7710 ka support level sa higher ma hi close ho jati ha to traders ko is eur/nzd ki price ka higher jana ka signal mila ga or trader is eur/nzd ma buy ke trade ko enter karay ga or agar is eur/nzd ki price higher ke traf reversal ho kar jati ha or higher ma jo resistance lrvel ha 1.7810 ka is resistance lrvel ko agar eur/nzd ki one hour ke candle high ma jata hua is 1.7810 ka level ko hit karti ha or ya onr hour ke candle is eur/nzd ki is 1.7810 ka level sa lower ma close hoti ha to traders is eur/nzd ma sell ke trade ko enter karay ga. EUR/NZD ANALYSIS AT 4 HOURS TIME FRAME : Eur/nzd ko four hours ka time frame par bhi agar hum analysis karay to is eur/nzd ki jo price ha ya lower ke janab ja rahi ha or ya bahot hi strongly is eur/nzd ki price ka downward jana ka signal da rahi ha is eur/nzd ka four hours ka time frame par analysis karay to is eur/nzd ka four hours ka chart frame par jo support level ha ya 176.50 par ha or is eur/nzd ka four hours ka time frame par jo resistance level ha ya high ma 1.7850 par ha or is eur/nzd ki jo price ha ya high ke traf agar reversal ho kar jati ha or higher ma jo resistance level ha 1.7850 ka resistance level ko agar is eur/nzd ku four hours ka time frame ke price higher ma jata hua is eur/nzd ki jo four hours ki candle ha ya higher ma jo resistance level ha 178.50 ka is resistance level ko agar eur/nzd ki four hours ke candle hit kar ka is resistance level sa lower ma close hoti ha to traders ko is eur/nzd ki price ka downward jana ka signal mil ga or traders is eur/nzd ma sell ke janab ki trade ko enter karay ga or agar is eur/nzd ki four hours ka time frame ke price down ke janab jata hua down ma jo support level ha 1.7650 ka is support level ko agar eur/nzd ki four hours ke candel ja kar hit karti ha or is eur/nzd ki four hoyrs ki candle jo is support level 1.7650 ko hit karti ha ya is support level sa high ma close hoti ha to traders ko is eur/nzd ki price ka high jana ka signal mila ga or trader buy kr trade ko enter karay ga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #620 Collapse

            EUR/NZD

            Haal hi mein EUR/NZD ki tashkeel mein aik numaya tabdeeli nazar aarahi hai, jo aik mazboot bearish trend se bullish trend mein muntaqil ho rahi hai, khaas tor par ghanton ke chart par wazeh hai. Bullish momentum ko Moving Average aur MACD indicators bhi taqwiyat dete hain. Mahine ke chart par, EUR/NZD ne quwwat dikhai hai, jo 25 hafton ke doran 1.7450 ke sab se kam point se bahal ho raha hai, aur ab 1.7390 par trade ho raha hai, jis par Jumma ko 1.7515 se ek taqwiyat ke baad se inkar hota hai. Aane wale haftay ke liye dekhne mein aata hai, ke 1.6790 ke resistance level ke upar nikalne se EUR/NZD ko unchi darjat tak pohancha sakta hai, jaise ke 1.7480 ya 1.7400 tak. Ulta, agar haftay ke chart par neechay ki taraf movement ho to ek short-term retracement mumkin hai.

            Rozana ke chart ka tajziya EUR/NZD ke liye bullish mazboot trend ko dubara tasdeeq karta hai, jo mustawar bullish shifts se nazar aata hai. Haal hi mein Jumma ke session mein ek mazboot bullish movement dekha gaya. Bollinger Bands aur MACD indicators mazboot buy signals faraham karte hain. 1.7510 ke resistance ko todna mazeed quwwat ke raaste ko kholega, jaise ke 1.7560 ya 1.7358 ke level ko nishana banata hai. Chart indicators ke ilawa, Relative Strength Index (RSI) jo 50 ke upar se guzar raha hai, yeh bullish jazbat ko aur bhi tasdeeq karta hai. Ibtidaati resistance level 1.7475 par hai, aur agar isay tor diya jaye to EUR/NZD doosre level 1.7455 tak aur aakhir mein teesre level 1.7400 tak pohanch sakta hai.

            Mukhtasar mein, rozana ke timeframe ke liye EUR/NZD ka overall manzar bullish nazar aata hai. Lekin mufeed risk management ke liye ahem resistance aur support levels ka nazar rakhna zaroori hai. Halat ke mutabiq 1.7500 ke aas paas buying opportunity ke baray mein sochna abhi ke bullish jazbat ke mutabiq hai.



            اب آن لائن

            Working...
            X