Eur/usd technical analysis and forecast, Eur/usd joda kal se sakhat track ki ander utaar charhaoo jari rakhta hai, 1.0840 ki satah ki ird gird tae karta hai, ye dekhte huwe ki stochastic apni manfi raftaar se wazia taur par chtkara pata hai, ziada farokht shuda ilaaqo ki kemat ko musbat EMA 50 qareeb pahunch jata hai, jab ki support faraham karta hai, is lye aney wali mudat kelye mutwaqa tezi ki rujhaan ko dubara shorow karney ki imkaan durust hain, jo ki iska hadaf 1.1032 par waqia hai, apko yad delata hai ki tajweez karda ahdaaf ko hasil karney kelye 1.0745 se uper rakhna zarori hai, jub ki mission ko asan bananey kelye qemat ko 1.0870 se tajweez karney ki zarorat hai. Muntazir hadaf ki taraf barhna. Aj kelye mutwaqa tijarti had 1.0770 support aur 1.0935 muzahmat ki darmiyan hai, In the chart, Eur/usd jodey ne subah koi mazboot iqdam nhi dekhaya, 1.0840 ki satah ki ird gird utaar charhaoo jari rakhney kelye, is satah,aj kelye mutwaqa tezi ki rujhaan ki manzar namey main koi tabdeli nhi aae, jo iska agla hadaf aur target 1.1032 aur 1.1033 par waqia hai. Tezi ki lehar ki tasalsal ke lye ahim tareen support 1.0745 ko uper rakhney ki zarorat hute hai, kyunki isko torney se intra day track ziwal ki taraf mor de ga, take kese bhi nae koshesh se pehlay mandi ki islah hasil ke ja sakay. Aj kelye mutwaqa tijarte had 1.0770 support aur 1.0935 resistance muzahmat ki darmiyan hai is Muzahmat ko mazeed discussed karney ka plane banaya gia hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим