GBP/USD pair ne pichlay 2 dinon se aik range-bound movement dikhai jo 1.2290 se lekar 1.2374 tak limited thi magar friday ko market ne is range ka upside breakout diya aur retest karne ke baad bullish continuation dikhayi jo buyers ke strong momentum ka indication hai filhal market price 1.2478 par ruki hai jo aik temporary resistance zone ka kaam kar sakti hai stochastic indicator 80 level se neeche ki janib aa raha hai jo overbought condition se bearish divergence ka indication de sakta hai iska matlab hai ke market short term retracement ya consolidation phase me ja sakti hai lekin overall trend bullish nazar aa raha hai agar price 1.2478 ke resistance ko todti hai to agla bullish target 1.2520 aur 1.2580 tak ho sakta hai doosri taraf agar price neeche girti hai to pehla support 1.2420 aur 1.2374 jo pehli range ka upper boundary thi wahan buying interest dobara dekhne ko mil sakta hai moving averages ka dekhain to price filhal key moving averages ke upar trade kar rahi hai jo bullish momentum ko support kar rahi hai lekin agar stochastic indicator downward pressure dikhta hai aur price 1.2478 se neeche girti hai to temporary bearish correction ho sakti hai jo naye buyers ko entry ka mauqa de sakti hai overall market ka sentiment filhal bullish hai lekin careful risk management aur short-term price action ka dekhna zaroori hai agar price 1.2420 se neeche jati hai to bearish momentum barh sakta hai aur market wapas consolidation phase me aa sakti hai lekin filhal breakout aur successful retest ke bawajood buying ka pressure zyada nazar aa raha hai fundamental analysis bhi dhyan me rakhna zaroori hai jaise upcoming economic data aur central bank policies jo price movement ko influence kar sakti hain lekin filhal technical perspective se agar market current resistance ko todti hai to further bullish momentum dekhne ko mil sakta hai aur bullish structure intact hai magar retracement ke doran naye buyers ke entry points ka intezar karna behtareen strategy ho sakti hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим