امریکی ڈالر بمقابلہ کینیڈین ڈالر: مارکیٹ کی تازہ ترین معلومات
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1711 Collapse

    Re: Usd/cad

    USD/CAD
    subah bakhair! usd / cad mein aaj ki behtareen pozishnin darj zail hain:

    Click image for larger version

Name:	USDCADDaily.png
Views:	1
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12454500

    rozana chart ( d1 ) :1. 3877 aur oopar ki satah se khareedain, ya 1. 3225 aur neechay

    Click image for larger version

Name:	USDCADH4.png
Views:	1
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12454501

    ki satah se farokht karen .chaar ghantay ka chart ( h4 ) :1. 3664 se lambi pozishnin kholeen, ya 1. 3280

    Click image for larger version

Name:	USDCADH1.png
Views:	1
Size:	32.1 کلوبائٹ
ID:	12454502

    se mukhtasir pozishnin kholeen .fi ghanta chart ( h1 ) :1. 3657 se oopar ki taraf lambi position qaim karkay, ya 1. 3533 se neechay ki taraf mukhtasir position ke zariye market mein daakhil hon. taham, inhen sirf ghanta ki mom batii ke band honay par khoola jana chahiye, warna, munafe kam ho sakta hai, jabkay akhrajaat barh jayen ge .taweel arsay ke liye, stap nuqsaan 1. 3557 par hona chahiye, jabkay munafe 1. 3957 par hai .sharts ke liye, stap nuqsaan 1. 3633 par hai, jabkay munafe 1. 3233 par hai .mein
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1712 Collapse

      Re: Usd/cad

      Usdcad pichlle chaar mahino se daur raha hai kyunkay 1.3700 belon ke liye aik haqeeqi jad-o-jehad maloom hota hai. qareeb ki muddat mein, market bhaap kho rahi hai lekin 1.3225 ka uuchaal taash par baqi hai.

      Takneeki tor par, rsi neechay ki taraf aur –apne 50 nyotrl mark ki simt tabdeel kar raha hai, jab ke % k aur % d linon ki janib se bearish cross post karne ke baad stockiest over bought walay ilaqay se gir rahay hain. is ke ilawa, saada harkat pazeeri ost (smas) ne mukhtasir muddat mein taizi se cross over record kya.

      1.3520 support se aik mumkina rebound 1.3700 aur 1.3800 nafsiati nishanaat se anay wali agli rukawat ke sath ulta harkat rakh sakta hai. ziyada, 1.3975 ki chouti bhi aik challenge sabit ho sakti hai.



      Click image for larger version

Name:	usdcadt.jpg
Views:	1
Size:	124.0 کلوبائٹ
ID:	12454577
         
      • #1713 Collapse

        Re: Usd/cad

        Aslam o alaikum pak forum membrs kia hall hai umid karta hon ap sab khariyat sy hon gy. aj saturday hai or forex market close hai or ap log weekend enjoy kar rahy hon gy. aj hum apni es post mein US dollar or Candian dollar ko analysis karen gy.

        USD / CAD Daily Time Frame:

        US Dollar / Candian Dollar es waqt 1.3594 py trade kar raha hai . usd / cad ko daily time frame mein dheka jay to range mein hai. Usd / Cad RBR pattern bana raha hai. usd / cad ki resistance price 1.3722 hai or 2nd resistance 1.3850 hai . usd / cad market es area ko touch kar sakti hai. usd / cad currency pair ki pehli support 1.3323 hai or 2nd support 1.3196 hai. Eska pivot point level 1.3503 hai. agr hum stochastic oscillator indicator ki bat karen to wo 100 or 80 k level ko test kar k wapas bearish ki taraf move kar raha hai. Stochastic indicator hamen sell signal ka ishara dy raha hai. agr market 1.3650 ko retest kar k back ati hai to hamen aik high move sell trade mil sakti hai.

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-04-08-39-31-68.png
Views:	1
Size:	87.0 کلوبائٹ
ID:	12456161

        H1 Time Frame:

        Usd / Cad ko H1 Time frame mein dheka jay to bearish trend mein trade kar raha hai. usd / cad market 1.3651 sy fall hue hai. h1 time frame ki support price 1.3533 hai , market yahan tak aa sakti hai . aj saturday hai market close hai . monday ko market thora uptrend mein jay gi apny resistance area ko test kar k pull back ho sakti hai. abi usd / cad market mein trade sy avoid karna chaye jab tak confirmation na mily.

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-04-09-08-19-57.png
Views:	1
Size:	45.8 کلوبائٹ
ID:	12456162
           
        • #1714 Collapse

          Re: Usd/cad

          USD/CAD break of 1.3426 minor resistance suggests short term bottoming at 1.3298 ahead of 1.3224 key support as expected. intraday bias is a back on the upside of 1.3519 resistance first
           
          • #1715 Collapse

            Re: Usd/cad

            usdcad daur raha hai kyunkay 1.3700 belon ke liye aik haqeeqi jad-o-jehad maloom hota hai. qareeb ki muddat mein, market bhaap kho rahi hai lekin 1.3225 ka uuchaal taash par baqi hai.

            takneeki tor par, rsi neechay ki taraf aur –apne 50 nyotrl mark ki simt tabdeel kar raha hai, jab ke % k aur % d linon ki janib se bearish cross post karne ke baad stockiest over bought walay ilaqay se gir rahay hain. is ke ilawa saada harkat pazeeri ost (smas) ne mukhtasir muddat mein taizi se cross over record kya.

            1.3520 support se aik mumkina rebound 1. 3700 aur 1.3800 nafsiati nishanaat se anay wali agli rukawat ke sath ulta harkat rakh sakta hai. ziyada, 1.3975 ki chouti bhi aik challenge saabit ho sakti hai.

            mutabadil tor par, 1.3520 ke neechay kami, 1.3460 par ke darmiyan aik mazboot rukawat ko poora kar sakti hai. is se bhi kam, 1.3280 par sma aur 1.3260 par trading range ki nichli had kami ko rok sakti hai. 1. 3225 ke neechay koi bhi harkat out lick ko mandi mein badal sakti hai.



            Click image for larger version

Name:	usdcadg.jpg
Views:	1
Size:	124.3 کلوبائٹ
ID:	12456274
               
            • #1716 Collapse

              Re: Usd/cad

              USD/CAD Technical Analysis:

              Hourly Chart pay USD/CAD pair price aj bullish movements k sath start hue aur sath price 1.3640 Pivot point areas ko buy Breakout k sath upward movements ko bhi strongly start kar chuki hai. Chart pay Agar ham Custom Indicators ki reading kartay hain to Stochastic Indicator 80 levels k ooper crossed over k sath bullish confirm signal show kar raha hai. MACD Indicator bhi chart pay confirmations k sath bullish signal show kar raha hai. Agar current position upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 1.3715 aur phir usk bad price Mazeed 1.3750 Resistance levels ko test kar sakty hai.

              Agar current price Hourly Time Frame pay rebounds hoty hai, aur sath pivot point areas ko sell Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target neechay 1.3620 aur phir usk bad price Mazeed 1.3595 Support zones ho saktay hain. Mairy Presonally predictions k hisab say price ka major trend up ka hai, aur sath price central point line k bhi ooper running kar rahi hai jiskay chances hain k price ooperly Resistances ko test kar sakty hai.


              4 Hours Time Frame Technical Reviews:


              Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	50.1 کلوبائٹ
ID:	12456591


              4 Hours Chart pay USD/CAD pair price aj bullish movements k sath start hue aur sath price 1.3640 Pivot point areas ko buy Breakout k sath upward movements ko bhi strongly start kar chuki hai. Chart pay Agar ham Custom Indicators ki reading kartay hain to Stochastic Indicator 80 levels k ooper crossed over k sath bullish confirm signal show kar raha hai. MACD Indicator bhi chart pay confirmations k sath bullish signal show kar raha hai. Agar current position upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 1.3715 aur phir usk bad price Mazeed 1.3750 Resistance levels ko test kar sakty hai.

              Agar current price H4 Time Frame pay rebounds hoty hai, aur sath pivot point areas ko sell Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target neechay 1.3620 aur phir usk bad price Mazeed 1.3595 Support zones ho saktay hain. Mairy Presonally predictions k hisab say price ka major trend up ka hai, aur sath price central point line k bhi ooper running kar rahi hai jiskay chances hain k price ooperly Resistances ko test kar sakty hai.


              Shukrya.
                 
              • #1717 Collapse

                Re: Usd/cad

                Kea hal ha pyary member Aaj hum USDCAD ky chart ko dekhy gy D1 or H4 ma market buy ha ya sell ha is ki pehchan kry gy
                USDCAD H4 Time Frame :

                USDCAD abi h4 ma bulish trend ma chal raha ha or aek mazboot candle banai ha USDCAD ny buy or market USDCAD ki ab 1.3730 par trade ho rahi ha or ab ye supply zone ma chali gi ha or hm ko yaha sy rejection dekhny ko mel sakti ha Sell ki Or hm ko bas confirmation chaiye or jesa ky ma ny USDCAD k H4 par draw kia hua ha k market apna moment torhy or apna low break kry h1 k time frame ma market choch kary or phi hm is par supply talash kry gy or phir hm is ma ma Sell k liye enter ho jay gy is tarah ye trade hamari Confirm ho jay gi sell ma Or hamara jo SL ho ga wo high par hoga or hamara Tp 1.35448 par ho gi or ye hamari aek bhut achi trade ho gi Click image for larger version

Name:	TradingView_Screenshot_1678211560736.jpg
Views:	1
Size:	471.2 کلوبائٹ
ID:	12456637
                USDCAD D1 Time Frame:

                Jess k hm ny USDCAD ko H4 ma sell k liye dekha ha isi tarah ab hm D1 ma Aek long time k liye Buy ka setup dekhy gy hm USDCAD ko 1.3800 sy sell kry gy SL high par hoga or hamari TP 1.32800 . 1.30400 ho gi or hm phir market ko 1.30400 sy buy kry gy or hamari TP 1.38800 ho gi or mazeed hold b kar sakty hy
                Click image for larger version

Name:	TradingView_Screenshot_1678210862645.jpg
Views:	1
Size:	466.8 کلوبائٹ
ID:	12456639
                Thanks
                waqasSMC
                 
                • #1718 Collapse

                  Re: Usd/cad

                  Aaj hm USDCAD ko D1 k time frame ma dekhy gy k kea move ha USD CAD ki or kaha sy Hm ko buy or kaha sy sell krna chaiye USD CAD kafi high b ja chuka ha Ab is ki down move deni chaiye mery chart k mutabiq
                  USDCAD D1 Time Frame;
                  USDCAD Level :
                  level k hisab sy abi USDCAD high level par ha 1.38434 pr ha or yaha sy hm isko sell kry gy saboot k sath jesa aap ko chart ma dekhaya gea ha k saboot ye dekha h hm ko H4 ya H1 ma market choch kry or phir hm isko Sell kry gy Or hamara TP 1.32500 hoga Or hamara SL zone sy up high par hoga or ye hamari aek behtareen trade hogi Agr market 1.32500 ky level ko torh deti ha phir market ko mazeed down dekh sakty hy 1.30300 k level agr ye level b torh dia to phir mazeed down jay gi 1.35800 or ye hamari long trade hogi Click image for larger version

Name:	TradingView_Screenshot_1678296838005.jpg
Views:	1
Size:	512.1 کلوبائٹ
ID:	12456779
                  USDCAD Trendline:
                  USDCAD ny up move D1 k time frame ma trend line par di ha chart ma dekh sakty hy market ny lower low lagaya or phir market ny choch kia or high lagaya or phir market ny lower high lagaya or market phir up chali gi aek or higher high lagaya or phir jab market wapis trend line par aai to market ny trend line torh di leken ny apna low ni torha leke trend line ko break krdia ha or ab market trend line ky retest k liy up gi ha or yaha sy down aa sakti ha
                  Thanks

                  waqasSMC
                     
                  • #1719 Collapse

                    Re: Usd/cad

                    USD/CAD Technical Reviews:


                    USD/CAD Pair price Hourly chart pay kal raat say 1.3770 pivot point line say buy breakout k baad bullish movements kar rahi hai. Chart pay Parabolic Saar Indicator upward confirm signal show kar raha hai. Stochastic Indicator 80 levels k neechay crossed over k sath bullish signal show kar raha hai. Agar current situation upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 1.3860 aur phir usk bad price mazeed 1.3880 Resistance zones honay k chances ho saktay hain.

                    Agar current cost Hourly Time Frame pay rebounds hoty hai, aur sath pivot point areas k sell main breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 1.3740 aur phir usk bad price mazeed 1.3715 Support zones ko test kar sakty hai. Mairay analysis k hisab say price ka main trend up ka hai, aur sath price central point levels k sath moving averages k bhi ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Resistance levels ko test kar sakty hai.


                    H4 Time Frame Reviews:


                    Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	72.7 کلوبائٹ
ID:	12456828


                    USD/CAD Pair price H4 Time Frame pay kal rat say 1.3770 pivot point line say buy breakout k baad bullish movements kar rahi hai. Chart pay Parabolic Saar Indicator upward confirm signal show kar raha hai. Stochastic Indicator 80 levels k ooper crossed over k sath confirm bullish signal show kar raha hai. Agar current situation upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 1.3860 aur phir usk bad price mazeed 1.3880 Resistance zones honay k chances ho saktay hain.

                    Agar current cost 4 Hours Time Frame pay rebounds hoty hai, aur sath pivot point areas k sell main breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 1.3740 aur phir usk bad price mazeed 1.3715 Support zones ko test kar sakty hai. Mairay analysis k hisab say price ka main trend up ka hai, aur sath price central point levels k sath moving averages k bhi ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Resistance levels ko test kar sakty hai.


                    Shukrya.
                       
                    • #1720 Collapse

                      Re: Usd/cad

                      USDCAD ne powell ke taiz raftaar sharah mein izafay ke tbsron ke tanazur mein aasman ko chhoo liya, bank of canada ne mazeed eendhan shaamil karne ke baad kaha ke saal ke wast mein afraat zar mein numaya kami waqay ho sakti hai.

                      jori ne pichlle do dinon mein 1.4 % ki taizi se 1.3816 ki teen mah ki buland tareen satah par tawaquf kya. yeh woh jagah hai jahan se opar ka rujhan pichlle mausam khizaa mein ruk gaya tha aur isi terhan ki aik qist dobarah chal sakti hai kyunkay rsi aur stochastic oscillator flag ki over boat halaat. abhi tak, asharion ko abhi tak koi chouti nahi mili hai, jab ke macd misbet ilaqay mein oopar ki taraf rujhan rakhta hai, yeh tajweez karta hai ke market mein kuch izafi taizi ki taaqat hosakti hai.

                      herat angaiz tor par, trend ka 61.8 % fibonacci retracement bhi 1.3800 ke ird gird muzahmat ke tor par kaam kar raha hai. lehaza, tajir 1.3900 ki nafsiati satah ko nishana bananay se pehlay is baar ke oopar wazeh qareeb ka intzaar kar satke hain. agar 1.3976 ke opar opar ka rujhan dobarah shuru hota hai, to muzahmat 1. 4050 aur 1.4100 ke 78.6 % fibonacci ke darmiyan kahin paap up ho sakti hai.



                      Click image for larger version

Name:	usdcad r.jpg
Views:	1
Size:	141.1 کلوبائٹ
ID:	12456980
                         
                      • #1721 Collapse

                        Re: Usd/cad

                        Usd / Cad H4 Chart Analysis:

                        kesy ho pak forex forum membrs ? aj friday hai or trading ka last day hai. market kuch hour bad close ho jay gi . aj hum es post mein US dollar or candian dollar ko analysis karen gy. Main ny H4 time frame main Trend line draw ki hai. Nechy wali trend line USD / CAD ki price 1.3590 ko touch kar rahi hai. Or oper wali trend line 1.3845 ko. abi market Daryman main chal rahi hai. Agr market nechy oper wali trend ko test karny kar k break karti hai to Umeed h USD / CAD main sell trend start ho jay ga. Jo 1.3285 ki price tak ja sakta hai. Ap yahan Retest py sell ki Entry lay sakty hen Wo bi confirmation k Sath. Ab Chalty hen daily time frame main.

                        Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-10-08-52-36-79.png
Views:	1
Size:	43.1 کلوبائٹ
ID:	12457028
                        Daily Time Frame Analysis:

                        agr Daily time frame ko dhek jay to previous week sy market buy Trend main hai usd / cad ki closing bullish candle main hue. Es sy andaza lagaya ja sakta hai k market main Up trend h. daily time frame mein market bullish trend mein hai . Agr ap buy main entry lena Chahty hen to market daily chart mein oper wala area resistance area break kar k closing oper hoti h to retest py Buy kr sakty hen Or eska Take profit oper next resistance k thora nechy 1.4285 price pay lga sakty hen. or eska Stop loss 50 pip ka 1.3720 py lga skaty hen agr ap trade ko hold karna chahty hen To trade profit main any k bad Stop loss ko Entry point k sath lay aen. Es sy reward ratio barh jay ga.

                        Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-10-09-00-05-41.png
Views:	1
Size:	60.9 کلوبائٹ
ID:	12457029
                           
                        • #1722 Collapse

                          Re: Usd/cad

                          USD/CAD Pair price Technical Analysis:


                          Click image for larger version

Name:	usdcad1.png
Views:	1
Size:	443.6 کلوبائٹ
ID:	12457149


                          Aj Friday Market Closing day hai. Hourly Time frame pay USD/CAD Pair price big News released honay k baad 1.3825 pivot point line say sell breakout k bad downward movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels k ooper confirm sell signals k liye crossed over ho chuka hai. MACD Indicator bhi chart pay bearish confirmations k sath signal show kar raha hai. Agar current price Hourly chart pay sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 1.3750 aur phir usk bad price Mazeed 1.3700 Support zones ko test kar sakty hai.

                          Agar current position Hourly Chart pay bounced hoty hai, aur sath pivot point line k ooper Breakout karty hai to chart pay price ki upward movements start honay k chances Increased ho saktay hain jiska target ooper 1.3860 aur phir usk bad price Mazeed 1.3890 Resistance levels ko test kar sakty hai. Mairy Personally Predictions k hisab say price central point levels k sath 50 Times moving averages k bhi neechay running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Neechay Support zones ko test kar sakty hai.


                          4 Hours Time Frame Technical Analysis:


                          Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	51.8 کلوبائٹ
ID:	12457151


                          Ooper ham H4 Time frame k aik Screenshot ki help say daikh saktay hain k USD/CAD Pair price big News released honay k baad 1.3825 pivot point line say sell breakout k bad downward movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper confirm sell signals k liye crossed over ho chuka hai. MACD Indicator bhi chart pay bearish confirmations k sath signal show kar raha hai. Agar current price Hourly chart pay sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 1.3750 aur phir usk bad price Mazeed 1.3700 Support zones ko test kar sakty hai.

                          Agar current position H4 Chart pay bounced hoty hai, aur sath pivot point line k ooper Breakout karty hai to chart pay price ki upward movements start honay k chances Increased ho saktay hain jiska target ooper 1.3860 aur phir usk bad price Mazeed 1.3890 Resistance levels ko test kar sakty hai. Mairy Personally Predictions k hisab say price central point levels k sath 50 Times moving averages k bhi neechay running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Neechay Support zones ko test kar sakty hai.


                          Shukria.
                             
                          • #1723 Collapse

                            Re: Usd/cad

                            Kea hal pyary member umeed karta hu aap sab thik hongy or profit ma hongy
                            Aaj hum USDCAD ko h1 k time frame ma dekhy gy k kea move ha USDCAD ki or Kaha sy buy ha or kaha sy sell ha kal hm ny USDCAD ko D1 k time frame ma dekha tha to hm ny D1 ki aek supply mark ki thi ji par Nfp par market pohnchi or USDCAD ny waha sy 100 pip ki move di or ab hm USDCAD KO hi H1 ma dekhy gy ky kaha sy buy Sell kry 1.38600 sy or

                            USDCAD H1 Time Frame Technical analysis;


                            USDCAD jo hm ny us din D1 ki supply marke ki thi waha sy gira ha 1.37600 tak market aai ha Jo hamary 100 pip banty hy or ab hm H1 ma is ko dekhy gy technical kea keh rahy hy H1 k USDCAD zyada pasand krny wala pair ha or zyada trade hota ha Ab Jo USDCAD H1 ma move kar raha ha wo aek demond area sy utha ha qn k USDCAD ny apna pechy wala high torha or phir sy demond par aaya ha or USDCAD Ny demond area ko respect di ha Or ab apna high nai torh saka Ab hm USDCAD K low tootny ka wait kry gy jo 1.47556 banta ha agr H1 ki candle is area k nechy closing deti ha to hm full sell ma ho jay gi or phir hm is IDM ka wait kry gy or aek achi c supply sy USDCAD ko sell mary gy or hamara SL high par hoga or hama Tp 1.36600 or 1.35500 hoga over All hm ko 1.36600 dy aek buy ki entry nazar aa rahi ha jo USDCAD KO 200 pip ka move dy sakti ha
                            Click image for larger version

Name:	TradingView_Screenshot_1678499166610.jpg
Views:	1
Size:	449.9 کلوبائٹ
ID:	12457191
                            Thanks

                            waqasSMC
                               
                            • #1724 Collapse

                              Re: Usd/cad

                              dear trader usdcad jore ne musbet raftaar dikhayi hai aur jumaraat ko shumali america ke ibtidayi session ke douran 21 october se nai bulandiyon per charh gayi hai jab ke amrici dollar ki mamoolo wapasi aur khaam tail ki barhti hui qeematein usd cad jori ke liye ahem pishrft theen taham feed ki janib se aajzi ki tawaquaat aur gehri aalmi iqtisadi badhaali ke khadshaat ke darmiyan manfi pehlu mehdood hai sharah main izafay ke chakkar per bank of canada ki khamoshi bhi usdcad jori ke liye taizi ke nuqta nazar ko mazboot karti hai takneeki isharay bhi ooper ki tarah bherne ke imkanaat ki taraf isharah karte hain lekin qadray ziyada kharidi jane wali sharait ki wajah se ahthyat ka mahswara diya jata hai majmoi tor per yeh jora 1.3900 ke nishaan tak pounchanay aur 1.3975- 1.3980 zone ke ird gird october 2022 ke jhool ki bulandi ki taraf misbet raftaar ko badhaane ke liye tayyar nazar aata hai usdcad jora 1.3875 ke qareeb aik mamooli keep ki taraf mazeed agay bherne ke rastay per hai 1.3885 khatta 1.3900 round fidure mark ki taraf hosla afzai ki raftaar mazeed jari rah sakti hai jis se belon ko 1.3975-1.3985 zone ke ird gird 2022 ki bulandi ke baray main pooch gach karne aur phir 1.4000 nafsiati nishaan ko dobarah haasil karne ki koshish karne ki ijazat mil sakti hai koi bhi bamani islahi slight ab 1.3755-1.3740 area ke qareeb kuch support paati hai mazeed kisi bhi slight ko 1.3700 ufuqi muzahmati break point ke qareeb taaza kharidaron ko apni taraf mutwajjah karna chahiye moakhar az zikr aik waatar shed hona chahiye jis ke nateejay main takneeki farokht ho sakti hai aur usdcad jori ko 1.3550 support zone ki taraf jatay hue 1.3600 nishaan ki taraf khech sakti hai


                              Click image for larger version

Name:	Screenshot_31.png
Views:	1
Size:	56.5 کلوبائٹ
ID:	12457521


                              teen mah ki buland tareen satah ke douran amrici dollar ki mamoolo gravt ki wajah se qeematon main kami waqay hui is aur khaam tail ki barhti hui qeematon ne commodity se munsaik loni ko saharah diya aur usd cad jori ke liye aik head waid ka kaam kya manfi feed ki tawaquaat aur aalmi muashi badhaali ke baray main tashweesh ke darmiyan mehdood hai darin lsna feed ki taraf se mazeed sakhti ka imkaan taizi se barhatay hue karzz lainzy ki laagat se peda honay wali muashi mushkilaat ke baray main khadshaat ko barhata hai yeh chain ki mazboot iqtisadi bahaali per dhundlaa musbet rawayya ke sath jo eeendhan ki zaroorat ko kam kar sakta hai khaam tail ki qeematon per baadal chaaye rehen ge is se pata chaltya hai ke usdcad ke liye kam se kam muzahmat ka rasta ooper ki taraf hai




                              Click image for larger version

Name:	Screenshot_32.png
Views:	1
Size:	60.9 کلوبائٹ
ID:	12457522
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1725 Collapse

                                Re: Usd/cad

                                USD / CAD H1 Chart

                                Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-13-02-04-16-09_0bea77daeacc231008e293164131bafa.jpg
Views:	1
Size:	282.0 کلوبائٹ
ID:	12457631
                                Salam dostu! aj usd / cad pair ne positive phase dikhaya hai aur jumaraat ko shumali America ke ibtidayi session ke douran 21 october se nai bulandiyon par Chala gya hai. jab ke Amrici dollar ki mamooli wapsi aur barhti hui qeematein usd / cad pair ke liye aik ahem peshraft thi. taham feed ki janib se aajzi ki tawaquaat aur gehri aalmi iqtisadi badhaali ke khadshaat ke darmiyan manfi pehlu mehdood hai. sharah mein izafay ke chakkar par bank of canada ki khamoshi bhi usd / cad jori ke liye taizi ke nuqta nazar ko mazboot karti hai. takneeki isharay bhi oopar ki taraf bherne ke imkanaat ki taraf ishara karte hain, lekin qadray ziyada kharidi jane wali sharait ki wajah se ahthyat ka mahswara diya jata hai. majmoi tor par, yeh jora 1. 3901 ke nishaan tak pounchanay aur 1. 3973-1. 3979 zone ke ird gird, october 2022 ki bulandi ki taraf misbet raftaar ko badhaane ke liye tayyar nazar aata hai.


                                USD / CAD H4 Chart


                                Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-13-02-05-40-10_0bea77daeacc231008e293164131bafa.jpg
Views:	1
Size:	270.2 کلوبائٹ
ID:	12457632

                                H4 Chart main usd / cad pair 1. 3873 ke qareeb aik mamooli keep ki taraf mazeed agay bherne ke rastay par hai. 1. 3884 khatta 1. 3901 round figure mark ki taraf mazeed jari reh sakti hai jis se price 1. 39749 - 1. 3986 zone ke ird gird increase ho gi or phir 1. 4001 sycology nishaan ko dobarah haasil karne ki koshish karne ki ijazat mil sakti hai. koi bhi bamani islahi slight ab 1. 3756-1. 3739 area ke qareeb kuch support paati hai. mazeed kisi bhi slight ko 1. 3701 horizontal resistance break point ke qareeb fresh kharidaron ko apni taraf mutwajjah karna chahiye. moakhar az zikr aik hona chahiye jis ke nateejay mein takneeki farokht ho sakti hai aur usd / cad pair ko 1. 3549 support zone ki taraf jatay hue 1. 3601 nishaan ki taraf khech sakti hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X