GBP USD FOMC statement ke baad gir gaya aur 1.2860 ke high se neechay aaya. Kal ka din bara intense tha due to high-impact news events jo early USA session mein aaye. Negative CPI data ki wajah se GBP USD mein bara bullish movement dekhnay ko mila aur yeh +100 pips se zyada upar gaya. Phir late USA session mein FOMC statement release hui jo USA dollar index ke haq mein thi, aur uske baad se GBP USD ke prices gir rahi hain aur USA dollar index apni major rival currencies ke against strength dikhara hai.
Aaj ke economic calendar mein bhi core CPI news hai jo USA session mein release hogi, jo high-impact news ke tor pe label ki gayi hai. Mujhe lagta hai ke upcoming core CPI news se positive data aaye ga.
4 hours time frame chart ke mutabiq, GBP USD ne 4 hours resistance level 1.2812 ke upar fake breakout dikhaya tha, jo fundamentals events ki wajah se hua tha. Uske baad GBP USD ne resistance level ke upar rehne mein nakam raha aur phir neeche gir gaya. Ab yeh clear hai ke recent resistance level ka breakout fake tha aur ab GBP USD 1.2779 ke aas paas trade kar raha hai. Yeh highly possible hai ke GBP USD resistance ki taraf retracement kare before free fall.
Overall, yeh acha hai ke sell opportunity dekhi jaye 4-hour resistance level pe jo ke 1.2812 pe hai, stop loss resistance level ke upar hona chahiye aur target next 4-hour support level pe jo ke 1.2707 pe hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим