GBP/USD, 2023
Assalam Alaikum! Bartanwi hokumat ki debt market ki musbat harkiyat ki wajah se pound/dollar ki jodi thodi badh gayi. Halankeh, iska asar qalil muddati hone ka imkan hai. Sterline me kami doba ashuru hone ki tawaqqo hai. Iske alawa, traders apni long positions par munafa kamana dobara shuru kar rahe hain kiyunkeh is hafte US Treasury apne tawil muddati debt auctions ke ek series mauaqid karega, jo sarmayakaron ko ek premium pesh karega. Is tarah, Americi hokumat ke bonds par badhti hui yield mumkena taur par Americi dollar ka support karegi. Is pas manzar me, pound/dollar ki jodi ke mazbut dawab me wapas aane ka imkan hai, is tarah iski jeet ka silsila ruk jayega. Lehaza, har kisi ko dobara shuru hone wale niche ke rujhan ke liye taiyar rahna chahiye. Lehaza reversal ki pahli alamat par short positions kholna ek danishmandana faisla hoga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим