EUR/USD, 2020
EUR/USD 1.1900 se ooper consolidate karne me nakam raha.
Pichle dino, 1.1900 ki satah se ooper consolidate karne ke do nakam koshishen huin. Dono hi suraton me, farokht karne wale is muzahmat ki satah ka difagh karne me kamyab rahe hain. Mumekna taur par euro/dollar ki jodi 1.1705-1.1900 range ki nichli hadd par jayegi.
1.1858-1.1900 range ki nichli hadd ke ooper qimat ke mazbuti se rahne ke bad ek sell entry point bnaya ja sakta hai. Qimat pahle hi satah ko niche ki taraf tod chuki hai aur yah jodi 1.1858 ki satah par laut aayi hai. Agar chote time frame par correction movement ka breakout hota hai to, short positions ko kholna mumkin hoga.
Take profit orders ki satah 1.1800 aur 1.1705 hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим